kaise batau tum meri kaun ho

by ~Rohan~ on April 21, 2005, 01:29:08 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 6972 times)
bond
Guest
«Reply #45 on: April 22, 2005, 12:23:49 PM »
Reply with quote
koi baat nahi ye baat karte hain hum yahi khatam
 hum jaate hain apne raste , apne raaaste jao tum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAANE YE KAUN MERI ROOH KO CHOOKAR GUJRA by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
apne dil ki baat tumhe batau kaise........ by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kaun Samjhe Meri Ghutan……KOYAL by KOYAL46 in Shayri for Dard -e- Judai
kaise me batau by anuragdeb3 in Share:Love Poetry
DARD KITNA HAI DIL ME BATAU KAISE!!!!!! by wime in Shayri-E-Dard
Talat
Guest
«Reply #46 on: April 22, 2005, 12:25:44 PM »
Reply with quote
sab ko hi jaana hai apne apne raste hi ae dost
kuch pal ko yahan milne hain ghum bhulane ko
Logged
Talat
Guest
«Reply #47 on: April 22, 2005, 04:43:14 PM »
Reply with quote
jaane kyun log yahan dil dukhaane ko aate hain
likhna hota nahin kuch bas bakwaas karte hain :-(
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #48 on: April 22, 2005, 05:06:03 PM »
Reply with quote
yeh  bond  aur  rohan  ka  seena  kyon  fat raha hai
kyon  aise  iljaam  kisi  per  laga  rahe  ho :twisted:
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: April 22, 2005, 05:12:34 PM »
Reply with quote
yahan hota hai aksar aisa
agar saath main kuch likha
to jaane kya kya sochte hain
ulta seedha likhne lagte hain :-(
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #50 on: April 22, 2005, 05:34:42 PM »
Reply with quote
tum  fikar  not  karing  talat
jo  jale  usko  aur  jalaying,,,,......... :lol:
Logged
Talat
Guest
«Reply #51 on: April 22, 2005, 05:37:56 PM »
Reply with quote
dil hi to hai dukh jaata hai jaane kyun :-(
baat ka batangad banate hain log kyun
Logged
bond
Guest
«Reply #52 on: April 22, 2005, 05:41:54 PM »
Reply with quote
banaya tha kisi ne bade pyaar se ye thread..
galatfehmiyon ne isse kaha se kahan laa diya..
hamne to kaha tha karte hain baat ko khatam
par pata chala ke kisi ne baat ka batangad bana diya

khud hi hum mazak, auroo ka uda sakte hain hum mazak kaise..
fir bhi hum Apni aur ROHAN ki taraf se maafi maangte hain sabse....



aur waheed miyaan....

yahan kisi ka seena fata nahi jaa raha hai..
naa hi koi kisi pe ilzaam laga raha hai...
fuuny section hai ye , ho sakte hain mazak bhi..
bhul gaye ho aap to , BOND yaad dila raha hai....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #53 on: April 22, 2005, 05:42:21 PM »
Reply with quote
baat  ka  batangad  aise latangad  banate  hain
jindagi mein  aise  log aate  aur jaate rahenge
Logged
Talat
Guest
«Reply #54 on: April 22, 2005, 05:47:50 PM »
Reply with quote
mazaq karna chahiye lekin ek hadd main
ye kya ke kisi baat ko hi kheench baithe
sirf isi thread hi main nahin hua tha yeh
aur bhi  do din pehle likha tha tumne
maana yeh thread ROHAN ne banaya pyar se
magar sach hai ki galat baat shuru ki tumne
achcha hai agar galti maan li hai tumne
Logged
bond
Guest
«Reply #55 on: April 22, 2005, 05:48:15 PM »
Reply with quote
hum to har baar masle to khatm karna chahte hain
fir bhi kyun log ek hi baat bar bar dohraate hain......
Logged
Talat
Guest
«Reply #56 on: April 22, 2005, 05:49:31 PM »
Reply with quote
koi masla uthe hi kyun sawaal to ye hai
dil dukh jaaye kisi ka koi likhe kyun aise !!!
Logged
bond
Guest
«Reply #57 on: April 22, 2005, 05:58:54 PM »
Reply with quote
moniter ji...aap batane ki takleef karengi do din pehle meine kab kya kaha tha.......aur rahi baat yahan ki yahan bhi aapne hi aakar shuruaat ki thi..mein aur rohan to apna mazak kar rahe they aapas mein..aap hi aayi thi...fir bhi agar lagta hai ki meine aapke kisi thread mein aa kar kuch galat kaha hai to i am SORRY... door rahenge aab aapke thread se
aur bas aab mein iss baare mein koi aur baat nahin karna chahta.........SOORY  again.... and sorry ROHAN mere karan faltu tumhaare thread mein gadbad ho gayi.........
Logged
Talat
Guest
«Reply #58 on: April 22, 2005, 06:02:31 PM »
Reply with quote
You know very well what i am talking about ...
Even i dont want to talk about all this nonsence!!
n thanks a lot!!!!!!! kindly continue your fun!!!

Thanks
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #59 on: April 22, 2005, 06:05:19 PM »
Reply with quote
theek hai  bond.......... mazaak  aisa nahin  hota hai ......uski  bhi  ek  limit  hoti   hai........kisi ke  daaman  per  keechad uchaala   nahi jaata.....

ab  is  baat  ko  khatam karo..........
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:04:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer