ladko main dimagh nahi hota hai

by sabreena on May 11, 2005, 11:47:38 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 56
ReplyPrint
Author  (Read 38248 times)
nikki
Guest
«Reply #240 on: June 25, 2005, 03:22:28 PM »
Reply with quote
arrree sis yeh sab ladke kahan samajh payenge
itna brilliant dimaag kahan se layenge?Huh???
Logged
kewlguy786
Guest
«Reply #241 on: June 25, 2005, 06:51:57 PM »
Reply with quote
:lol: YEH MAT BHULNA PEHLE MARD AYA AUR PHIR AURAT,
AUR WESE KSKO HAI SABREENA KI ZAROORAT,

HUM BHI KISISE KAM NAHIN,
HAMARE JAISA SHAYAR SHAYAD KAHI NAHI.
Logged
nikki
Guest
«Reply #242 on: June 26, 2005, 03:32:26 PM »
Reply with quote
jo shayar hote hain, unhe khud pe garoor nahi hota
jo ghamandi hote hain, unki shayari mein saroor nahi hota
Logged
nepotist
Guest
«Reply #243 on: June 26, 2005, 03:43:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
jo shayar hote hain, unhe khud pe garoor nahi hota
jo ghamandi hote hain, unki shayari mein saroor nahi hota


Hey guys , I love reading shayari and gone through all ur conversations and it was fun reading it , hume too shayari nahi aate par shayari sun nee ka bada shok rakhte hai ,
aap sab ko mera salam
keep going guys,
Logged
nikki
Guest
«Reply #244 on: June 26, 2005, 03:57:40 PM »
Reply with quote
thanx ...nepotist.......

salaam ...aapko bhi....................
Logged
amrita
Guest
«Reply #245 on: June 26, 2005, 04:26:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "kewlguy786"
:lol: YEH MAT BHULNA PEHLE MARD AYA AUR PHIR AURAT,
AUR WESE KSKO HAI SABREENA KI ZAROORAT,

HUM BHI KISISE KAM NAHIN,
HAMARE JAISA SHAYAR SHAYAD KAHI NAHI.


tumhare jaise shayar sach mein kahi honge nahi
kyunki tum gadho ko koi sunega nahi...
Logged
nepotist
Guest
«Reply #246 on: June 26, 2005, 04:41:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "kewlguy786"
:lol: YEH MAT BHULNA PEHLE MARD AYA AUR PHIR AURAT,
AUR WESE KSKO HAI SABREENA KI ZAROORAT,

HUM BHI KISISE KAM NAHIN,
HAMARE JAISA SHAYAR SHAYAD KAHI NAHI.


tumhare jaise shayar sach mein kahi honge nahi
kyunki tum gadho ko koi sunega nahi...


shayar nahi hota too shayari nahi hoote
ladke nahi hoote too ladkiyaa nahi hoote
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #247 on: June 27, 2005, 03:45:24 AM »
Reply with quote
Sabreena,

sarey ladke pagal hoty hain
sarey ladke pagal hoty hain

issliye woh ladkiyon ke peeche peeche chalty hain.................................
=======================================
Kis Galat Fahmi me Rahti ho Sabreena
peeche hamare aati ho tum daily
Sade hua aam se bhi Bat tar hai tasweer teri
karti ho roj hamari jeb se paisa chori
ab foot le idhar se gori
warna khilla denge tuje
Gutter ke paani se bani paani-puri
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #248 on: June 27, 2005, 03:50:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "nafrate_husn"
Sabreena,

sarey ladke pagal hoty hain
sarey ladke pagal hoty hain

issliye woh ladkiyon ke peeche peeche chalty hain.................................
=======================================
Kis Galat Fahmi me Rahti ho Sabreena
peeche hamare aati ho tum daily
Sade hua aam se bhi Bat tar hai tasweer teri
karti ho roj hamari jeb se paisa chori
ab foot le idhar se gori
warna khilla denge tuje
Gutter ke paani se bani paani-puri


nufrate nafrat mat ker yaar,.........

nafrat kerne wale zara idder bhi dekh,...

tujhe kahi koi nafrat se dekh raha hai,......
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #249 on: June 27, 2005, 03:56:20 AM »
Reply with quote
Amrita

tumhare jaise shayar sach mein kahi honge nahi
kyunki tum gadho ko koi sunega nahi...

