ParwaaZ
Guest
|
Ahel e mazahiyaa mehfil ko aadaab!
Kal aise hi baithe baithe kuch khayaal ban gaye....... Aapki pesh e nazar hai.....
Main to aksar apne gaoN jaata huN Doodo nahata huN phuto phalta huN Kal mujhe dekh meri padosan boli KyuN maiN uske miyaa pe jalta huN
Shadi karne ko to kar liya kalmuhi se Ab saaliyoN ko dekh haath malta huN Bulane ko bula liya sasare sahaab ne Ab maiN unki aankh meiN khalta huN
Bolne ku toH sharam bhi nai aati usku Bolta hai kaamaeich aise karta huN Dhunde to bhi nai milta! aayauN mil lo MaiN sirf khismat waloN ku milta huN
MaiN bhi hua karta tha kalakaar kabhi Ab bachoN ki lakeero meiN dhalta huN Itte saare guno waala hai mera dost Sun lo samjh low ab mai chalta huN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 15, 2010, 04:40:20 AM » |

hahahahahaha...Sameer Ji ! Nice Poetry ! Mazahiya Andaaz accha laga aapki panktiyoN me... ek line meri aur se... Laakh buraai sahi mere dost me.... par Ladhka khaandaani hai ... bahut mazaa aaya padhke ... yunhi likhte rahe aage bhi ... khush rahe... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 15, 2010, 11:06:35 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #4 on: September 15, 2010, 11:20:41 AM » |
|
parwaaz ji mehfil-e-khushi me ek hamari bhi dastaan-e-dard kubool kijiye~
yun to bahut aaye gayee huyi baat mere pyaar ki yad jab bhi aati he dost dard bada hota he kaha kaha nahi mara tha uske bhai ne zalim ab bhi nazar jaati he to hara -neela sa pada hota he~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 21, 2010, 04:57:27 AM » |
|
Nice work ParwaZ ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 21, 2010, 06:43:46 AM » |
|
Abhi jee aadaab !
Aapko apni post per dekhkar khushi huyi hume... Aapka bahut bahut shukriyaa .... Aur aapki yeH dard bhari dastaaN achchi hai :D Agli baar janch partal kar lijiye yeH to shayad aik hi janab ne aisa haal kiya ... kahiN teen chaar aa gaye to ...
Thanks again.... aate rahiye.... Khush rahiye.... Khuda Hafez..... aji ab kya bataye parwaaz sahab .. hamne to dillagi se tauba kar li he.. hamne to suna tha ki aap hamdard he hamare... dukha to is bat ka he ki aap bhi na aaye hame bachane ...hehehe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 21, 2010, 06:58:09 PM » |
|
Nice work ParwaZ ji
Thank u pooja jee thanks for appriciate my work...
Keep reading.. Keep smilling... May God Bless you...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 21, 2010, 07:04:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|