kashish aur rukhsaar

by shakeel_saif on June 23, 2005, 05:10:26 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14
ReplyPrint
Author  (Read 8202 times)
shakeel_saif
Guest
«Reply #180 on: June 24, 2005, 01:08:50 PM »
Reply with quote
ho gaya main badnaam
chalo jane do
ab nahi karounga tum se pyaar
tum se koi umeed nahi hai mujhe yaar
(accha dost to bana  lo)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
CHOOM LOO TUMAHRE RUKHSAAR by poem143s in Shayri for Khumar -e- Ishq
KASHISH by kuchtohai in Shairi - E - Zindagi
Meyrey rukhsaar pai dhulaktaa hai! by abdbundeli in Shayri-E-Dard
Rukhsaar... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
LAB-O-RUKHSAAR KEE BAATEN...........................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3  All »
rukhsar168
Guest
«Reply #181 on: June 24, 2005, 01:10:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
ho gaya main badnaam
chalo jane do
ab nahi karounga tum se pyaar
tum se koi umeed nahi hai mujhe yaar
(accha dost to bana  lo)


Kya larka aur larki dosti kar saktey hai?
dekhoongi sochoongi
Kal pasron bataoongi
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #182 on: June 24, 2005, 01:11:31 PM »
Reply with quote
bas tum larkiyon mein yehi problem hai
tum ko apne aap pe bahut guroor hai
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #183 on: June 24, 2005, 01:14:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
bas tum larkiyon mein yehi problem hai
tum ko apne aap pe bahut guroor hai

Garoor nahi hai!!
Izzat ka khayaal hai!!
Log kya kahein ge,, tum larkey to sochtey nahi
phir hum larkiyon ko sochna parta hai!!
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #184 on: June 24, 2005, 01:17:12 PM »
Reply with quote
ab tum ko dost bana liya hai
ab tum ko pareshan karounga

jise ho gaya tujh se pyaar
nahi us se bada koi khawar(gadha)
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #185 on: June 24, 2005, 01:19:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
ab tum ko dost bana liya hai
ab tum ko pareshan karounga

jise ho gaya tujh se pyaar
nahi us se bada koi khawar(gadha)


Nahi us se bada koi khawar
un main se aik tum bhi ho yaar!!! Usual Smile
Logged
sabreena
Guest
«Reply #186 on: June 24, 2005, 01:20:58 PM »
Reply with quote
jab tujhe iss baat kaa suroor hai
fir bhi baaton se lagta tu langoor
kya teri akel ka pata bahot door
issliye toh kaale muh ke tum ganda langoor hai.............
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #187 on: June 24, 2005, 01:20:58 PM »
Reply with quote
ab kya karen ban gaya main bhi ba gaya khwar
tumhari chahat mein ho gaya tha beemaar
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #188 on: June 24, 2005, 01:26:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
ab kya karen ban gaya main bhi ba gaya khwar
tumhari chahat mein ho gaya tha beemaar

Nahi aap nahi huey thy bemaar asal
main tum sab larko ki aadat se hogaye thy bedaar
Aur larkiyon ko jhutey sapney dikhaatey huey khaai tumney maar
Logged
sabreena
Guest
«Reply #189 on: June 24, 2005, 01:27:56 PM »
Reply with quote
yeh shakeel hai kuttey ka sada hua achaar
isse kabhi koi achhi ladki na keregi pyaar
rehta hai her roz yeh bimaar
kehta hai yeh tera hai pyaar.................
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #190 on: June 24, 2005, 01:29:03 PM »
Reply with quote
tum mujhe phir lalkaar rahi ho
main phir se izhaar kar dounga
isi liye aisi baatein na karo
aur tum bhi mujh se daro
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #191 on: June 24, 2005, 01:29:56 PM »
Reply with quote
sabreen  sis
gali se koi nahi siddah hota,
agar battion se nahi manta,
tu choro,, zaroori nahi apni personality  kharab karo....
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #192 on: June 24, 2005, 01:32:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum mujhe phir lalkaar rahi ho
main phir se izhaar kar dounga
isi liye aisi baatein na karo
aur tum bhi mujh se daro


Ab na to daroongi
na hi maaf mangoongi
JO kehna hai kaho main tumhaari baat nahi sunoongi!!
apni aukaat par utaar aagaaye aakhir!!
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #193 on: June 24, 2005, 01:34:41 PM »
Reply with quote
accha dil tod hai tum ne
jeene ki chah nahi hai mujh me
zara koi char logon ko bhijao
meri laash ko char kandhon pe utao

ok, bye, agar zinda raha to kal milounga
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #194 on: June 24, 2005, 01:35:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
accha dil tod hai tum ne
jeene ki chah nahi hai mujh me
zara koi char logon ko bhijao
meri laash ko char kandhon pe utao

ok, bye, agar zinda raha to kal milounga

Main kal nahi aaoongi inshallah monday ko mulaakaat hogi!!!
Karelley
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:19:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer