Majnuon waali aunty ne haay ladke ko khoob chhakaaya

by @Kaash on June 25, 2013, 02:29:32 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1552 times)
@Kaash
Guest
Reply with quote

Bahut emotinal kiya phir bhi ladki pata nahi paaya
majnuon waali aunty ne haay ladke ko khoob chhakaaya


intrnet pe mili na jaanaa na suna
ladke ne ladki samajhke aunty ko mehbuba apni chuna

aunty aur bhi ladkon ko jamke bevkoof banaati thi
yahan mr. majnu ki jaan pe ban aayi thi
latke jhatkedaar baaten aunty ki sunke lot-pot rahta tha
masti use aur bhi ladkon ke saath karte dekh angdayi-e-yauvan samajhta tha
dheere dheere ladke se aunty paise mangaane lagi
kabhi mobile top-up to kabhi naya mobile hi mangaane lagi
apne paypal account me ladke se khoob paise dalwaati
badle me use phone par thoda mmpuchh mmpuchh kar deti
ladka baanwra ban baitha tha ladki roopi aunty ke maayajaal me
padh nahi paata jabki tha graduation ke apne aakhiri saal me
emotional hokar bhi emmotional karke bhi usne dimaagh ke saare ghode khol daale
lekin milne ki baat jab bhi ki ladki(aunty) ne haan me na lab khole

ek din pitaji ko usne khoob phone par hanste batiyaate suna
maa to mar chunki thi ghamzada baap ko muskuraate dekha
pitaji ek din bol bhi baithhe beta shaadi kar raha hun
tera dukh mujhse dekha nahi jaata nayi maa laa raha hun
aayi nayi maa ghar me naya naya mahaul tha
meri bhi jaldi shaadi hogi ladke ko yahi khyaal tha
dekha nayi ammi ka chehra to kuch sochne laga
usne pyaar se kaha jab beta to sir peetne laga
samajh gaya uski mehbuba usse do din se baat kyun nahi kar rahi thi
are wo to uske baap ke sang shaadi ki tyaari kar rahi thi
maayoos hoke ab wo phir se internet par aaya
aur buddha banke ladkiyon ko usne thagne ka plan banaaya


[/center]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haay ye Majbooriyan by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Haay Ye Paisaa by jannatjahan in Shairi - E - Zindagi
***Baazi Pyar Waali***ਬਾਜ਼ੀ ਪਿਆਰ ਵਾਲੀ*** by AVTAR RAYAT in Pain in Love : Punjabi poetry
GHALATEE KEE SAZAA HAAY HAAY.! by qalb in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Haay sakhi mein kya kar baithi by Dheeraj dave in Other Languages
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2013, 02:53:42 AM »
Reply with quote


Bahut emotinal kiya phir bhi ladki pata nahi paaya
majnuon waali aunty ne haay ladke ko khoob chhakaaya


intrnet pe mili na jaanaa na suna
ladke ne ladki samajhke aunty ko mehbuba apni chuna

aunty aur bhi ladkon ko jamke bevkoof banaati thi
yahan mr. majnu ki jaan pe ban aayi thi
latke jhatkedaar baaten aunty ki sunke lot-pot rahta tha
masti use aur bhi ladkon ke saath karte dekh angdayi-e-yauvan samajhta tha
dheere dheere ladke se aunty paise mangaane lagi
kabhi mobile top-up to kabhi naya mobile hi mangaane lagi
apne paypal account me ladke se khoob paise dalwaati
badle me use phone par thoda mmpuchh mmpuchh kar deti
ladka baanwra ban baitha tha aunty roopi ladki ke maayajaal me
padh nahi paata jabki tha graduation ke apne aakhiri saal me
emotional hokar bhi emmotional karke bhi usne dimaagh ke saare ghode khol daale
lekin milne ki baat jab bhi ki ladki(aunty) ne haan me na lab khole

ek din pitaji ko usne khoob phone par hanste batiyaate suna
maa to mar chunki thi ghamzada baap ko muskuraate dekha
pitaji ek din bol bhi baithhe beta shaadi kar raha hun
tera dukh mujhse dekha nahi jaata nayi maa laa raha hun
aayi nayi maa ghar me naya naya mahaul tha
meri bhi jaldi shaadi hogi ladke ko yahi khyaal tha
dekha nayi ammi ka chehra to kuch sochne laga
usne pyaar se kaha jab beta to sir peetne laga
samajh gaya uski mehbuba usse do din se baat kyun nahi kar rahi thi
are wo to uske baap ke sang shaadi ki tyaari kar rahi thi
maayoos hoke ab wo phir se internet par aaya
aur buddha banke ladkiyon ko usne thagne ka plan banaaya


[/center]
Nice1,But...
Aunty Ke Waste Uncle Dhoond Laate,
Phir Chahe Kitani LadkiyaaN Pataate...!
Ama Yaar Muhabbat Me Anadi Na Bno,
Aunty Ko Chod UncleloN Ko Dhoondo...!!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2013, 03:16:48 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #3 on: June 25, 2013, 08:09:02 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: June 25, 2013, 09:04:52 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: June 25, 2013, 01:25:00 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
padhkar hame bahut maza aaya kaash ji. bahut khoob. dheron daad.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #6 on: June 25, 2013, 01:44:37 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Ha ha ha.. bahut khoob..happy9
Logged
poonamA
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2013, 03:15:07 PM »
Reply with quote
bahot maja aya pad kar  Usual Smile
Logged
Saavan
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2013, 09:57:54 PM »
Reply with quote
Waah kya bat hai ji
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #9 on: June 26, 2013, 03:07:04 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #10 on: July 30, 2013, 12:45:34 AM »
Reply with quote
Nice1,But...
Aunty Ke Waste Uncle Dhoond Laate,
Phir Chahe Kitani LadkiyaaN Pataate...!
Ama Yaar Muhabbat Me Anadi Na Bno,
Aunty Ko Chod UncleloN Ko Dhoondo...!!


badhia!

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #11 on: July 30, 2013, 01:03:55 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
 Applause Applause Applause Applause Applause
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

waah waah bahut khoob

shukriya!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:16:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer