ladkiyan kya samajhti hain khud ko

by sachin_9810****** on April 19, 2005, 07:46:30 AM
Pages: 1 ... 40 41 42 43 [44] 45
ReplyPrint
Author  (Read 33351 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #645 on: July 07, 2005, 05:36:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
MR. buddhu

hamary nana hamehsa hamein yaad rehty hain
shayad apke gherwaly apko nani se milny nahi dete hain..................


yeh umar koi naana, naani....kaaka kaaki...daada daadi ko milne ki hai,
hum 21st century mein hain aur baat 15th century ki karti hai


hamare buzurg hamare dil mein rehte hain,
unhen milne ki kya jarurat hai,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***Ladkiyan Bilkul Faaltu Hoti Hain*** by Devdas_online in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 7 8 »
Roz subha khud say aik waada kartay hain by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khud Ko Hansaaya Karte Hain by V a r s h a in SMS , mobile & JOKES
Khud Ko Samajhti Hai Khuda by songwriter_123 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
natural
Guest
«Reply #646 on: July 07, 2005, 05:41:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "nafrate_husn"
Quote from: "sabreena"
MR. buddhu

hamary nana hamehsa hamein yaad rehty hain
shayad apke gherwaly apko nani se milny nahi dete hain..................


Miss Sabreena
Naani to hamari chali gayee uper
Ab tum hi batao hum kaise milenge


Yaar Kyon na hum sabreena naamak burhiya ko hi naani bana le.............
Jab bhi aayegi naani ki yaad ....
iss sabreena se hi kar lengey baat............
Logged
natural
Guest
«Reply #647 on: July 07, 2005, 05:44:24 AM »
Reply with quote
Good devdaas. Lekin buzurg to 21st Century mein bhi hotey hain............
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "sabreena"
MR. buddhu

hamary nana hamehsa hamein yaad rehty hain
shayad apke gherwaly apko nani se milny nahi dete hain..................


yeh umar koi naana, naani....kaaka kaaki...daada daadi ko milne ki hai,
hum 21st century mein hain aur baat 15th century ki karti hai


hamare buzurg hamare dil mein rehte hain,
unhen milne ki kya jarurat hai,
Logged
natural
Guest
«Reply #648 on: July 07, 2005, 05:51:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
abey natural kyun apni mautk ko dastak de raha hai
ladka hoker ham ladkiyon se kyun panga le raha hai
janta hai haarna tujhe hi padega
fir bhi jeetney ke khwaab kyun dekh raha hai...............


Arey sabreena churhail jaisi shakal tumhari,
Us per Jaanwer jaisi akal tumhari,
Inn Maut ki baaton se natural nahin darega,
Kya yaar sabreena........ Tumse dosti kaun karegaa.........lolzzzzzzzzzz :lol:  :lol:



Sorry for editing....................  :wink:
Logged
sabreena
Guest
«Reply #649 on: July 07, 2005, 05:52:52 AM »
Reply with quote
MR.Budhhu

naani hain ger uper apki,
toh der hai kiss baat kii
samaan bandhiye apna aap
uper khidki waali hai chait apki................
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #650 on: July 07, 2005, 06:58:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
MR.Budhhu

naani hain ger uper apki,
toh der hai kiss baat kii
samaan bandhiye apna aap
uper khidki waali hai chait apki................


Miss Sabreena

Agar chahti ho kuch din aur jeena
to chalo jao chat pe chad ke jeena
tumne humko bahut di gaali
kabhi bola lofer kabhi bola kameena
Hum to jaaa rahe hain Movie
Saath hai humare Kareena
Ab kuch aur tumko hai Kahna
Logged
sabreena
Guest
«Reply #651 on: July 07, 2005, 07:06:28 AM »
Reply with quote
MR,Buddhu

apke saath ho karishma ya kareena
apka mushkil ho chuka hai ab yahan jeena
maine apko kabhi nahi kaha kameena
orr kabhi nahi aaongi chadke main zeena
mera ghar hai lift ka zamana
tum hi saari seedi chadker ana
orr ab mujhe kuch nahi hai kehna..................
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #652 on: July 07, 2005, 07:12:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
MR,Buddhu

apke saath ho karishma ya kareena
apka mushkil ho chuka hai ab yahan jeena
maine apko kabhi nahi kaha kameena
orr kabhi nahi aaongi chadke main zeena
mera ghar hai lift ka zamana
tum hi saari seedi chadker ana
orr ab mujhe kuch nahi hai kehna..................


Miss Sabreena
Ohh to lift ka hai ye zamaana
tumne humse ye kyon bola
seedi chad ke hamare ghar aana
kya tumhe humse akele mai hai kuch kahna
Logged
sabreena
Guest
«Reply #653 on: July 07, 2005, 07:35:50 AM »
Reply with quote
haan aa zara gher tum akele aa jana
hamein tumse hai kuch zaroori baat hai kehna
tumhari gher mein entry hoty hai
pad jayega tumko yahan se bhaagna
kyun tumhe police se pitwayegi yeh sabreena.........
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #654 on: July 07, 2005, 07:39:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
haan aa zara gher tum akele aa jana
hamein tumse hai kuch zaroori baat hai kehna
tumhari gher mein entry hoty hai
pad jayega tumko yahan se bhaagna
kyun tumhe police se pitwayegi yeh sabreena.........


 Chai pe bulati ho tum sabreena
Kahti ho jaroori baat hai kuch kahna
ye to batao address kya hai tumhara sabreena
Hum saath le aayenge heeron ka khazana
Logged
sabreena
Guest
«Reply #655 on: July 07, 2005, 07:45:53 AM »
Reply with quote
bhikari ke lebel per ho khazana lany kii baat kerty ho
khud kii shakl kabhi ayine mein dekhi hai,jo sabreena ke gher aany kii ghustakhi kerty ho.....................

pahle iss qabil ban jao kii MISS SABREENA tumko gher bulayein
fir apni bakwaas tashreef ke saath hamary gher aana..........................................
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #656 on: July 07, 2005, 07:49:45 AM »
Reply with quote
Quote
mera ghar hai lift ka zamana
tum hi saari seedi chadker ana


Aapne hi hume ghar bulaya
bola seedi chad ke aana
Lagta hai tumhara koi thikana nahi
aaj is footpath to kal wo gali
Tabhi tum apne ghar ka address nahi de rahi
Aur baatein badi badi kar rahi
Logged
sabreena
Guest
«Reply #657 on: July 07, 2005, 12:25:33 PM »
Reply with quote
apni bina sir pair kii baat apne tak hi rakho
nahi aa rahi hai shayri toh mere saamne jhuko
shayad kuch seekh jao mujhse tum
issi ehsaan ke badle abb tum mujhse kuch seekho..........................
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #658 on: July 07, 2005, 01:21:12 PM »
Reply with quote
sabreen sis wah kya baat kahi hai
ladkon ke muh per kya juti maari hai
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #659 on: July 08, 2005, 04:29:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
apni bina sir pair kii baat apne tak hi rakho
nahi aa rahi hai shayri toh mere saamne jhuko
shayad kuch seekh jao mujhse tum
issi ehsaan ke badle abb tum mujhse kuch seekho..........................


Jab haar gayee tu hamse
To baat badal di jhat se
Are Hum to hai Shayaron ke Shayar
Tumhe Aise ghooma denge
Jaise ghoomta hai gaadi ka tyre
Ab agar tum soch rahi ki Nafrat ko apna guru bana loo
Teri hai ye Galat Fahmi
Main tuje kabhi apni Sharan me na loon
Logged
Pages: 1 ... 40 41 42 43 [44] 45
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:29:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer