MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI [Asghr]

by Asghr on January 26, 2009, 06:55:35 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1813 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI ISS MAR JAANE KI
BHOOKA HE SO JATA HAI HAJAT NAHIN REHTI KHANE KI
AB TOU PHONE PE KAAFI DAANTAIN PADH JAATI HAIN
ARZOO NAHIN REHTI KISSI K GHAR JAANE KI
IK SHMAA KI SOORAT JALTA HOON RAAT BHR
TERE HIJER MAIN YEH KAIFIAT HAI PARVAANE KI
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI
ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: January 26, 2009, 07:00:08 PM »
Reply with quote
wah wah wah ASGHR .....
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI

wah kya baat hai


jasbir singh
Logged
Asghr
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2009, 07:38:52 PM »
Reply with quote
SHUKRIYA! PYARE VEER JI.ASGHR icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 02, 2009, 11:31:18 PM »
Reply with quote
Waah Bhai, Sachchi, Dil Se Waah Nikal Rahi Hai, Kabool Karo,.
Kitna Ghatiya Insaan Hoon Main, Jo Itni Achchi Aapki Nazmein Pardh Na Paaya,.
Sorry Bhai Jo Late Pardh Raha Hoon.,

Magar Sachchi Bohat Hi Pyaari Hai, Speceally Ye Line,.

TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI

May Allah Bless You
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2009, 09:59:38 PM »
Reply with quote
bhai jaan aap ne aaj muje khreed liya.asghr
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 03, 2009, 10:05:23 PM »
Reply with quote
bhai jaan aap ne aaj muje khreed liya.asghr

Bhai Sharminda Na Karo, Aap Mashallah Bohat Achcha Likhte Ho, Hum Kheenche Chale Aaye Aapki Aur,.

Yunhi Likhte Rahiye,.
Seekhne Ka Maukha Milega
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: February 04, 2009, 12:32:51 AM »
Reply with quote
MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI ISS MAR JAANE KI
BHOOKA HE SO JATA HAI HAJAT NAHIN REHTI KHANE KI
AB TOU PHONE PE KAAFI DAANTAIN PADH JAATI HAIN
ARZOO NAHIN REHTI KISSI K GHAR JAANE KI
IK SHMAA KI SOORAT JALTA HOON RAAT BHR
TERE HIJER MAIN YEH KAIFIAT HAI PARVAANE KI
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI
ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI

aaaww kitna accha likha hai... yeh funny section main kyu post ki hai ji..
dard section mein shayad honi thi. anyway good post..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: February 04, 2009, 07:06:52 AM »
Reply with quote
ye bhi acha hai janab !! Ap to bus likhte rahiye !!

Qadeer toopchi
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #8 on: February 04, 2009, 08:27:35 AM »
Reply with quote
very nice khoob likha hai apne.

MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI ISS MAR JAANE KI
BHOOKA HE SO JATA HAI HAJAT NAHIN REHTI KHANE KI
AB TOU PHONE PE KAAFI DAANTAIN PADH JAATI HAIN
ARZOO NAHIN REHTI KISSI K GHAR JAANE KI
IK SHMAA KI SOORAT JALTA HOON RAAT BHR
TERE HIJER MAIN YEH KAIFIAT HAI PARVAANE KI
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI
ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: February 04, 2009, 08:57:35 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob Ashgr ji Clapping Smiley
MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI ISS MAR JAANE KI
BHOOKA HE SO JATA HAI HAJAT NAHIN REHTI KHANE KI
AB TOU PHONE PE KAAFI DAANTAIN PADH JAATI HAIN
ARZOO NAHIN REHTI KISSI K GHAR JAANE KI
IK SHMAA KI SOORAT JALTA HOON RAAT BHR
TERE HIJER MAIN YEH KAIFIAT HAI PARVAANE KI
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI
ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI

Mana mere naaz uthaye the tune,
Par ye baat nahi hai jatane ki,
Hota agar teri mohabbat me asar,
To hoti na arzoo mere paas ane ki,
Ruswaai me jee rahi hu,
Thi meri bhi koi majburi,
Tabhi intezar hai ab bhi tujhe,
Meri jaan jane ki!

Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: February 05, 2009, 11:48:35 PM »
Reply with quote
MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI ISS MAR JAANE KI
BHOOKA HE SO JATA HAI HAJAT NAHIN REHTI KHANE KI
AB TOU PHONE PE KAAFI DAANTAIN PADH JAATI HAIN
ARZOO NAHIN REHTI KISSI K GHAR JAANE KI
IK SHMAA KI SOORAT JALTA HOON RAAT BHR
TERE HIJER MAIN YEH KAIFIAT HAI PARVAANE KI
TERI KHATIR SAARI DUNIYA KO CHORA MAIN NE
AB KEHTI HO KOI ZAROORAT NAHIN MERE PAAS AANE KI
ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya lines likhi hai apne.... yah lines to kamaal ki likhi hai

ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI


Magar yah Funny main Kyun?Huh?
Logged
Asghr
Guest
«Reply #11 on: February 06, 2009, 12:28:23 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya lines likhi hai apne.... yah lines to kamaal ki likhi hai

ASGHR NE ITNE NAAZ UTHAYE HAIN TERE
AB KHWAAISH NAHIN REHI TUJE PAANE KI


Magar yah Funny main Kyun?Huh?

Pooja ji aap ka shukriya yeh iss liye funny main baiji k  haqeeqat se iss ka koi talaq nahi.asghr
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:17:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer