nishita
Guest
|
«Reply #615 on: February 09, 2005, 05:53:17 PM » |
|
sam to dost hai usko maarna mera kaam hai bina paise ke peene wale najane kya tera anjaam hai muft me peene ka to bas anjaam yahi hota hai waiter ke saath baithkar bartano ko dhota hai muft me peene ke liye ek tadbeer lagate hai chalo chal ker saaki ki beti ko hi patate hai arre wah lalita saku bai ko pyaar se ye saaki bulata hai saku ke saath saath uski beti ko bhi patata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #616 on: February 10, 2005, 01:37:53 AM » |
|
oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
shram kroooooooo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #617 on: February 10, 2005, 10:34:01 AM » |
|
arre wah lalita
saku bai ko pyaar se ye saaki bulata hai saku ke saath saath uski beti ko bhi patata hai
:lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #618 on: February 10, 2005, 10:38:01 AM » |
|
sam to dost hai usko maarna mera kaam hai bina paise ke peene wale najane kya tera anjaam hai muft me peene ka to bas anjaam yahi hota hai waiter ke saath baithkar bartano ko dhota hai muft me peene ke liye ek tadbeer lagate hai chalo chal ker saaki ki beti ko hi patate hai arre wah lalita saku bai ko pyaar se ye saaki bulata hai saku ke saath saath uski beti ko bhi patata hai Chi chi...gandi nishita... :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #619 on: February 10, 2005, 10:47:12 AM » |
|
Chi Chi gande creator!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #620 on: February 10, 2005, 11:08:40 AM » |
|
Chi Chi gande creator!! Hey bhagwan..... Kya hua talat ji, nishi ko kuch kaho toh jawab tum ho deti, Chalo phir uske hisse ki tang khichai tumse hi ho jaye....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #621 on: February 10, 2005, 11:30:15 AM » |
|
Nishi ko kuch kaha to jawab milega humse Aur mujhko kaha kuch to usse maar khaoge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #622 on: February 10, 2005, 11:32:31 AM » |
|
Nishi ko kuch kaha to jawab milega humse Aur mujhko kaha kuch to usse maar khaoge Kya bat hai do do hassenao ke nazare karam mujhpe, Aaj toh apni hi kismat pe rask hota hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #623 on: February 10, 2005, 11:34:16 AM » |
|
kal jab pada hoga tu hospital ke bed pe hospital ko apni kismat pe gussa aayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #624 on: February 10, 2005, 02:05:46 PM » |
|
sam to dost hai usko maarna mera kaam hai bina paise ke peene wale najane kya tera anjaam hai muft me peene ka to bas anjaam yahi hota hai waiter ke saath baithkar bartano ko dhota hai muft me peene ke liye ek tadbeer lagate hai chalo chal ker saaki ki beti ko hi patate hai arre wah lalita saku bai ko pyaar se ye saaki bulata hai saku ke saath saath uski beti ko bhi patata hai tu lalita hai saku bai aur saaki main bahut antar hai ek maikhane ke baher to ek ander hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #625 on: February 10, 2005, 02:07:08 PM » |
|
sakku bai aur saaki main bohot antar hai ek nasha pilaata hai jaam de ke haath main ek nasha utaarti hai maar ke jharhu tujhe ;-)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #626 on: February 10, 2005, 02:10:57 PM » |
|
ek ke haathon me sharaab ka nasha hai ek ki aankho me shabaab ka nasha hai dono hi jalte hai ek doosre se bahut magar dono ki baaton me azab ka nasha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #627 on: February 10, 2005, 02:14:37 PM » |
|
Wah!!!
Ek tang aa gaya hai nasha charhate hue Dooja tang hai nasha tera utaarye hue
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #628 on: February 10, 2005, 02:17:31 PM » |
|
Nashe ki bat chal nikali hai toh kuch yad aaya hai, Wo aadayen jinse saaki ne hame mai pilaya hai, Hum toh taumar nashe mein guzarne ki soch baithe, Biwi ke jhadu o joothon ne neend se jagaya hai.... :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #629 on: February 10, 2005, 02:19:16 PM » |
|
ek nasha haathon se deta hai jaam bher ke ek nasha aankho se deti hai ek nazar dekh ke main dono ko ruswa kar nahi sakta is liye din bher nashe me padha rahta hu pi pi ke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|