Mazaa he kuchh aur hai....

by smardia on September 10, 2009, 04:56:47 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5020 times)
deepika_divya
Guest
«Reply #15 on: September 21, 2009, 11:50:50 AM »
Reply with quote
Waah cera ji

koyal kya baat hai

Waah Rishi ji.. kya baat hai bahoot bahoot khoob!

Din mea sabhi gumte hai insaano k saath
raato mea bhooto sang gumne ka mazaa kuch aur hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mazaa by Azedmeer in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mazaa Ayega............... by zainzuh in Ghazals
Unke saaath janat sa jeene ka mazaa agyaa ....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Barsaat Ka Mazaa Gair Le Gaye...masoom by Masoom Shahzada in Shayri for Dard -e- Judai
alag hi mazaa hai by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
cara
Guest
«Reply #16 on: September 21, 2009, 11:58:19 AM »
Reply with quote
Waah cera ji

koyal kya baat hai

Waah Rishi ji.. kya baat hai bahoot bahoot khoob!

Din mea sabhi gumte hai insaano k saath
raato mea bhooto sang gumne ka mazaa kuch aur hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


KYA BAAT HAI SOPHI JI.....
DIN MEIN SABHI NAHATE HAI,INSAANO KE SAATH,
PAR SAPNO MEIN BHOOTON KE SAATH NAHANE MAZAA HI KUICH AUR HAIN.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: September 21, 2009, 12:03:06 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI SOPHI JI.....
DIN MEIN SABHI NAHATE HAI,INSAANO KE SAATH,
PAR SAPNO MEIN BHOOTON KE SAATH NAHANE MAZAA HI KUICH AUR HAIN.


 Giggle Giggle Giggle Giggle

@ Patiyon k liye

office mea boss ki dant tho sabi khaate hai par
Biwi ki daant khaane ka Mazaa hi kuch aur hai ....  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
cara
Guest
«Reply #18 on: September 21, 2009, 12:07:57 PM »
Reply with quote
Giggle Giggle Giggle Giggle

@ Patiyon k liye

office mea boss ki dant tho sabi khaate hai par
Biwi ki daant khaane ka Mazaa hi kuch aur hai ....  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
BIWIYON KE LIYE.....
BACHON KO TOH ROZ DAANT DETI HAI,
PAR KABHI BACHON KE BAAP KI DAANT KHANE KA MAZAA HI KUCH AUR HAI.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #19 on: September 21, 2009, 12:16:07 PM »
Reply with quote
BIWIYON KE LIYE.....
BACHON KO TOH ROZ DAANT DETI HAI,
PAR KABHI BACHON KE BAAP KI DAANT KHANE KA MAZAA HI KUCH AUR HAI.

hahahahhaha

Khud ka bana haath ka sab biwiyaa khati hai
par pati ke haath ka khane ka Mazaa hi kuch aur hai

tongue3:P
Logged
cara
Guest
«Reply #20 on: September 21, 2009, 12:23:10 PM »
Reply with quote
hahahahhaha

Khud ka bana haath ka sab biwiyaa khati hai
par pati ke haath ka khane ka Mazaa hi kuch aur hai

tongue3:P
KYA BAAT HAI SOPHI JI....
PATI KE HAATH KE KHAANE  KA BIWI KO MAZAA AATA HAI,
PAR PATI JAB BEGAIR NAMAK MIRCHI KA KHAANA PAROSE,TAB BIWI KE MOOH KO DEKHNE KA MAZAA HI KUCH AUR HAI.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #21 on: September 21, 2009, 12:24:28 PM »
Reply with quote
Bahut jordaar chal raha hai ye mazaa ka daurr.....
Di aapki baat ko kuchh alag dhang se....

Khud k haath se tou ham sabhi khate hain
Pati(Dilruba) k haath se kaur khane ka...
Mazaa he kuchh aur hai......





hahahahhaha

Khud ka bana haath ka sab biwiyaa khati hai
par pati ke haath ka khane ka Mazaa hi kuch aur hai

tongue3:P
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #22 on: September 21, 2009, 12:28:11 PM »
Reply with quote
Kya pta apko pati khane me maja ho
par patni ke hath ki jali roti khane
mein bhi to maja kuch aur hai
Logged
cara
Guest
«Reply #23 on: September 21, 2009, 12:32:51 PM »
Reply with quote
Bahut jordaar chal raha hai ye mazaa ka daurr.....
Di aapki baat ko kuchh alag dhang se....

Khud k haath se tou ham sabhi khate hain
Pati(Dilruba) k haath se kaur khane ka...
Mazaa he kuchh aur hai......





KYA BAAT HAI  KOYAL JI.....

khud ke baal toh khud sanwaar te hai,
par biwi ke haathon baal sanwaarne ka mazaa hi kuch aur hai.
Logged
cara
Guest
«Reply #24 on: September 21, 2009, 12:43:13 PM »
Reply with quote
shayri mein ham mard aurton se kam nahin,
aur aurton ko shyari mein thakaane ka mazaa hi kuch aur hai.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #25 on: September 21, 2009, 04:42:16 PM »
Reply with quote
Yu tou lori suna sulati hai bachon ko aurte
Par mardo ko behla phusla k sulane-haraane ka
Mazaa he kuchh aur hai....

shayri mein ham mard aurton se kam nahin,
aur aurton ko shyari mein thakaane ka mazaa hi kuch aur hai.
Logged
cara
Guest
«Reply #26 on: September 22, 2009, 05:14:24 AM »
Reply with quote
Yu tou lori suna sulati hai bachon ko aurte
Par mardo ko behla phusla k sulane-haraane ka
Mazaa he kuchh aur hai....

kya baat hai   koyal ji.....

biwi ko apni godh mein pati ko lori sunate hue pati bachha nazar aata hai,
par pati ko aankh band karke lori biwi ki sunte,  khayalon mein kisi aur ko rakhte mazaa hi kuch aur aata hai.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #27 on: September 22, 2009, 08:55:27 AM »
Reply with quote
Pati dus gaon ghoom ke
patni se joot bol ke
akhri mein biwi ke paas laut kar aataa hai
mazaa kuch aur hai.
Logged
cara
Guest
«Reply #28 on: September 22, 2009, 10:42:17 AM »
Reply with quote
Pati dus gaon ghoom ke
patni se joot bol ke
akhri mein biwi ke paas laut kar aataa hai
mazaa kuch aur hai.
kya baat hai......

PATNI KO TOH PATI PAR SHAK KARNE MEIN MAZAA AATA HAI,
WO TOH THAK KAR JAB GHAR AATA HAI,FIR BHI PATNI KE SAATH NIBATA HAI,SACH HAI YEH ZINDAGI JEENE MAIN MAZAA HI KUCH AUR AATA HAI.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #29 on: September 22, 2009, 07:30:46 PM »
Reply with quote
Patni ke bina patiyo ke kiya haal hota hai
agar patni na hoti toh pati ka bura haal ho jata hai
ismein paatni khoob fayda uttathi hai
ye bhi sach sach hai aisi zindagi jeene
mein toh mazaa kuch aur hai. Giggle Giggle
 
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:15:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer