Talat
Guest
|
«Reply #60 on: October 05, 2004, 02:39:05 PM » |
|
yunhi shukriya na ada karo kabhi do char line bhi likha karo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #61 on: October 05, 2004, 02:40:03 PM » |
|
do chaar line ki hai zindagi apni ek baar me likh de to aage kya likhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #62 on: October 05, 2004, 02:45:41 PM » |
|
zindagi main do char rekha hon to kya baat hai rekha to bari achchi actress hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #63 on: October 05, 2004, 02:47:24 PM » |
|
do chaar rekha ko kon sambhaalega ab yaha ek sonali hi yaha par bahut bada sitam hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #64 on: October 05, 2004, 02:50:49 PM » |
|
sonali ko hum sambhaaleneg tere kahtir tu jab tak rekhaaon ko sambhaal le
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #65 on: October 05, 2004, 02:52:51 PM » |
|
rekha ko sambhala sonali bhadak gayi sonali ko sambhala rekha bhadak gayi kya inhe bhadakne ke siwa aur bhi kuch aata hai ki manate manate unko meri aankhe tadap gayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #66 on: October 05, 2004, 02:54:54 PM » |
|
rekha aur sonali agar bharkati hain to gham na kar hum tere liye raani aur preeti zinta le aayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #67 on: October 05, 2004, 02:55:54 PM » |
|
aur do kya kya sitam hue jaate hai mujh pe kya koi gunah humne kiya tha kabhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #68 on: October 05, 2004, 02:56:48 PM » |
|
hum to tere ko khush karne ki koshish me the jo ye sab nahin pasand to bol kaun si chahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #69 on: October 05, 2004, 02:58:00 PM » |
|
koi nahi chahiye ye sab to auro ki hai hum hi dhoondlege jo kabhi humaari hui hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #70 on: October 05, 2004, 03:00:28 PM » |
|
to chal le aayenge use hi jo tu akele ghabraaye chal parenge hum bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #71 on: October 05, 2004, 03:06:20 PM » |
|
aap bhi aayege aur kitne ab aayege pahle hise do ko wada kiya hai aur chaar aur aane wale hai ki wo to sirf ek hi hai jiska pata hume maaloom nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #72 on: October 05, 2004, 03:11:32 PM » |
|
jitne bhi aayenge dhoondenege uska pata aap ko use milwaayenge phir hum wapas chale jaayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #73 on: October 05, 2004, 03:15:31 PM » |
|
ab sab lagta hai aayenge phi jaake usko dhoondege dhoondke usko manayege mana ke usko le aayege phir sab ke sab chale jaayege par kaha par jaayege nahi unhe pahchaan paayege phir kaise doondh paayege pahir kaise manayege phir kaise chale jaayege
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #74 on: October 05, 2004, 03:19:33 PM » |
|
haan haan sab aayenge mil ke usko dhoondenge dhoond ke manayenge maan gaye to theek nahin to do chaar haath lagayenge raasta na maloom na sahi par sath main aap to chorhne aayenge!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|