meri (almost sabki) begum

by shakeel_saif on June 09, 2005, 04:30:08 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1753 times)
shakeel_saif
Guest
Reply with quote
O’begum shubha ke 10:00 bej gaye aur tu hai soyi hui
Na toilet hua hai saaf na hi kitchen hai doyii hui

Ab chunnu ka nappy bhi kya mein hi change kru
Badboo se sare kamrey ki halat hai buri hui

Oh sust !!ik cup chai hi bna de mere liye tu
Kab se yeh tam-na dil mein hai uthi hui

Cartoons pe machroon ka hai jamawda
Aur tv pe adda kilo dhool hai jami hui

Dinning table pe yeh saziyoon ke daag to dekh
Aur sofey ki saets bhi hai fati hui

Iss gahr ko bna rakha hai hospital tuney
Wha hai patiyoon ka der aur yha dawai giri hui

Makhiya binbina rhi hai kal raat ke khaney pe
Aur yeh telephone ki tareey bhi hai kati hui

Dekh zra uth ke halat-e-bartaano ko tu
Sink mein jassey ik jang hai chidi hui

Aree kuttey ko to de de kuch kahaney ko
Dekh uski surat roni se hai bani hui

E’husn-e-shazaadi apney kapdo ko to sambaal le
Ghar ke kone koney mein hai numaish lagi hui

Shaadi ker ke ab yeh khaayal aata hai “Sahiil”
Kyun yeh affat hai mere galey pdi hui !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...~~Meri Begum~~... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
...~~Meri Begum Aur Saas Sasur~~... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
Doctor-SABKI HOPE by Kagaj_Kamal in Miscellaneous Shayri
sachmuch sabki mata dharti by suman59 in Ghazals « 1 2  All »
Nari tum hi ho sabki nirmal aasha - Shikha by Shikha sanghvi in Miscellaneous Shayri
shakeel_saif
Guest
«Reply #1 on: June 09, 2005, 04:30:55 PM »
Reply with quote
bhaai bhaai ke beech ik deewaar ban gayee
nayii begam kee ghar me jab sarkaar ban gayee

kyaa mazaal ki saas sasur do lafz bol deN
jab se ghar me begam thaanedaar ban gayee
Logged
NewYorker
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2005, 05:05:28 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzzzz Shakeel ....

Jub se ghar me begam thaanedaar ban gayee
Gamo ki list ek-do se, hazzar ban gayee hai
Zindagi kut rahi thee maje main, dushwaar ban gayee hai
Jub se ghar me begam thaanedaar ban gayee

Jub se ghar me begam thaanedaar ban gayee
Doston ki mehfile, sapno ka sansaar ban gayee hai
Husband ki life, bekaar ban gayee hai
Jub se ghar me begam thaanedaar ban gayee

 :lol:  :lol:  :lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: June 09, 2005, 06:29:24 PM »
Reply with quote
lagat hai dono apni biwi se taang aagaye hai...
iss liye apne apne biwiyon ki bayan yahan kiya hai...

lol both :p
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #4 on: June 09, 2005, 07:22:12 PM »
Reply with quote
tang nahi hue hain
bayan kar rahen hain
hamari begum to nahi hain
par aisi hoti hai keh rehe hain
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: June 09, 2005, 07:24:41 PM »
Reply with quote
aise na khao tum kisi begum ke baare mein...
humein unki shikayat suna pasand nahin hai... :p
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #6 on: June 09, 2005, 07:28:08 PM »
Reply with quote
shikayat nahi hai yeh
haqiqat hai yeh
duniya ghum ke dekho
ghar ghar ka haal hai yeh
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #7 on: June 09, 2005, 07:32:24 PM »
Reply with quote
ghar ghar mein aacha sansaar hai...
biwiyon ke wajah se ghar sansaar hai...
asie wasie na khao tum biwi ghar ki jaan hai...
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #8 on: June 09, 2005, 07:40:31 PM »
Reply with quote
biwi ke aate hi shuri hui takraar
rishton mein padhne lagi deewar
main kahunga yeh baar baar
shadi mat kar mere yaar
biwiyan hoti hai beekar
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #9 on: June 09, 2005, 07:49:22 PM »
Reply with quote
biwi nahin sohar hote hain bekar..
kyunki un mein hoti hai aqal bekar..
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #10 on: June 09, 2005, 08:06:48 PM »
Reply with quote
biwiyon ki aqal ka kya kehna
unhe to chahiye sirf jehna
maice mein ja ke rehna
aur beauty parlour pe paise kharch karna
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #11 on: June 09, 2005, 08:11:49 PM »
Reply with quote
jaise ke inhein bahut experience hai...
aise nahin hai biwiyan sunle aye biwi ke dushman tum

bye n tc n khuda hafiz got 2 go
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #12 on: June 09, 2005, 09:20:39 PM »
Reply with quote
ek pati ne sadhuoon se puccha, biwi ko bas mein karney ka keya mantra bataoo.
Sadhuoon ne kaha biwi ko bas mein karney ka koi mantra hota to hum sadhu keyu bantey
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #13 on: June 09, 2005, 10:14:43 PM »
Reply with quote
yeh kaha ek biwi ne dosri biwi se:

Neend khulii to hum husband ki baahoN me the
Raat bhar kisi aur ke hum khwaaboN me the
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #14 on: June 10, 2005, 07:08:15 AM »
Reply with quote
dil mein kuch aur, mooh mein kuch aur hota hai,
nind mein pati ke paas hoti hai, subah baju wala nikalta hai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:40:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer