....~~Kya halat hogi~~....

by HumTum on April 18, 2005, 09:43:29 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 88
ReplyPrint
Author  (Read 34202 times)
Rishi
Guest
«Reply #105 on: April 18, 2005, 07:27:34 PM »
Reply with quote
**
Waheede bhai, lab ko tum na todna,
warna meri behan ko padega rona,
mushkil se usne tayaar ki hai thesis,
phir shuru se padega use shuru hona..!!
**
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
halat by BLACKMON in Occassion Specific Poetry
halat-e-zindagi by vishu ki duniya in Shairi - E - Zindagi
halat-e-zindagi by vishu ki duniya in Shairi - E - Zindagi
Waqt Aur Halat by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Desh ki halat aisi Hai jaisi desh Ki halat ki gayi hai by khumaar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Talat
Guest
«Reply #106 on: April 19, 2005, 06:57:09 AM »
Reply with quote
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya

mere bhai ne aate hi mujhe favour kiya :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #107 on: April 19, 2005, 07:56:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "waheed_rose2004"

kaam  kam   ho  jaayega  to mujhe  kahna
lab  ko tod  dunga  baad mein kuch  na  kahna... :wink:


koi bachaooooooooooooo meri lab ko :cry:


kaam  kam   ho  jaayega  to mujhe  kahna
lab  ko tod  dunga  baad mein kuch  na  kahna

rishi  tum  jao  apni  bahna  ko  
baad mein  mujhse  mat  kahna............... :wink:
Logged
Talat
Guest
«Reply #108 on: April 19, 2005, 07:58:31 AM »
Reply with quote
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya

waheed ka sar mere haathon se phoot gaya :evil:
Logged
Rishi
Guest
«Reply #109 on: April 19, 2005, 08:04:24 AM »
Reply with quote
**
nahin jabeen behan, tum ko shaayad pata nahi hai,
waheed ka sar tum se nahi phutt sakta hai..
usko pata hai ke khali cheezein asaani se tutt.ti hain,
isliye wo hamesha helmet pehan ke chalta hai..!!
**
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #110 on: April 19, 2005, 08:04:35 AM »
Reply with quote
oho  Shocked

aur baazaar se le aaye agar TooT gaya
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya

tere  haath  nazuk  hain, abhi  tum choodiyon  ko  sambhaalo......... :wink:  sab  toot  jaayegi....
Logged
Talat
Guest
«Reply #111 on: April 19, 2005, 08:05:32 AM »
Reply with quote
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya

Rishi ne bilkul theek kaha..khaali jo tha ;-)
Logged
HumTum
Guest
«Reply #112 on: April 19, 2005, 08:06:53 AM »
Reply with quote
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha


jab mein aaya yha to koi bhi na rha  Huh???
Logged
Talat
Guest
«Reply #113 on: April 19, 2005, 08:08:05 AM »
Reply with quote
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha

hume jaana hai jab tabhi inhe aana tha
Logged
HumTum
Guest
«Reply #114 on: April 19, 2005, 08:09:35 AM »
Reply with quote
huee muddat ke 'HumTum' mar gaya par yaad aata hai
huee muddat ke 'HumTum' mar gaya par yaad aata hai

ki woh hmesha yo india pe late hi kyun aaya hai  ??
Logged
Talat
Guest
«Reply #115 on: April 19, 2005, 08:10:09 AM »
Reply with quote
huee muddat ke 'HumTum' mar gaya par yaad aata hai
huee muddat ke 'HumTum' mar gaya par yaad aata hai

ki uski is aadat ne hume sataya hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #116 on: April 19, 2005, 08:11:56 AM »
Reply with quote
magar likhwaaye koee usko KHat, to hamse likhawaaye
magar likhwaaye koee usko KHat, to hamse likhawaaye

Adat se majboor hai woh kya kre haye !!!!!!!!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #117 on: April 19, 2005, 08:12:30 AM »
Reply with quote
magar likhwaaye koee usko KHat, to hamse likhawaaye
magar likhwaaye koee usko KHat, to hamse likhawaaye

wo aadatain apni kyun na badal paaye
Logged
HumTum
Guest
«Reply #118 on: April 19, 2005, 08:17:56 AM »
Reply with quote
nazar lage na kaheeN uske dast-o-baazoo ko
nazar lage na kaheeN uske dast-o-baazoo ko

umr beet gyi usko apni adtein shudarney ko  :wink:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #119 on: April 19, 2005, 08:35:53 AM »
Reply with quote
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya
aur baazaar se le aaye agar TooT gaya

hum  tum  ....talat  ko  bheja  kaam nahin  kar  raha hia..isko  mat  samjhao.........
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 88
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:19:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer