Khatta Mittha Pyaar -------Dakhni Zuban,... Abul Asad

by Abul Asad on February 06, 2012, 08:18:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2801 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
Reply with quote
Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Hamare amma aaye to tum kitte khatte ho jatain
Tumhaara kaam raha to tum-e kitte mitthay hotain

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Padosan baazo se guzri tu jhuk ko salaam kartain
Main saamne aako baithi, to hat-ge bolko hata detain

Bawa hamare parson chai pooche tumse to
Doodh nai hai bolko, palat ko kaisa sogain tum ji

Aik aik bat tumhaari,  shaadi se pehle mitthi thi ji
Shaadi karko aik saal nai hova,  khatti kaisi hogayi ji

Shaadi se pehle filmaon ko har hafta leko jaate the
Shaadi purani hotaich, kia filma kharab aarain ji

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji
Abul Asad
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: February 06, 2012, 08:30:53 AM »

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #2 on: February 06, 2012, 08:33:24 AM »
Reply with quote
Qalb Sahab,

Shukriya itni zyaada hansi
sirf deikh kar meri tabyat past horahi hai
Zyaada mazaakh theek nahi...(smiling)

Thank you... apreciate your love and comments
Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #3 on: February 06, 2012, 08:36:25 AM »
Reply with quote
Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Hamare amma aaye to tum kitte khatte ho jatain
Tumhaara kaam raha to tum-e kitte mitthay hotain

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Padosan baazo se guzri tu jhuk ko salaam kartain
Main saamne aako baithi, to hat-ge bolko hata detain

Bawa hamare parson chai pooche tumse to
Doodh nai hai bolko, palat ko kaisa sogain tum ji

Aik aik bat tumhaari,  shaadi se pehle mitthi thi ji
Shaadi karko aik saal nai hova,  khatti kaisi hogayi ji

Shaadi se pehle filmaon ko har hafta leko jaate the
Shaadi purani hotaich, kia filma kharab aarain ji

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji
Abul Asad

waaaaaaaaaaaaaaaaaah kya khoob bol daale naa aap. zabardast. shaadi baad ye ich hota.
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #4 on: February 06, 2012, 08:51:11 AM »
Reply with quote

waaaaaaaaaaaaaaaaaah kya khoob bol daale naa aap. zabardast. shaadi baad ye ich hota. [/b][/i][/color] Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
[/quote]

Adil Sahab,

Shukriya Bahut Bahut Shukriya
Inayat, pasand karne ka shukriya
Dua Goo
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: February 06, 2012, 08:56:41 AM »
Reply with quote
very nice Asad saheb
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #6 on: February 06, 2012, 08:59:30 AM »
Reply with quote
very nice Asad saheb
Shukriya Dr Sahab

Bahut Bahut Shukriya
Abul Asad
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: February 06, 2012, 09:01:30 AM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!

Taubaa janab aap bhi gazab hai...  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
achchi khayaalaat likhe haiN janab... shayad yeich hota
hai shadi ke bad so enjoy bachlor's life..  NaNaNa Winking

Khoob kahi janab humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Usual Smile
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Hamare amma aaye to tum kitte khatte ho jatain
Tumhaara kaam raha to tum-e kitte mitthay hotain

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji

Padosan baazo se guzri tu jhuk ko salaam kartain
Main saamne aako baithi, to hat-ge bolko hata detain

Bawa hamare parson chai pooche tumse to
Doodh nai hai bolko, palat ko kaisa sogain tum ji

Aik aik bat tumhaari,  shaadi se pehle mitthi thi ji
Shaadi karko aik saal nai hova,  khatti kaisi hogayi ji

Shaadi se pehle filmaon ko har hafta leko jaate the
Shaadi purani hotaich, kia filma kharab aarain ji

Ye pyaar tumhara khatta mitha hai ji
Sirf baatan hai dekho, koi kaam ke nai hai ji
Abul Asad

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #8 on: February 06, 2012, 09:06:50 AM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!

Taubaa janab aap bhi gazab hai...  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
achchi khayaalaat likhe haiN janab... shayad yeich hota
hai shadi ke bad so enjoy bachlor's life..  NaNaNa Winking

Khoob kahi janab humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Usual Smile
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile

Shukriya Parwaaz sahab,

Bade dino baad aapse ham kalaami hovi hai
Bahut Acha laga. Aap bhi aate rahiye
Ye muhabaten badhate rahiye

Abul Asad

Logged
sarfira
Guest
«Reply #9 on: February 06, 2012, 11:01:03 AM »
Reply with quote
waaah waaaah waaah waaah waaaah waaaah waaaah
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #10 on: February 06, 2012, 11:08:32 AM »
Reply with quote
wah wah abul bhai tum kya kammal ka likhtain... Usual Smile

padh padh ke mera sara jisma hil jatain.... Usual Smile

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #11 on: February 06, 2012, 02:24:04 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, Asad saheb.Waqai deccan ki mithaas se bharpoor kalaam hai.Bahut mubarak ho.Hasan
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: February 06, 2012, 05:06:54 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Asad bhai

ghajab ki pyaari jubaan hai..mujhe to khoob bhaaya apka ye andaaj..
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #13 on: February 07, 2012, 06:58:41 AM »
Reply with quote
waaah waaaah waaah waaah waaaah waaaah waaaah

Shukriya Sarfira Saheb,

Behad Shukriya, aapke daad ke bina hamara koi bhi kalaam mukammil nahi hota, bahut hi acha lagta aapse daad vasul karke.

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #14 on: February 07, 2012, 07:00:40 AM »
Reply with quote
wah wah abul bhai tum kya kammal ka likhtain... Usual Smile

padh padh ke mera sara jisma hil jatain.... Usual Smile

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mohammed Touhid Saheb,
Shukriya jazakAllah khair, Allah aapko khoob barkat ata farmaye.
Aap ke naik alfazon ka shukriya

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:19:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer