ladko main dimagh nahi hota hai

by sabreena on May 11, 2005, 11:47:38 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 56
ReplyPrint
Author  (Read 39049 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #255 on: June 28, 2005, 07:21:22 AM »
Reply with quote
Tusi kitthe lost ho gaye si,
Tuhane asi baut miss kar rahe si
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #256 on: June 30, 2005, 06:50:23 AM »
Reply with quote
sabreena wrote...
Quote
ladko main dimagh nahi hota hai
inka dimagh bin painde ka lota hota hai,
ladko ke bheje main sada hua bhoosa bhrara hota hai,
fir bhi jane inko kiss baat ka gumaan hota hai,

apney pajamey mein nada daal nahi saktey hain,
aur kaargil mein ladney ka dawa kertey hain,
gher mein biwi ke ghulaam banker rahty hain,
aur bahar aker khud ko shahanshah bantey hain,
gher mein khoob pitayee khaatey hain,
aur bahar aker doosron ko peetney ki baat kertey hain,
arey ladko abb toh sudher jao,
apney bheje mein thodi sii toh akal lao................
 


jahaan tak aapki nazam ka sawaal bahoot khoob likhi hai...our jahaan tak mamoon ka sawaal hai sabreena ji....uskey jawaab mein..yahi kaafi hai

Aabru watan ki aaj yuin bachi ki kya kahein,
fouj apni kargin mein yuin bachi ki kya kahein.

Dushmanon ke kaafiley jab hind ki jamee pe the,
oulad-e-hind ban ke shola yuin ladi ke kya kahein.

Dehltey the, ladlon ki maon ke woh dil hi the,
teen rang mein dekh tan ke yuin khadi ki kya kahein.

Ek taraf jang kargil ki,dooji thi siyasati,
siyasaton ne dono jang yuin ladi ki kya kahein.

dushmanon ke sang, dosti nibha raha tha hind,
Dosti ab chhal ke, mehngi yuin padi ki kya kahein.


*****Harash Mahajan 'harsh'©*******
Logged
raaj83
Guest
«Reply #257 on: June 30, 2005, 08:03:54 AM »
Reply with quote
ladko ne apna dimag ladkiyon ko de diya,
aur apna dimag bin painde ka lota kar liya.
phir bhi ladkiyon ko sharm na aayee,
ladkon ke dimag me sada bhoosa bhar diya.

khud ka nara nikal kar nara aap ko diya,
aap ne hi hum sb ko nanga kar diya.

pahli bar aap ke muh se suni hai badai,
aap ne mujhe gulam to banaya.
kya kare ye ladke sab kuchh aap ko de dya,
phir bhi ladkiyon ke dil me paseena na aya.




Quote from: "sabreena"
ladko main dimagh nahi hota hai
inka dimagh bin painde ka lota hota hai,
ladko ke bheje main sada hua bhoosa bhrara hota hai,
fir bhi jane inko kiss baat ka gumaan hota hai,

apney pajamey mein nada daal nahi saktey hain,
aur kaargil mein ladney ka dawa kertey hain,
gher mein biwi ke ghulaam banker rahty hain,
aur bahar aker khud ko shahanshah bantey hain,
gher mein khoob pitayee khaatey hain,
aur bahar aker doosron ko peetney ki baat kertey hain,
arey ladko abb toh sudher jao,
apney bheje mein thodi sii toh akal lao................
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #258 on: June 30, 2005, 08:16:35 AM »
Reply with quote
welcome raaj..........
thats too kool............
bahut khoob............keep it up............
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #259 on: June 30, 2005, 10:16:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "raaj83"
ladko ne apna dimag ladkiyon ko de diya,
aur apna dimag bin painde ka lota kar liya.
phir bhi ladkiyon ko sharm na aayee,
ladkon ke dimag me sada bhoosa bhar diya.

khud ka nara nikal kar nara aap ko diya,
aap ne hi hum sb ko nanga kar diya.

pahli bar aap ke muh se suni hai badai,
aap ne mujhe gulam to banaya.
kya kare ye ladke sab kuchh aap ko de dya,
phir bhi ladkiyon ke dil me paseena na aya.

Sab log jab paida hottey hai saath duniya main dimaagh bhi laatey hai!
Tumhaari tarhaan billa wajjah larkiyon ko nahi sataatey hai
Hum ko dimaag diya hotta to sharam aati!!!
Bhoosa khud hi bhar gayaa tha, jab bhi kisi larki ko dekhtey they jaati!!

khud koi insaan to nahi jiska naara laakar diya tha!!!
mujhey lagta hai apna nangaa honey ka shounk poora kiya tha!!

Ghulam to hum larkiyon ko tum larko ne banaa diya!!!
Tum larko ne aaj tak hum larkiyon ko kuch naa diya!!
aur ab ehsaan ke begaair jaataana chahtey ho!!!
 



