samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
«Reply #30 on: October 11, 2004, 08:27:17 AM » |
|
kyu dukhi ho jaati hai kyu yaad satati hai wo aayega zaroor wapas tab tak ke liye 'main hu naa' nahi aaya to mera wada hai main lekar aayuga use
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #31 on: October 11, 2004, 08:31:02 AM » |
|
issi baat pe nishita tuje ek gulab deti hai badle main tujhse yeh wada leti hai.. ok
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #32 on: October 11, 2004, 09:12:16 AM » |
|
Arey! Yeh Post badhane ki Jise Fikr hai Us se Guzaarish hai!Woh yeh dekhen Ki Unse Jyada faaltoo ki Posts kaun Badhata hai!!!???
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #33 on: October 11, 2004, 12:15:13 PM » |
|
kya sharma tumhaara ishara kidhar ho raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #34 on: October 11, 2004, 05:48:26 PM » |
|
hehe kyu saMNoj ko satate ho sharmaji kyu nishita ko maarne ki dawat dete ho sharma ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #35 on: October 11, 2004, 06:08:48 PM » |
|
Are Bhai Maine to Ishaaraa Bar Kiya hai!!! :wink: samajhnewale samajh gaye jo na samjhe woh to Khiladi hain!!! :lol: waise Suna hai chor ki Darhi mein Tinka hota hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #36 on: October 11, 2004, 06:13:10 PM » |
|
tum chor ho sharmaji? pehli baar dekha ek chor ko shayari karte hue
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #37 on: October 12, 2004, 06:15:45 AM » |
|
daarhi rakh ke chori karta hai sharmaji dekha nahi chor ko shayari karte maine bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #38 on: October 12, 2004, 09:38:48 AM » |
|
Ha! ha! ha! Bahut Khoob! Nisita ji N Talat ji!! very nice Khinchaai!!!!!!!lolzzz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #39 on: October 12, 2004, 01:54:25 PM » |
|
wah sharma ji wah tumhaare liye ek shair arz hai
jin ko dikhaai thi kal rahe maikada hum ne wo aaj hum ko peene ke adaab sikhate hai
aur ek hai
jin paththaro ko ki thi ata zubaan hum ne wo bolne lage to hum hi par baras pade
(dono shair mere nahi hai)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #40 on: October 12, 2004, 04:26:54 PM » |
|
Wah! samnoj ji! Bahut Khoob!!!
Aapke dono sheron ka jawaab ek hi sher mein hai:
Rind-e-Kharaab-Haal Ko Jaahid Na Chhed Tu! Tujhko Paraai kya Padi Pahale Apni to Nibed Tu!!
(Zauk)
{Rind-e-Kharaab-Haal : Nashe mein Puri tarah Dhuutt}
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #41 on: October 12, 2004, 04:29:01 PM » |
|
kyu sharmaji aur saMNoj tum lad rahe ho aisa kya hua ke iss jhamele me pad rahe ho?
mat laro ki larai buri baat hai dosti nibhao ke rehna tumko saath hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #42 on: October 12, 2004, 05:00:39 PM » |
|
Nishita ji! Bahut Achchha Likha hai aapne! Wah!! Kaise is Hizr ki Basti Mein Guzaara Hoga, Paani achchha na raha yahaan Ka Ab na Hawa hi Achchhi Rahi!!! :? (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #43 on: October 12, 2004, 05:14:53 PM » |
|
hawa ka rukh badalane ko karm kahty hai pani ki dhar badalane ko karm kahty hai guzara to hoga issi basati mai aks ji kayun ki is basati ko hum sab Yoindia kahty hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #44 on: October 12, 2004, 08:11:54 PM » |
|
Wah! Pooja ji! Kya Baat Hai!
Lub Pe paabandi nahin ahsaas pe Paharaa to hai! Phir bhi Ahal-e-dil ko Ahwal-e-Bashar kahna to Hai! Apni Gairat Bech dalen, Apna Maslak Chhod dein, Rahnumaaon mein bhi Kuchh logon ki yeh Manshaa to Hai!
(Sahir Ludhiyanwi)
{Ahal-e-dil :Dil wale ; Ahwal-e-Bashar : Aadmi ka haal ; Maslak :View}
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|