maikhana

by samnoj on September 08, 2004, 05:11:29 AM
Pages: 1 ... 59 60 61 62 [63] 64 65 66 67 ... 189
Print
Author  (Read 99874 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #930 on: June 14, 2005, 07:39:12 PM »
Quote from: "Ladke_hain_duffer"
kaise peeta tere salma ke naam ka jaam
kaise peeta tere salma ke naam ka jaam

salma sis aagayi to kar dengi tera kaam tamaam


clap clap buddy


chalo hum dono uska kaam tamama karte hain
chalo hum dono uska kaam tamama karte hain

bina wajah woh humein badnaam karte hain  Puzzled !  :?  sad5  :evil:  :evil:  :evil:

again back 2 topic

maikhane mein hum aai hain jaam peene dubara
arey o- doston peela do koi mujhe bhi thanda  :wink:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Maikhana 2 by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
maikhana by uvrajsharma in Other Languages
Maikhana by harinderbhasin in Kaifiyaat-ae-maye
sufyan
Guest
«Reply #931 on: June 19, 2005, 03:50:03 PM »
le aagaya tera deewna phir tere maikhane par

kuch is tarah pila ke tham jaye hum umar bhar

yeh nasha mujh pe teri aankhon ka chaya hai

warna koi aisa jaam nahin jisse yeh deewana ladkhadaya hai

aa ab pila de is deewane ko apni nasheelee ankhon se

ke guzar lenge hum zindagi bas teri is maikashi ke baad

hum bhool jayen apna wajood bas tu hi tu rahe mujhe yaad

ab na tadpa is deeane ko sunle is ki faryaad

dega tujh ko duayein is kadar rahoge tum sada abaad
Logged
sabreena
Guest
«Reply #932 on: June 19, 2005, 04:42:21 PM »
maikhane mein hum aai hain jaam peene dubara
maikhane mein hum aai hain jaam peene dubara

ladko se cheenker thanda ham denge tumko sara....................
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #933 on: June 20, 2005, 08:42:50 AM »
Quote from: "sufyan"
le aagaya tera deewna phir tere maikhane par

kuch is tarah pila ke tham jaye hum umar bhar

yeh nasha mujh pe teri aankhon ka chaya hai

warna koi aisa jaam nahin jisse yeh deewana ladkhadaya hai

aa ab pila de is deewane ko apni nasheelee ankhon se

ke guzar lenge hum zindagi bas teri is maikashi ke baad

hum bhool jayen apna wajood bas tu hi tu rahe mujhe yaad

ab na tadpa is deeane ko sunle is ki faryaad

dega tujh ko duayein is kadar rahoge tum sada abaad


wah sufi wah
bahut ache
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #934 on: June 20, 2005, 12:32:18 PM »
uthaye jaam kabhi saamne to aa saaki
bala ka rind hu, kuch pyaas to bujha saaki

teri nigah ka hu muntazir main muddat se
nigah-e-mast kabhi idher bhi utha saaki

mujhe pilade koi aisi kimyaai shai
ghum-e-jahan se mujhe rihayi dila saaki

chalak rahi hai jo meena-o-jaam se ab tak
pila de, warna main de dunga baddua saaki

ye tere rind to jannat me na ja payenge
tu maikhane me hi nai jannat bana saaki
Logged
bond
Guest
«Reply #935 on: June 20, 2005, 07:40:09 PM »
SAM hai maikhane main, haantho mein uske jaam hai.......
yahan thanda peene bhi aata hai koi, RANI SAHIBA unka naam hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #936 on: June 23, 2005, 11:58:53 AM »
Quote from: "sufyan"
le aagaya tera deewna phir tere maikhane par

kuch is tarah pila ke tham jaye hum umar bhar

yeh nasha mujh pe teri aankhon ka chaya hai

warna koi aisa jaam nahin jisse yeh deewana ladkhadaya hai

aa ab pila de is deewane ko apni nasheelee ankhon se

ke guzar lenge hum zindagi bas teri is maikashi ke baad

hum bhool jayen apna wajood bas tu hi tu rahe mujhe yaad

ab na tadpa is deeane ko sunle is ki faryaad

dega tujh ko duayein is kadar rahoge tum sada abaad


lol gr8 one sufi magar kis ke liye tha  :wink:
mathlab kis ke aankon ke nashey mein itna dhoob gaye ho janab
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #937 on: June 23, 2005, 12:01:47 PM »
nice one sam .. u ppl r gr8 n reply .....


ahum bond


aa jati hun mein maikhane mein aise he baar baar...
nasha chad jata hai thanda peene se yun yaar...
koi rukota nahin hai humein peene aur pilane se baar baar...
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #938 on: June 23, 2005, 12:05:29 PM »
hi salam sis :thumb:

nasha jab chadd jata hai
sarur bhi aa jata hai
maikhane mein aap jaise dost hon
to maza aur bhi aa jata hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #939 on: June 23, 2005, 12:20:03 PM »
lol pooja h r u ?

:thumb:

maikhane pe enter hone ke aage he nasha chadd jata hai...
bin peeye he hum dono yahan pe yun bahtak jaate hai...
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #940 on: June 23, 2005, 12:45:23 PM »
im fine how about u?

kuch log chain se peene nahi dete
maikhane mein aake maza lene nahi dete
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #941 on: June 23, 2005, 12:50:33 PM »
i m f9 diz dayz i was busy so not browsing de net

koun hai woh maikhane pe aane pe hum ko pabandi kiya...
chalo uss ko bhi hum do bottle jaam-cum-thanda pee diya...
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #942 on: June 23, 2005, 01:33:29 PM »
har post pe ho rahi hai ladkon ki dhulai

salma main yaha thanda peene aayi
yaha aake meri jaan mein jaan aayi
Logged
aryan_mantri
Guest
jam
«Reply #943 on: July 06, 2005, 04:35:46 AM »
peg pe peg pine se kya fayeda
subah hogi saari uttar jayegi
are pina hai tho kisi ki aankhon se piyo
kasam khuda ki
umar sari nashe main guzar jayegi...............
Logged
Tosha
Guest
«Reply #944 on: July 06, 2005, 02:18:44 PM »
aaj hum bhi aaye hai es mahefil main
ke rang hum bhi jama le
jaam do chart takraye labo se
es guftagun ka hum bhi maza le
Logged
Pages: 1 ... 59 60 61 62 [63] 64 65 66 67 ... 189
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 06, 2025, 03:24:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]

[January 03, 2025, 08:59:41 AM]

[January 03, 2025, 06:32:16 AM]

by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer