ladkiyaan ladko ko sahi raah nahin dikha sakti

by Devdas_online on April 04, 2005, 05:43:08 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3438 times)
Devdas_online
Guest
Reply with quote
jo khud bhatki hui hai, woh auron ko kya raah dikhayegi,
jo khud andhi hai, woh auron ko kya raasta dikhayegi

jo khud bigdi hui hain, woh ladkon ko kya sudharegi,
jise citi tak bajane nahin aati, woh kya been bajayegi

jo khud kisi kaam ke layak nahin, woh ladkon ko kya kisi layak banayegi,
jo khud nalayak hai, woh kya kisi ko layak banayegi

jo khud roti rehti hain, woh kya kisi ke chehre pe muskurahat layegi,
jiske khud ke aansun shook gaye hain, woh kya baarish layegi

jo apne sheron mein itna jhoot bol gayi hai, woh kya ladkon ko sach sikhayegi,
khud ko jeene ka dhang nahin, ladkon ko kya jeene ka dhang sikhayegi
Logged
little_master
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2005, 07:01:16 AM »
Reply with quote
ha devdas tum ne ye bat sach kahi kijo apne sheron mein itna jhoot bol gayi hai, woh kya ladkon ko sach sikhayegi,
 
pata nahi ladkiya pichli bar kab sach boli hongi
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #2 on: April 04, 2005, 08:03:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "little_master"
ha devdas tum ne ye bat sach kahi kijo apne sheron mein itna jhoot bol gayi hai, woh kya ladkon ko sach sikhayegi,
 
pata nahi ladkiya pichli bar kab sach boli hongi

yaar little..
jaise ladkiyan apne badsurat chehre ko, make-up se chhupa leti hai,
waise hi, apni asliyat ko jhhot ke piche chhupa leti hai.

magar samajhdar kehte hain..arz hai...
sachhai chhup nahin sakti, banawat ke husulon se,
khusbu aa nahin sakti, kagaz ke phoolon se

saari zindagi khud se chhupa-chhupi khelti rehti hai,
khud apne hi per pe, zor se kulhadi maarti hai
Logged
little_master
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2005, 08:14:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "little_master"
ha devdas tum ne ye bat sach kahi kijo apne sheron mein itna jhoot bol gayi hai, woh kya ladkon ko sach sikhayegi,
 
pata nahi ladkiya pichli bar kab sach boli hongi

yaar little..
jaise ladkiyan apne badsurat chehre ko, make-up se chhupa leti hai,
waise hi, apni asliyat ko jhhot ke piche chhupa leti hai.

magar samajhdar kehte hain..arz hai...
sachhai chhup nahin sakti, banawat ke husulon se,
khusbu aa nahin sakti, kagaz ke phoolon se

saari zindagi khud se chhupa-chhupi khelti rehti hai,
khud apne hi per pe, zor se kulhadi maarti hai
vah vah vah nice very nice aap to sero ke shehansha hona chahiye tha aap ko
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2005, 09:40:55 AM »

sheron ke shahenshah bhale na hon, dil ke zarur hain,
dushmanon ke dushman bhale no hon, doston ke dost zarur hain
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2005, 05:54:36 PM »
Reply with quote
lollllllllllllll DO ji

in jhute baato se kyu dil behelate ho tum,
ladkiyan the best hai, yeh kyu nahin mante ho tum,
kab tak dokhe me jeete rrahoge aye dost,
sachayi ko kyu nahin apnate ho tum!!

 :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: April 04, 2005, 06:57:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
lollllllllllllll DO ji

in jhute baato se kyu dil behelate ho tum,
ladkiyan the best hai, yeh kyu nahin mante ho tum,
kab tak dokhe me jeete rrahoge aye dost,
sachayi ko kyu nahin apnate ho tum!!

 :lol:

lozzzzzz   yeh  meena  ko  dekho......   kya  bak  bak  kar  rahi hai ..  :lol:
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #7 on: April 05, 2005, 05:45:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
lollllllllllllll DO ji

in jhute baato se kyu dil behelate ho tum,
ladkiyan the best hai, yeh kyu nahin mante ho tum,
kab tak dokhe me jeete rrahoge aye dost,
sachayi ko kyu nahin apnate ho tum!!

 :lol:

hum dil nahin behlate, dil se bolte hain,
tum ladkiyon ke, raaz kholte hain

yeh kalyug hai..
sacchi baat, bakwaas lagti hai,
jhhoti baat, jhakaas lagti hai

sach kadwa hota hai, suna nahin jata,
yeh raasta mushkil hai janam, chala nahin jata
asliyat saamne aayi hai, isliye ladkiyon se jhela nahin jata

ladkiyan best nahin, pest hain.
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #8 on: April 05, 2005, 06:39:17 AM »
Reply with quote
ladkiyon ko bura kahne walyladko
pechy kadkion kay hi ghumte ho

bante firte ho majnu
tane ladkion ko dete ho

pyaar kerne ki oqat nahi
or devdas bente ho

jab mein phooti coordi nahi
apnay aap ko jhakas bante ho

ladkion say mat lyna kbhi panga
nahi to ho jayga tere ghar kay samny danga
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #9 on: April 05, 2005, 07:15:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ghazal"
ladkiyon ko bura kahne walyladko
pechy kadkion kay hi ghumte ho

bante firte ho majnu
tane ladkion ko dete ho

pyaar kerne ki oqat nahi
or devdas bente ho

jab mein phooti coordi nahi
apnay aap ko jhakas bante ho

ladkion say mat lyna kbhi panga
nahi to ho jayga tere ghar kay samny danga

yeh devdas sharab ke liye bhi pagal hai, kya sharab acchi hai,
agar mein ladkiyon ke liye pagal hoon, piche jata hoon, kya woh acchi hain