Quote from: "sabreena"
ladko main dimagh nahi hota hai
inka dimagh bin painde ka lota hota hai,
ladko ke bheje main sada hua bhoosa bhrara hota hai,
fir bhi jane inko kiss baat ka gumaan hota hai,

apney pajamey mein nada daal nahi saktey hain,
aur kaargil mein ladney ka dawa kertey hain,
gher mein biwi ke ghulaam banker rahty hain,
aur bahar aker khud ko shahanshah bantey hain,
gher mein khoob pitayee khaatey hain,
aur bahar aker doosron ko peetney ki baat kertey hain,
arey ladko abb toh sudher jao,
apney bheje mein thodi sii toh akal lao................
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #260 on: June 30, 2005, 10:34:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "raaj83"
ladko ne apna dimag ladkiyon ko de diya,
aur apna dimag bin painde ka lota kar liya.
phir bhi ladkiyon ko sharm na aayee,
ladkon ke dimag me sada bhoosa bhar diya.

khud ka nara nikal kar nara aap ko diya,
aap ne hi hum sb ko nanga kar diya.

pahli bar aap ke muh se suni hai badai,
aap ne mujhe gulam to banaya.
kya kare ye ladke sab kuchh aap ko de dya,
phir bhi ladkiyon ke dil me paseena na aya.




Quote from: "sabreena"
ladko main dimagh nahi hota hai
inka dimagh bin painde ka lota hota hai,
ladko ke bheje main sada hua bhoosa bhrara hota hai,
fir bhi jane inko kiss baat ka gumaan hota hai,

apney pajamey mein nada daal nahi saktey hain,
aur kaargil mein ladney ka dawa kertey hain,
gher mein biwi ke ghulaam banker rahty hain,
aur bahar aker khud ko shahanshah bantey hain,
gher mein khoob pitayee khaatey hain,
aur bahar aker doosron ko peetney ki baat kertey hain,
arey ladko abb toh sudher jao,
apney bheje mein thodi sii toh akal lao................


bahut accha likha raaj,

ladkon ne apna sab kuch bikhari ladkiyon ko de diya,
aur badle mein unhone shukriya tak na kaha
Logged
desikuri
Guest
«Reply #261 on: July 01, 2005, 12:55:42 PM »
Reply with quote
hum ladko se kya umeed kar sakte hai
inke khokhle dimaag mein kya akkal bhar sakte hai
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #262 on: July 02, 2005, 05:51:54 AM »
Reply with quote
are meri maa tujhe nahin bola, tu kis angle se ladki dikhti hai,
jab tu chalti hai to teri chaal mujhe bandariya jaisi dikhti hai :wink:
Logged
nikki
Guest
«Reply #263 on: July 02, 2005, 07:44:21 AM »
Reply with quote
jab tu chalti hai to teri chaal mujhe bandariya jaisi dikhti hai  
arre janaab aapko itni haseen ladki bandariya dikhti hai
check karwaiye......
teri aankh pe bandhi hai patti ya laga hai chashma
ya fir hai yeh kudrat ka karishma
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #264 on: July 02, 2005, 08:33:58 AM »
Reply with quote
mera matlab hai woh ek haseen aur sundar bandariya hai,
jispe saare bandar bahut marte hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #265 on: July 02, 2005, 08:36:15 AM »
Reply with quote
Shocked to aap bhiiiiiiiiii  Shocked .............................

aaj humne kissi bandar ko shayari karte paya
socha na tha kabhi aisa dokha khaya(i thought insaan hai)lolzzzzz
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #266 on: July 02, 2005, 08:45:00 AM »
Reply with quote
tum ladkiyan apni galti ki wajeh se dokha khati ho aur ladkon pe ilzaam lagati ho,
gutter mein girti ho to municipality pe ilzaam lagati ho jab ki khud aankn band karke chalti ho
Logged
desikuri
Guest
«Reply #267 on: July 04, 2005, 11:18:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
are meri maa tujhe nahin bola, tu kis angle se ladki dikhti hai,
jab tu chalti hai to teri chaal mujhe bandariya jaisi dikhti hai :wink:



bandar hoga tu
woh bhi bahut bada, lambe lambe balon wala
 :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #268 on: July 04, 2005, 11:53:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
Quote from: "Devdas_online"
are meri maa tujhe nahin bola, tu kis angle se ladki dikhti hai,
jab tu chalti hai to teri chaal mujhe bandariya jaisi dikhti hai :wink:



bandar hoga tu
woh bhi bahut bada, lambe lambe balon wala
 :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:  :twisted:


Desikuri Gussa itna hota nahi Achha
Devdas kha jaayega tumhe Kachha
:lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol:
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #269 on: July 05, 2005, 09:36:23 AM »
Reply with quote
main sharab ke saath desi ka maas khaunga,
aur bacha kucha bikhariyon ko baant doonga
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 56
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:30:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer