phir bhi dil hai hindustani

by sachin_9810****** on April 19, 2005, 07:38:39 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 17852 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #75 on: April 22, 2005, 10:05:49 AM »
Reply with quote
naam badalne se kya hota hai,
asliyat pe parda nahin padta hai
jo jaisa hai waise hi rehta hai

tu agar din ko raat bolegi to raat nahin ho jayegi,
tu agar khud ko akalmand bolegi, akal nahin aa jayegi

agar mein Langoor hoon to tu Mrs. Langoor hai,
is baat mein koi shak nahin hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HUM HINDUSTANI by captainyr in SMS , mobile & JOKES
HINDUSTANI HO KARKE SHARMATE HAI HINDI SE......... by shambhu_007 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Jago Hindustani by salma786 in Shairy-E-Watan
Hum Sachche Hindustani hain by raahgir in Shairy-E-Watan
Hindustani Hone Pe (My Collection) by Roja in Share:Patriotic Poetry
desikuri
Guest
«Reply #76 on: April 22, 2005, 12:46:58 PM »
Reply with quote
tujhse jo bhi shaadi karegi narak mein jayegi
tu age aur woh tere peeche belan lekar bhagegi

khud ko kehta hai chaand
kya khela hai tumne yeh kaand

mujhe kehta hai mrs langoor
manta hai khud ko bandar, hai yeh baat tumko manzoooor
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #77 on: April 22, 2005, 02:12:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
tujhse jo bhi shaadi karegi narak mein jayegi
tu age aur woh tere peeche belan lekar bhagegi

khud ko kehta hai chaand
kya khela hai tumne yeh kaand

mujhe kehta hai mrs langoor
manta hai khud ko bandar, hai yeh baat tumko manzoooor


are desi, hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

are desiji,
hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

maine khud ko kaha nahi chand hai,
usme bhi hota bahut bada daag hai

main khud ko langoor kahun ya langoor,
khud ko dekh, tu kya hai hujoor
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #78 on: April 23, 2005, 02:40:29 AM »
Reply with quote
pardesion s pouch pouch roi re
kab aye  gi meri neha neha meri neha
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #79 on: April 23, 2005, 06:28:51 AM »
Reply with quote
are naveedbhai,
jitni baar neha neha kehte ho, utni baar agar allah allah kaho to zarur khuda tumko mil jayega

bagicha falon se bhara hai, kyon ek hi pe nazar gade khade ho. :wink:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #80 on: April 23, 2005, 10:21:27 AM »
Reply with quote
such  bola devdas..........

isko kahin jungle mein jaakar tapasya karna chahiye
kuch nahin to  kuch jaroor  mil  jaayega.........
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #81 on: April 23, 2005, 10:30:14 AM »
Reply with quote
neha wahan aakar uski tapasya bhang kar degi,
usko khuda ka naam nahin lene degi Usual Smile
Logged
desikuri
Guest
«Reply #82 on: April 23, 2005, 11:28:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "desikuri"
tujhse jo bhi shaadi karegi narak mein jayegi
tu age aur woh tere peeche belan lekar bhagegi

khud ko kehta hai chaand
kya khela hai tumne yeh kaand

mujhe kehta hai mrs langoor
manta hai khud ko bandar, hai yeh baat tumko manzoooor


are desi, hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

are desiji,
hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

maine khud ko kaha nahi chand hai,
usme bhi hota bahut bada daag hai

main khud ko langoor kahun ya langoor,
khud ko dekh, tu kya hai hujoor


kaisa hai yeh tera naam
kya kya karta hai tu kaam

chand mein bhi daag hota hai
isliye tera muuh ganda hai

khud ko langooor hi rehne do
aur angoor ko bhi angoor hi rehne do :twisted:
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #83 on: April 23, 2005, 12:37:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "desikuri"
tujhse jo bhi shaadi karegi narak mein jayegi
tu age aur woh tere peeche belan lekar bhagegi

khud ko kehta hai chaand
kya khela hai tumne yeh kaand

mujhe kehta hai mrs langoor
manta hai khud ko bandar, hai yeh baat tumko manzoooor


are desi, hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

are desiji,
hum narak mein nazar daal den, woh swarag ban jaye,
hum patthar ko ek nazar dekh len, woh heera ban jaye

maine khud ko kaha nahi chand hai,
usme bhi hota bahut bada daag hai

main khud ko langoor kahun ya langoor,
khud ko dekh, tu kya hai hujoor


kaisa hai yeh tera naam
kya kya karta hai tu kaam

chand mein bhi daag hota hai
isliye tera muuh ganda hai

khud ko langooor hi rehne do
aur angoor ko bhi angoor hi rehne do :twisted:


naam se mera andaza na laga,
samandar ko dekhkar uski gehrai ka pata na laga

samajhdar chand ki safedi dekhte hain, daag nahin,
agar yahi haal raha, tujhe langoor bhi milega nahin Usual Smile
Logged
desikuri
Guest
«Reply #84 on: April 23, 2005, 07:59:52 PM »
Reply with quote
nahin chahiye mujhe langooor
hai baat tujhe yeh manzoor

chand ka kya main achaar daloongi
tu a mere paas tujhe main laat maroongi
Logged
sachin_9810******
Guest
«Reply #85 on: April 24, 2005, 05:27:03 PM »
Reply with quote
ladko ko laat maregi teri laat toot jayegi
teri sadi hui kismat bilkul hi foot jayegi

phir tu apne kiye par pachtayegi
tab tujhe meri yaad aayegi

sochegi pehle se hi kar leti isse pyar
to nahin hoti aaj meri haar


Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #86 on: April 24, 2005, 09:39:17 PM »
Reply with quote
wah desi...........................keep it up............................................... ....................................dear......... .......
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #87 on: April 25, 2005, 05:58:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "sachin_9810******"
ladko ko laat maregi teri laat toot jayegi
teri sadi hui kismat bilkul hi foot jayegi

phir tu apne kiye par pachtayegi
tab tujhe meri yaad aayegi

sochegi pehle se hi kar leti isse pyar
to nahin hoti aaj meri haar




wah sachinji wah,

tu jitna sundar dikhta hai, usase jada sundar likhta hai,
desi jaisa sada hua anda, yoindia mein milta hai Usual Smile

jo besakhi ke sahare chalti hai, woh laat kya maregi,
jise thik se bolna nahin aata, woh gana kya gayegi
Logged
desikuri
Guest
«Reply #88 on: April 25, 2005, 11:38:14 AM »
Reply with quote
acha, yeh baat hai devdaas sachin
tum dono maroge paani bin

tumhari laash ko sadak par faink denge
are woh itni gandi hogi ki kutte bhi nahin khayenge
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #89 on: April 25, 2005, 11:42:03 AM »
Reply with quote
magar teri laash ko sadak pe fainkne ki zarurat nahin
kyon ki tu sadak par hi rehti hai,
tez gaadi ke neeche tujhe
hum kuchalkar chale jayenge
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:21:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer