IcYcOlDdUde
Guest
|
«Reply #300 on: July 07, 2005, 02:02:24 AM » |
|
ladkiyon se ladke ache shakal sundar aur dil ke sache
ladkiyan dekh ke chalti hai neeche neeche par unki nazar hoti hai har ladke ke peeche
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #301 on: July 07, 2005, 04:16:44 AM » |
|
welcome in yoindia MR.DUDE
kharaab soorat dill ke khotey batey sadi orr mann ke hain chhoty kaam inke pass achhe na hoty orr kharaab kaam ke bharty hain loty lofergiri se yeh baaz na aaty gundegiri ko hain pooja kerty ladkiyon ke jooty padey toh seedhe hain hoty,seedhy hain hoty
ajj ke ladke aise hi hoty ,aise hi hoty
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #302 on: July 07, 2005, 04:18:57 AM » |
|
deva or nafrate ho gaye hain pagal nahi hai khaali bheje mein inke akal bahot buri hai dono ki shakal kerty hain yeh bander bass dusron kii nakal............... Deva n Nafrat hain Bemisaal Jinaka nahi hai koi Mol Hum dono to hain Anmol Hum ko dekhte hi Aankhein tumhari ghoomti hai Gol gol
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #303 on: July 07, 2005, 04:40:42 AM » |
|
deva orr nafrate hain fata hua dholl bakwaas hoty hain dono ke boll zindagi hai inki sada hua jholl ham inko garam paani mein denge toll...............
kyun bacchey samajh gaye na mere boll.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #304 on: July 07, 2005, 04:57:29 AM » |
|
deva orr nafrate hain fata hua dholl bakwaas hoty hain dono ke boll zindagi hai inki sada hua jholl ham inko garam paani mein denge toll...............
kyun bacchey samajh gaye na mere boll................. Baalike tera Samaj Gaye hum bol tu hai abhi naadan Akal ki hai tujme kami kah rahe hai ye sabhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #305 on: July 07, 2005, 05:02:45 AM » |
|
sabhi ke pass hogi zyada akel mere pass nahi hai unke jaisi akel perr tujhse zyada hai mujhme akal tere jaison ko bahot dekha hai jo bander kii tarhan kerty hain sabki nakal
khud ko akelmand kehne waalon apne khud ke girebaan mein jhaanko samjhe.....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #306 on: July 07, 2005, 05:06:43 AM » |
|
sabhi ke pass hogi zyada akel mere pass nahi hai unke jaisi akel perr tujhse zyada hai mujhme akal tere jaison ko bahot dekha hai jo bander kii tarhan kerty hain sabki nakal
khud ko akelmand kehne waalon apne khud ke girebaan mein jhaanko samjhe..................... HUm to hai akalmand Aaj tune bhi ye maan liya Tu hai paagal jaa tuje humne Maaf kiya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #307 on: July 07, 2005, 05:12:11 AM » |
|
maaf tujhe toh main kabhi na kerun pagal tujhe main hamesha kahun khud tareef kiye jaa raha hai tujh jaise bhikari se main baat kyun kerun..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #308 on: July 07, 2005, 05:14:29 AM » |
|
maaf tujhe toh main kabhi na kerun pagal tujhe main hamesha kahun khud tareef kiye jaa raha hai tujh jaise bhikari se main baat kyun kerun.............. Rajkumaar Ko bolti hai bhikhaari kya teri akal gayee hai Maari Ab ghar jaa aur pahin ke aa saari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #309 on: July 07, 2005, 05:22:17 AM » |
|
main hun ek khatarnaak naari nahi hun koi baichaari............
tujhe toh tree per latka ke maroongi danda nahi mil saka toh sariya maroongi tere daant todker unhey choohy mein lagadoongi teri saari gf ko main tere khilaaf bhadkadoongi tujhe yahan rahne orrr ladkiyon sebaat kerne ka dhang sikha doongi..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #310 on: July 07, 2005, 05:29:25 AM » |
|
tum ladkon kii ab kkhairr nahi ham ladkiyon ke haaton se hi marogy tum ab woh din bahot door nahi..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Devdas_online
Guest
|
|
«Reply #311 on: July 07, 2005, 05:32:55 AM » |
|
deva orr nafrate hain fata hua dholl bakwaas hoty hain dono ke boll zindagi hai inki sada hua jholl ham inko garam paani mein denge toll...............
kyun bacchey samajh gaye na mere boll................. usi fate hue doll ki music par tu bandariya ki tarah dance karti thi, doll bajate bajate mere haath thak jaate the, saare paise tu le jaati thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #312 on: July 07, 2005, 05:51:10 AM » |
|
tere jaise bander roz bhindi bazar mein aty hain aker her kisi ka samaan utha ker chaly jaty hain tera bhi wohi haal hai deva kuch nahi aata toh meri burayi kerke chaly jaty hain..........................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #313 on: July 07, 2005, 06:01:18 AM » |
|
main hun ek khatarnaak naari nahi hun koi baichaari............
tujhe toh tree per latka ke maroongi danda nahi mil saka toh sariya maroongi tere daant todker unhey choohy mein lagadoongi teri saari gf ko main tere khilaaf bhadkadoongi tujhe yahan rahne orrr ladkiyon sebaat kerne ka dhang sikha doongi.................. Khud jise nahi hai Tameez, Kahte hai Tameez shikhayenge tere liye hum pagal khaane me 4 ticket book kareyenge Meri Gf ko tum kya barkaaogi Tumhara Kachoomar wo bana daalegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Devdas_online
Guest
|
|
«Reply #314 on: July 07, 2005, 06:02:33 AM » |
|
tere jaise bander roz bhindi bazar mein aty hain aker her kisi ka samaan utha ker chaly jaty hain tera bhi wohi haal hai deva kuch nahi aata toh meri burayi kerke chaly jaty hain.......................................... chor ke ghar chori karne se aadmi chor nahin ban jaata, sherni jaisi baatein karne se gadhi sherni nahin ban jaati subah subah khaana nahin milta to devdas ki gaaliyon se pet bharne chali aati
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|