dil behlane ke liye, sharab aur shabab ke paas chale jate hain,
jab dil behal jata hai, unhen laat maarke fek dete hain

subah ka bhula, shaam ko ghar vapas laut aaye to use bhoola nahin kehte
agar hum ladkiyon ke piche chale jayen, to unhen behtar nahin kehte

meri to sirf jeb khali hai,
tumhari to dimaag khali hai

aur pyar karne ke liye, oqat ki nahin,
dil ki zarurat hoti hai,
ladkiyon ko chup karane ke liye baat ki nahin
laat ki zarurat hoti hai

aur kehti hai, nahi to ho jayga tere ghar kay samny danga..arz hai…
kyonki mera ghar hai, isliye ghar ke saamne panda hoga,
tu to sadak pe paida hui hai,  tujhse vahin sadak pe danga hoga
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #10 on: April 09, 2005, 04:16:16 AM »
Reply with quote
sharab pie pie key merja yega tu
gerer mein prdaa hoga ek din

ary dimag sey pedl
tere perde hai ladkino key sendel

tu kya jane dimag ki baate
tere bheje mein lage hai pey bend

ghumta hai ladkino key pichy
beta hai devdas
kyu mily kyu tujhko paroo
paroo key kabil nahi tu

pyaar mein zaruri hai dil megar dum chiye
tum chuho mein kaha wo dem
bes devdas hi benty ho

benta hai devdas
Logged
sabreena
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2005, 04:45:56 AM »
Reply with quote
lasko ko sahi raah sikhaker aihsaan nahi jatati ladkiyaan,
ladko ko sirf apni pair ko jooti samajhti hain ladkiyaan,
ladko  ko her raah per  samjhaati hain ladkiyaan,
nahi samajh patey toh sandel unhe khilati hain ladkiyaan,
bigdey hur to tum pahle se hi ho fir tumko kya bigadegi  ladkiyaan,
khud badssorat ho apni tassalli ke liye kahte ho badsoorat hoti hai ladkiyaan,
aise jhooti baaton per gumaan kerke khush mat ho,
tum jaise ladko ki taraf dekhna bhi pasand nahi kerti hain ladkiyaan,
chakker lagatey ho ladkiyon ke gher ke ,
jab padti hai pitayee toh kehte ho hasti hain ladkiyaan,
apni hadon main rahna ab seekh lo tum,
verna tumko iss duniya main rahna sikha dengi ladkiyaan......
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #12 on: April 10, 2005, 01:28:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ghazal"
sharab pie pie key merja yega tu
gerer mein prdaa hoga ek din

ary dimag sey pedl
tere perde hai ladkino key sendel

tu kya jane dimag ki baate
tere bheje mein lage hai pey bend

ghumta hai ladkino key pichy
beta hai devdas
kyu mily kyu tujhko paroo
paroo key kabil nahi tu

pyaar mein zaruri hai dil megar dum chiye
tum chuho mein kaha wo dem
bes devdas hi benty ho

benta hai devdas

sharab maine pi hai, aur chad is ladki ko gayi hai,
khana maine zada khaya, julab isko lag gaye hain

anda todne ke liye, hatode ki zarurat nahin
ladkiyon ko patane ke liye, dam ki zarurat nahin

diya bujhane ke liye, toofan nahin chahiye,
ladkiyon ko sidha karne ke liye, akela devdas chahiye

mein to paro ke kabil nahin aur tu kisi kutte ki biwi banane ke kabil nahin..kutta bhi tujhe reject kar de, koi ladka tujhe pasand kare woh dur ki baat hai.

gazal ke dimag mein DEFECT tha,
isliye kutte ne use REJECT kiya tha

ek gana suno,
aasma ko dharti pe laane wala chahiye,
bhule ko rasta dikhane wala chahiye
girte ko badh ke uthane wala chahiye
jhukti hai ladki jhukane wala chahiye
patati hai ladki patane wala chahiye

tuna tuna..ta ta tuna..
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #13 on: April 10, 2005, 01:31:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
lasko ko sahi raah sikhaker aihsaan nahi jatati ladkiyaan,
ladko ko sirf apni pair ko jooti samajhti hain ladkiyaan,
ladko  ko her raah per  samjhaati hain ladkiyaan,
nahi samajh patey toh sandel unhe khilati hain ladkiyaan,
bigdey hur to tum pahle se hi ho fir tumko kya bigadegi  ladkiyaan,
khud badssorat ho apni tassalli ke liye kahte ho badsoorat hoti hai ladkiyaan,
aise jhooti baaton per gumaan kerke khush mat ho,
tum jaise ladko ki taraf dekhna bhi pasand nahi kerti hain ladkiyaan,
chakker lagatey ho ladkiyon ke gher ke ,
jab padti hai pitayee toh kehte ho hasti hain ladkiyaan,
apni hadon main rahna ab seekh lo tum,
verna tumko iss duniya main rahna sikha dengi ladkiyaan......

jo khud raasta bhuli hui hai, woh hume raasta dikhayegi,
jo nakli banduk leke ghumti hai, woh hume nishana lagana sikhayegi

kutte bhi tere ghar ke saamne se nahin guzarte hain,
kutte bhi tujhe apnane se mukarte hain
Logged
Meena
Guest
«Reply #14 on: April 10, 2005, 02:14:40 PM »
Reply with quote
Shocked so mean Shocked  Shocked  Shocked  Shocked  Shocked  Shocked  Shocked
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:39:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer