nirbhay
Guest
|
«Reply #1515 on: March 25, 2006, 07:37:55 AM » |
|
Bole to poori paltan tha sam ne bulaya yaar ne bulaya apun doure doure chala aaya :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #1516 on: March 25, 2006, 07:41:09 AM » |
|
Achcha to hum chalte hain tum maikhana sambhaalo Soda kam paani zyaada daal jaam apna bana lo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #1517 on: March 25, 2006, 07:43:52 AM » |
|
chalo jee koi baat nai aap apna rela aagey bada lo koi aaur hai to aajau dinn ka pahla Jaam - jaam se bhida lo...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #1518 on: March 25, 2006, 08:24:32 AM » |
|
Maikhane me ab bhi Sharaab baaki hai..... Jaise mere liye ab bhi Dard ki Shaam baaki hai..... Keh gayi thi woh Saaqi jald hee aaongi...... Abhi toh nashe ki Raat baaki hai.............!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #1519 on: March 25, 2006, 08:27:01 AM » |
|
pee pee kar har ik ka yahan dimaag khatam hua, dhul gaya ye kya gazab hua,kaise ye maikhana phirse khul gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #1520 on: March 25, 2006, 08:33:41 AM » |
|
maikhana aap poore josh kharosh pe khul gaya GArd jahan jahan Jami thi, sabb daaaru se dhul gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #1521 on: March 25, 2006, 08:35:56 AM » |
|
Yeh maikhane ki dua daru hai jo rahe hai hum nahi to is zalim zamane main na ji sakenge hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #1522 on: March 25, 2006, 08:39:20 AM » |
|
Aab to shareef ye ek maikhana hi bacha hai jahan Dil khol ke pee sakenge hum Police aajkal chapey bahut marr rahi hai Andar ho jayenge to fhir na jee sakenge hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #1523 on: March 25, 2006, 08:42:32 AM » |
|
yaha aajao yaha peene pe pabandi nahi sadak sadak dukan dukan daru to aam hai yaha aajao yaha peene pe pabandi hai yaha pe ke khule aasman ke niche sona aam hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #1524 on: March 25, 2006, 02:25:09 PM » |
|
Shaam dhali phir se aa gaye maikhaane main Qadam uth jaate hain yahin sabke zamane main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #1525 on: March 25, 2006, 02:41:47 PM » |
|
Qadam mere bahak jaate hain sham hote hi meri shaam gujarti hai sirf maikhaane mein ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #1526 on: March 27, 2006, 11:01:02 AM » |
|
good work all
shaam ki gahraai se channd ki tanhaai se kheto ki purwai se parindo ki parchai se sab se pooch ke dekha humne ki khushi, sukoon chain kaha milta hai ek hi jawab aaya sab ki awaaz se ye sab milta hai maikhane ke andaaz se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #1527 on: March 27, 2006, 11:06:42 AM » |
|
lollzzzzzzzzzzz sam.........
maikhane mein jaate hi sab andaaj badal jaate hain log kahte hum roj peekar aate hain nasha jab hota hai to ek alag suroor chadta hai har botle mein uski tasveer nazar aati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #1528 on: March 27, 2006, 11:09:30 AM » |
|
maikhane me jo pi le wo gir ker sambhal jata hai lekin jo nazro ke jam piye wo kabhi sambhal nahi pata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #1529 on: March 27, 2006, 11:10:40 AM » |
|
Botel ki gehrai se dhakan ki tanhai se' mehfil ki mashgurai se dil bahut dukhta hai mera DAaru ki mehgai se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|