=================================
Hamra jaisa Sayar such me koi nahi
hamari takkar ka dusra duniya me nahi

Hume sun ne to aate hain INSAAN
ladkiyon ki Mahfil me jaate hain GADHE
kush ho ke ladkiyaan samajti hain apni SHAAN
pahin ke ye jaati hain Joker wale PARIDHAAN
YE gaati hain to aisa lagta hai
jaise GADHO ka Jhund de raha ho TAAN
GADHO ne bhi pareshaan ho ke,
ye jaari kiya hai FARMAAN
Ladkiyaan aaj se mahfil me aayengi to
unka kar denge kaam TAMAAM
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #250 on: June 27, 2005, 03:57:43 AM »
Reply with quote
Are Tushaar tuje kya ho gaya
tu kahe nafrat ko nafrat se dekh raha hai
 Puzzled !
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #251 on: June 27, 2005, 04:04:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "nafrate_husn"
Are Tushaar tuje kya ho gaya
tu kahe nafrat ko nafrat se dekh raha hai
 Puzzled !



nafrat kerne walo k seene me pyar bhar du ,...

arre mai wo perwana hu patther ko moom ker du,....
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #252 on: June 27, 2005, 04:11:56 AM »
Reply with quote
Tushar
ye pyaar vyaar me kya janoo re
Main wo afssana hoon jo pyaar karne walo
ke dil me nafrat bhar doon
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #253 on: June 27, 2005, 07:12:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "nafrate_husn"
Amrita

tumhare jaise shayar sach mein kahi honge nahi
kyunki tum gadho ko koi sunega nahi...

=================================
Hamra jaisa Sayar such me koi nahi
hamari takkar ka dusra duniya me nahi

Hume sun ne to aate hain INSAAN
ladkiyon ki Mahfil me jaate hain GADHE
kush ho ke ladkiyaan samajti hain apni SHAAN
pahin ke ye jaati hain Joker wale PARIDHAAN
YE gaati hain to aisa lagta hai
jaise GADHO ka Jhund de raha ho TAAN
GADHO ne bhi pareshaan ho ke,
ye jaari kiya hai FARMAAN
Ladkiyaan aaj se mahfil me aayengi to
unka kar denge kaam TAMAAM


maza aa gaya, nafrat bhai aap ne mujhe khushi se malamaal kar diya,

yeh ladkiyan gadhon ki mehfil mein tak aane ke kaabil nahin hain,
inki aawaaz gadhon se bhi jada besuri hai
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #254 on: June 28, 2005, 07:15:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "nafrate_husn"
Amrita

tumhare jaise shayar sach mein kahi honge nahi
kyunki tum gadho ko koi sunega nahi...

=================================
Hamra jaisa Sayar such me koi nahi
hamari takkar ka dusra duniya me nahi

Hume sun ne to aate hain INSAAN
ladkiyon ki Mahfil me jaate hain GADHE
kush ho ke ladkiyaan samajti hain apni SHAAN
pahin ke ye jaati hain Joker wale PARIDHAAN
YE gaati hain to aisa lagta hai
jaise GADHO ka Jhund de raha ho TAAN
GADHO ne bhi pareshaan ho ke,
ye jaari kiya hai FARMAAN
Ladkiyaan aaj se mahfil me aayengi to
unka kar denge kaam TAMAAM


maza aa gaya, nafrat bhai aap ne mujhe khushi se malamaal kar diya,

yeh ladkiyan gadhon ki mehfil mein tak aane ke kaabil nahin hain,
inki aawaaz gadhon se bhi jada besuri hai



balle nice devdas......!!! theek kaha................

hey guys me back!!!!
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 56
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:55:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer