ROOH AFZA .............................................HASAN

by F.H.SIDDIQUI on May 30, 2013, 02:32:56 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 3009 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #30 on: June 01, 2013, 03:47:40 PM »
Reply with quote
bahut achhe.. Applause Applause
THANKS , TOUHID SAHEB
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #31 on: June 01, 2013, 05:50:21 PM »
Reply with quote
waah waah hasan sahab bohut khoob .
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
sahal sahib , aapka bahut shukrguzar hoon
Logged
Bozdar92
Guest
«Reply #32 on: June 02, 2013, 01:01:42 PM »
Reply with quote
Hum tere chane thi tere khashi ky khatr apne aap ko bhola diya tha.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #33 on: June 02, 2013, 07:45:01 PM »
Reply with quote
 Thankyou !
Applause Applause Applause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #34 on: June 02, 2013, 07:46:27 PM »
Reply with quote
waaah hasan sir bohut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #35 on: June 02, 2013, 09:53:56 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
waah waah waah hasanji. kya kehne aapke. hans hans kar pet mein dard hone laga. ekdam mazedaar tha. kai baar padh chuki. bahut khoobi ke saath aap hansaye is baar. ek rau toh jaroor dena hoga. bahut bahut mubarak ho aapko.
BAHUT SHUKRIYA AQSH JI, PASAND KARNE ,HANSNE , AUR HOUSLA AFZAI KE LIYE . KHUSH RAHYE.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #36 on: June 03, 2013, 02:01:34 AM »
Reply with quote

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah =)) Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
shukrguzar hoon , adil saheb
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #37 on: June 03, 2013, 02:07:26 AM »
Reply with quote
Wah Wah Kya Mitthas .Kya Adaaygi Hai Maza Aa Gaya
Aankhon Ke Rastey Sidha Dil Mein Utar Gayi Bahut Khub Janaab Dil Ki Gehraaiyon Se Dad Hi Dad

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley




Doodh   meiN    buss   eik   chammach   ROOH  AFZA  gholiye ,
Hai   MiyaaN   kuchh   aisi   hee   Rangat   mere  Mahboob  kee


shad o aabaad rahiye

shihab
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #38 on: June 03, 2013, 02:19:18 PM »
Reply with quote
Pyaar   pe   uksaaya  ,  SMS  kiye  ,  'dating'   bhi   kee  ,
Phir  sitam  yeh , har  shararat  hum  se  hi  mansoob  kee

Doodh   meiN    buss   eik   chammach   ROOH  AFZA  gholiye ,
Hai   MiyaaN   kuchh   aisi   hee   Rangat   mere  Mahboob  kee

Asdaab sir
vaise to is mazahiya kalaam ka koi javaab nahee.
par ye do innovative sher to bas.... Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Mukesh ji, Adaab . Aap hamesha bahut mohabbat se
meri adna koshishon pe nazar karte hain aur apni
mukhlis raai se nawazte hain . Dili musarrat hoti
hai. Aap ka bahut bahut shukrguzar hoon.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #39 on: June 03, 2013, 04:31:07 PM »
Reply with quote
Hassan sahab ...aadaab

Ghalib ka sher hai ....

Aage aatee thi haal e dil pe haNsi
Ab kisi baat par naheeN aatee

Aap ki ghazal sun kar ustaad ke is azeem sher ko bhi ek baar "exception" karna hi hoga .... kyunki ise parhkar bina haNse rehna insanee zabt se baahar ki baat hai Usual Smile

Is pur lutf qalaam par apko dheron daad, waaah aur hahahahahaha !!!!

Gham e douraan  aur  fikr e maash hamari hansi chheen lete hain.
Aise mein eik pal ki muskurahat bhi neamat hai . Khushi mahsoos
kar raha hoon ki meri nacheez koshish aapko hansaane mein kamyab
hui. Hausla afzai ke liye tah e dil se izhar e mamnoonyat.
                                                Duago, Hasan
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #40 on: June 03, 2013, 06:57:15 PM »
Reply with quote
Wah,Wah,Wah Hasan sahab,
Kya khoob Hazal kahi hai aapne.Maza aa gaya.
SUDHIR JI , BAHUT SHUKRIYA . KHUSH RAHYE.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #41 on: June 04, 2013, 02:26:51 AM »
Reply with quote
bhut khub ....
RAJAN KONDAL JI, THANKS.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #42 on: June 04, 2013, 02:43:51 AM »
Reply with quote

Yeh   shuruaat - e - mohabbat   aap   ne  kya   khoob  kee  ,
Ho   gayee   ek   aan  meiN   haalat   meri   Majzoob  kee


Pyaar   pe   uksaaya  ,  SMS  kiye  ,  'dating'   bhi   kee  ,
Phir  sitam  yeh , har  shararat  hum  se  hi  mansoob  kee


Kuchh  jalaaye  , kuchh  padhe  , kuchh  phaade  Abbajaan  ne  ,
Haalat   abb   dekhi   naheeN   jaati   tere   Maktoob   kee


Kaise   kaise   Qaumi   Hero   pal   meiN   nangay  ho  gaye  ,
'Sant'   ji  ,  'Spot  Fixing'   tum ne   bhi   kya  khoob  kee


Doodh   meiN    buss   eik   chammach    ROOH  AFZA   gholiye ,
Hai   MiyaaN   kuchh   aisi   hee   Rangat   mere  Mahboob  kee


Ek  Sharaab - e - Husn   hai ! -  Iss  ke  alaawa   aye  'Hasan'  ,
Hum ne   aaadat   hee   naheeN    daali   kisi   Mashroob  kee




...................
Majzoob = be hosh o hawaas ; Mansoob = to attribute ;
Maktoob = Letters  ; Mashroob = drink
Bhai "F.H.SIDDIQUI" aap ki mizaahiya ghazal ko paRh kar jo suroor mila hai bayaan nahiN kar sakta. Bohot dinoN ke baad aisa kalaam naZar nawaaz huwa hai. Jitni ta'reef ki jaaye kam hai. Har she'r daad e tHsaaen ka mustaHiqq hai. (AafreeN Sad aafreeN bar een kalaam e dil nasheeN). Allah aap ki taufeeqaat meN iZafah farmaye(Waay ho ghaflat pe meri kyoN khabar mujh ko na thi)....Dili daad o mubaarakbaad qubool kijiye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #43 on: June 04, 2013, 12:44:02 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob Hasan Saheb.
BAHUT SHUKRIYA,IFTAKHAR SAHEB.DUAAEIN.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #44 on: June 04, 2013, 03:46:02 PM »
Reply with quote
Bahut khoob!!


{ik haseena se abus izhaar e ulfat kar diya
poochi-ye na kesi thee jhankaar phir jaroob kee,,,mazHur}
Bahut shukriya, janab. Eik nazuk tasawwur pesh
kar ke  mizaah mein  roomaan  bhar diya . bahut
lutf aaya parh kar. aapka bahut shukriya .
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:13:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer