mati kai ghar na bana pani sai tot jatai hai

by Azedmeer on August 22, 2005, 12:22:46 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 3548 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #45 on: September 02, 2005, 12:54:42 PM »
Reply with quote
samajhdaar word uske mooh ko nahin, aapke gande kaanon ko shobha nahin deta,
yeh to hamara ehsaan hai tum par, nahin to kab ka in kaanon ko ukhaad ke fek deta
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
*Bada Apna Ghar Bana Le* by Roja in Shairy-E-Watan
HUYE HUM PANI-PANI by KOYAL46 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Na ghar bana na angan hai na hai ankho mai neend by sushilbansal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dil ki mati nam by Prabha prakas in Other Languages
sabreena
Guest
«Reply #46 on: September 02, 2005, 01:11:10 PM »
Reply with quote
chor ke muh se kanoon kii bhasha achhi nahi lagti
deva dokhebaaz ke muh se sharafat kii bhaasha achhi nahi lagti............................................ ..............
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #47 on: September 02, 2005, 01:13:02 PM »
Reply with quote
shareef banana hi kaun chahta hai,
devdas nashe mein hi sharafat ki baatein karta hai,
aur nashe mein hi ladkiyon ki tareef karta hai
Logged
sabreena
Guest
«Reply #48 on: September 02, 2005, 01:16:57 PM »
Reply with quote
yeh kasia nasha kerty ho devdas tum
nashy mein bhi jhoot bolty ho tum
ham kisi kii tareef ke mohtaaj nahi hai
itni sii baat ko samajhty nahi hot tum.......................................
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #49 on: September 02, 2005, 01:19:45 PM »
Reply with quote
sahi kaha,

tareef, ijjat aur imaandari, in sabse kya hota hai,
in cheezon ki aajkal koi keemat nahin hai
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #50 on: September 02, 2005, 01:37:13 PM »
Reply with quote
Deva ji,

tareef, ijjat aur imaandari inn sab ke bare mein kuch nahi jante ho
aur raiye aapne paas kyu nahi rakhte ho
khud to nashe mein rehte ho
humko duniya ke bare mein btate ho
Logged
sabreena
Guest
«Reply #51 on: September 02, 2005, 03:22:31 PM »
Reply with quote
arrey baimaano se izzat kii baat kaun kary
besharmo se sharm kii baat kaun kery
jo janam se hii laat khaany kee aadii ho
unn insaano se mooh se baat kaun kery............................................. ..
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #52 on: September 02, 2005, 03:23:57 PM »
Reply with quote
unn insaano se mooh se baat kaun kery
unn insaano se mooh se baat kaun kery

sab ladke gadhe per kyu hai chaddey
Logged
sabreena
Guest
«Reply #53 on: September 02, 2005, 03:30:10 PM »
Reply with quote
sab ladke gadhe per kyu hai chaddey
sab ladke gadhe per kyu hai chaddey

inki wedding mein ghodi waaly nahi mily.......................................
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #54 on: September 03, 2005, 07:59:32 AM »
Reply with quote
inki wedding mein ghodi waaly nahi mily
inki wedding mein ghodi waaly nahi mily

isliye woh ladkiyon ko gadhi banakar chhad gaye
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #55 on: September 03, 2005, 08:03:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
arrey baimaano se izzat kii baat kaun kary
besharmo se sharm kii baat kaun kery
jo janam se hii laat khaany kee aadii ho
unn insaano se mooh se baat kaun kery............................................. ..


tumne sharm ka naam sunkar ghoonghat ko apna liya hai,
is ghoonghat ke peeche apni galtiyon ko chhupa liya hai

tumne sirf shanti ka naam sunkar apna naam rakh liya hai,
shanti ke naam se hi apna dil behla liya hai
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:50:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer