sarfira
Guest
|
«Reply #15 on: November 08, 2011, 05:40:11 PM » |
|
Wah!!
lipatnay jhapatnay mein hay farq mister agar aik sofa tu dooja hay bister lipat-ta he sofay se jo ja ke kutta jhapat-ta he bakri pe jhat koi bakra
aapki ye shayri badi anokhi hai jo miley nhi jaydaad vo purkhon ki hai janaab kya ho gaya haiashiqi ke mizaaz ko kyunkar ye baate sirf Bakra Bakri aur Kutton ki hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #16 on: November 08, 2011, 05:46:18 PM » |
|
chal sambhal kar gali mein yaar ki dost Raaste mein na ho khada kutta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #17 on: November 08, 2011, 05:54:12 PM » |
|
chal sambhal kar gali mein yaar ki dost Raaste mein na ho khada kutta
yar ki gali ka sartaaz hai Kutta milne ko taras rha mehbub mera failaye dupatta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #18 on: November 08, 2011, 06:31:08 PM » |
|
Wah aray wah!!
Kutta na hua mehboob ka aashiq hua!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #19 on: November 08, 2011, 06:42:08 PM » |
|
Wah aray wah!!
Kutta na hua mehboob ka aashiq hua!!
wah ye sahi kaha-- dekh ke kahe gali ke saare ladke aa gaya dekho ek aur Kutta duum hilake
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #20 on: November 08, 2011, 06:54:01 PM » |
|
Hmm...laikin dumkatta kutta bhi tu hota hay yaar!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #22 on: November 08, 2011, 07:07:36 PM » |
|
ParwaaZ jee!!
Aadaab!
Shukria, aapki shafqat o muhabbat hee se hamaray qalam mein rawaani he, hamaari rag-e-jaan mein khoon kee tughyaani he. Bus itni see hee hamaari kahaani hay, moonh chirhaati jawaani he! Ab aisay waisay khayalaat zehn-e-aalia mein aa jayen tu hum unhein kionkar rokain??
Apka apna maz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #23 on: November 08, 2011, 07:17:57 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #24 on: November 08, 2011, 07:50:08 PM » |
|
Hai!!
Hai woh aa ke chal diye mujh se mile baghair Apni kahay baghair aur meri sunay baghair
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #25 on: November 09, 2011, 04:15:42 AM » |
|
dumaktta kutta bhi hota hai yaar lekin bhala kaun samajhta hai uss bechare ka pyar --- bakre hote to acha tha janaab hum to bethe hi hain katt ne ko kab se taiyaar ---
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #26 on: November 09, 2011, 09:22:57 AM » |
|
Bahut Khoob mazhur bhai Agar aap permission de to hum bhi is nokjhok me shaamil ho jate hai.. Parwaaz bhai apke aane se aur maja aaya. apne bhi bade mahin andaj me bakra bana diya... Sarfira sahab aap to sher hai.. ant tak khade hai..
Jo bhi ho mujhe to bada maja aaya.. mera likha hua: maine kuch manga khuda se, usne muh pher liya maine poocha kyo? usne kaha mannat mai poori kar deta agar tu kutta hota insaan ajkal ka koi saccha nahi hota.
ab aap log faisla kare..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #27 on: November 09, 2011, 09:37:17 AM » |
|
MKV ji aapne to 100 sunaar ki to 1 lohaar ki wali muhavre ko sach kar dikhaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #28 on: November 09, 2011, 09:40:07 AM » |
|
MKV ji aapne to 100 sunaar ki to 1 lohaar ki wali muhavre ko sach kar dikhaya Mai bhi to inasaani chole se nikalne ke mood me hu. Mujhe to apni mannat bhi to poori karwani hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #29 on: November 09, 2011, 10:17:19 AM » |
|
oho-- janaab ka chola bhi insaani hai magar andar ka Kutta hi roohani hai aapka no. bhi jald ayega fir aapka mannat bhi mana jayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|