ladko main dimagh nahi hota hai

by sabreena on May 11, 2005, 11:47:38 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 56
ReplyPrint
Author  (Read 38624 times)
Ghazal
Guest
«Reply #225 on: June 25, 2005, 08:30:38 AM »
Reply with quote
ladkiyo ko kya saabk sikhoge tum
khut to tameez sikho pahe
samjh rahy ho hud ko bohot bade hero
ye galt fahmi tumko kab say hai
beena demaag key zeero
ladkiya ager badmaash hai
too tum kon sey sharef ho
naa aayi ho baat samjh mein to mat chalaya karo apni aaql
kyuki aql woo chelate hai jiineke pass hoti hai aaql
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #226 on: June 25, 2005, 08:50:14 AM »
Reply with quote
ladkiyon ko sirf ghunghat mein sharmana aata hai,
jab hum log out haun, tabhi reply dena aata hai,
jab log in haun to inka pata nahin hota hai,
aur teri akal to ghutne mein hai,
aur woh bhi kisi kaam ki nahin hai
Logged
boskey jaff
Guest
«Reply #227 on: June 25, 2005, 09:12:57 AM »
Reply with quote
ladko ko hai kuch nahi aata
unko hai bas ladna bhata

unaka hai dimag  bhadda
unme hota koi nahi accha !!!
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #228 on: June 25, 2005, 09:15:05 AM »
Reply with quote
agar kuch accha nahin hai to bura bhi nahin hai,
yeh baat shayad tumko abhi samajh aa chuki hai
Logged
boskey jaff
Guest
«Reply #229 on: June 25, 2005, 09:26:09 AM »
Reply with quote
what a bakvaas!!!

jab shayri nahi aati to banate kyoon ho
bina sar per ki baate likhte kyoon ho

tum ladke khud to nasamjh ho
or humein samjha rahe ho!!!
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #230 on: June 25, 2005, 09:28:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "boskey jaff"
what a bakvaas!!!

jab shayri nahi aati to banate kyoon ho
bina sar per ki baate likhte kyoon ho

tum ladke khud to nasamjh ho
or humein samjha rahe ho!!!


shayari samajhne ke liye khud ek shayar hona jaruri hai,
agar kisi insaan ko samajhna hai to khud ek insaan hona jaruri hai
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #231 on: June 25, 2005, 09:30:16 AM »
Reply with quote
tum kya samjh baithe ho
kya soonch rakha hai apne aap ko

nikaal denge tumhara ghuroor
ho jao ke chur chur
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #232 on: June 25, 2005, 09:31:36 AM »
Reply with quote
apni badsurati pe gurur karti hain,
jab ki ek cockroach se darr jaati hain,
phir ladkon ko maarne ki baat karti hain
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #233 on: June 25, 2005, 09:34:30 AM »
Reply with quote
aye boskey
tu dimaag se hai kya khiski
hum larkon se na le panga
warna karva denge hum danga
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #234 on: June 25, 2005, 09:38:54 AM »
Reply with quote
tum ladkiyon ka hai andaaz wahi purana,
tumse apna boot polish karvana
tumko baarish mein bhi nahin nahana
Logged
sabreena
Guest
«Reply #235 on: June 25, 2005, 11:52:28 AM »
Reply with quote
arey oo deva

tujh jaise langoor ko yaahan ana mana hai
tu bhains ke gober se poora sana hai......................

ham kya hain tu abhi kya pata
tu khud toh hai lapata
bevakoofon jaisi post hai kerta
or khud hai langoor samjhta...................
Logged
sabreena
Guest
«Reply #236 on: June 25, 2005, 12:01:15 PM »
Reply with quote
abey donkey shakeel

tu na ker apni bander jaise shakal per itna naaz
verna khachher bana dungi tujhe ain ajjj....................
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #237 on: June 25, 2005, 12:05:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
ladko main dimagh nahi hota hai
inka dimagh bin painde ka lota hota hai,
ladko ke bheje main sada hua bhoosa bhrara hota hai,
fir bhi jane inko kiss baat ka gumaan hota hai,

apney pajamey mein nada daal nahi saktey hain,
aur kaargil mein ladney ka dawa kertey hain,
gher mein biwi ke ghulaam banker rahty hain,
aur bahar aker khud ko shahanshah bantey hain,
gher mein khoob pitayee khaatey hain,
aur bahar aker doosron ko peetney ki baat kertey hain,
arey ladko abb toh sudher jao,
apney bheje mein thodi sii toh akal lao................



tongue3  :lol: sabreena kuch likhne se pahle aap apne dimaag ka ilaj karaiye kyonkii pahle aapne kaha kii dimag nahi hota phir kaha kii inka dimaag bin painde ka lota hai phir kaha kii inke bheje mein bhoosa bhara hua hai matlab aap baar baar apne sir mein dimaag na hone kii baat hume bata rahi hai ab batana band bhi kijiye kyonkii hume pata chal chuka hai kii khud aap mein hi dimaag nahi hai......... :D  glasses2
Logged
sabreena
Guest
«Reply #238 on: June 25, 2005, 02:55:54 PM »
Reply with quote
shut upppppp rohit raat ke bhoot.........

pahle toh tum shayri ke andaaz mein likhna seekh lo samjhe fir dusron ko kehna orr ab tumne sabit bhi ker diya hai kii ladkon mein yaqeenan dimaagh nahi hota hai samjhe.................................

ladkon mein dimaagh nahi hota hai
uss khaali dimaagh mein sirf bhoosa bhara hota hai
issliye rohit roz rota hai
apne ladke hone per dukhi hota hai..................
Logged
sabreena
Guest
«Reply #239 on: June 25, 2005, 03:01:43 PM »
Reply with quote
sabreena ker degi mushkil her ladke ka jeena
pad jayega usse roz mujhse maafi maangna
her harqat per hamesha padega unko pachtana
kyunki aa gaya hai hamara zamana......................
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 56
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 02:26:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer