Posting Shayari ki Funny Shayari......Abul Asad

by Abul Asad on February 29, 2012, 07:44:10 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1953 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Men kabhi kabhi dekhta hoon ke log kahani ke paragraph ki tarha apni shayari post kiye dete hain  aur phir pareshan hote hain ke unhe dad kissi ne na di. Koi comment kiyon nahi kiya?
To un nazreen ke liye ye choti si shayari pesh hai.. ab aap baqi sab to samajdar hi hain, aaplog isse nahin padhen to behtar hai, dekhiye bhi nahn isse, aur comments to bilkul hi na den. Doosron ko to batana sakht mana hai, shayed aapko fine bhi hojaye uska! Khair aik aad bar padhliya to maaf kardenge, magar dobara mat padhiye ga....please kuch to karam kariyega, apne par nahin mujh par.


 
Posting Karne ki Salahiyaten

 Pehle format apna sahi karlo, to aasani hogi padhne
 aur maze ham sab ko aapki shayari ke honge padhte
 
kuch iss tarha ke ashaar alag alag hon
 unke misre aapas men mile hove hon
 
Phir saaron ke koi maine bhi to hon
 Kiya bat ho ke, jazbat men gar dobe hove hon?
 
Kuch lehaaz dosron ka bhi karte hon
 Takleef kissi ko na dete, dil kissi ka na dukhate hon
 
Maze to tab hain ke kalaam aapkae apne original hon
 doosron ke gar ho, to unke nam bhi neeche darz hon
 

Yanhaan par lake post kijeye mehfil men raunaq badhaiye
 Aur yanhan sab ke daad saath liye, apna bhi man behlaiye
 Khadim aapka - Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: February 29, 2012, 08:22:55 AM »
Reply with quote
Men kabhi kabhi dekhta hoon ke log kahani ke paragraph ki tarha apni shayari post kiye dete hain  aur phir pareshan hote hain ke unhe dad kissi ne na di. Koi comment kiyon nahi kiya?
To un nazreen ke liye ye choti si shayari pesh hai.. ab aap baqi sab to samajdar hi hain, aaplog isse nahin padhen to behtar hai, dekhiye bhi nahn isse, aur comments to bilkul hi na den. Doosron ko to batana sakht mana hai, shayed aapko fine bhi hojaye uska! Khair aik aad bar padhliya to maaf kardenge, magar dobara mat padhiye ga....please kuch to karam kariyega, apne par nahin mujh par.


 
Posting Karne ki Salahiyaten

 Pehle format apna sahi karlo, to aasani hogi padhne
 aur maze ham sab ko aapki shayari ke honge padhte
 
kuch iss tarha ke ashaar alag alag hon
 unke misre aapas men mile hove hon
 
Phir saaron ke koi maine bhi to hon
 Kiya bat ho ke, jazbat men gar dobe hove hon?
 
Kuch lehaaz dosron ka bhi karte hon
 Takleef kissi ko na dete, dil kissi ka na dukhate hon
 
Maze to tab hain ke kalaam aapkae apne original hon
 doosron ke gar ho, to unke nam bhi neeche darz hon
 

Yanhaan par lake post kijeye mehfil men raunaq badhaiye
 Aur yanhan sab ke daad saath liye, apna bhi man behlaiye
 Khadim aapka - Abul Asad



achchi hidayat hai
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 29, 2012, 08:27:46 AM »
Reply with quote
Sir ji

Aapke liye nahin thi...voh to unlogon ke liye thien.....(smiling).. not to be take too seriously

Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: February 29, 2012, 10:35:39 AM »
Reply with quote
good suggestion
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: February 29, 2012, 05:51:03 PM »
Reply with quote
tips ache hain ji--
Usual SmileUsual Smile
lage rahie
tongue3
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: February 29, 2012, 07:15:33 PM »
Reply with quote
tips ache hain ji--
Usual SmileUsual Smile
lage rahie
tongue3

Sarfira ji,

Kanhaan ye mehfil mukammil jab tak na aye aap usme
Ye dil bhi na maaane baat kahe ayenge zarur ap usme

Younhi thodi tanz o mazhayi ho mahfil usme
Kuch mujh jaise log rahe na taghafil usme

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: February 29, 2012, 07:16:31 PM »
Reply with quote
good suggestion

Dr saheb not to be taken too seriously
this was done in a light vein

Thank you soo much for every one of your comments
Abul Asad
Logged
Shikha sanghvi
Yoindian Shayar
******

Rau: 25
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
7 days, 14 hours and 15 minutes.

Shayari likhna or padhna humari hobby hai

Posts: 2266
Member Since: Jan 2015


View Profile WWW
«Reply #7 on: July 29, 2015, 12:04:05 PM »
Reply with quote
Hello uncleji.....shikha here
Kaise ho aap?
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: August 01, 2015, 06:44:07 AM »
Reply with quote
Sarfira ji,

Kanhaan ye mehfil mukammil jab tak na aye aap usme
Ye dil bhi na maaane baat kahe ayenge zarur ap usme

Younhi thodi tanz o mazhayi ho mahfil usme
Kuch mujh jaise log rahe na taghafil usme

Abul Asad
jugalbndi achi h Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:44:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer