Sarfira badnaam nazar aate hain !!!

by sarfira on September 12, 2011, 07:55:49 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1924 times)
sarfira
Guest
Reply with quote
aap bhi humare Qadardaan nazar aate hain
humare nagmo pe Meherbaan nazar aate hain
shayaron se bhari iss Mehfil me sahib
ik hum hi Sarfira Badnaam nazar aate hain
tongue3
tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh hain nazar aate.n ... ishk ek ibadat by ishk ek ibadat in Ghazals
Sarfira tu fir kyun badnaam ho gaya !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Bandooq nazar aate hain ------------- ( Qais ) by Qais in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Be-Rang Nazar Aate Hain by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
zakham nazar aate hain by saahill in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #1 on: September 12, 2011, 08:03:25 AM »
Reply with quote
Bahut khoob...sarfira ji. Usual Smile   Applause

shayaro ki duniya me sabke kalaam nazar aate hai.,
ek bache hum hi Touhid jo bas benaam nazar aate hai..
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: September 12, 2011, 08:26:39 AM »
Reply with quote
Bahut khoob...sarfira ji. Usual Smile   Applause

shayaro ki duniya me sabke kalaam nazar aate hai.,
ek bache hum hi Touhid jo bas benaam nazar aate hai..

aap hume alfaazon ke sartaaz nazar aate hain
aaki aankhon me basey sunahre khab nazar aate hain
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #3 on: September 12, 2011, 08:35:42 AM »
Reply with quote
aap hume alfaazon ke sartaaz nazar aate hain
aaki aankhon me basey sunahre khab nazar aate hain

ye to aapki nazar-e-inayat hai jo hum nazar aate hai.,
warna yaha kiske aankhon me kisi ke khwab nazar aate hai.,
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: September 12, 2011, 10:26:31 AM »
Reply with quote
aap bhi humare Qadardaan nazar aate hain
humare nagmo pe Meherbaan nazar aate hain
shayaron se bhari iss Mehfil me sahib
ik hum hi Sarfira Badnaam nazar aate hain

tongue3
tongue3


sabhi khajooro.n ke beech aap hi badaam nazar aate hain icon_geek


waaah Applause Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #5 on: September 12, 2011, 10:40:26 AM »
Reply with quote
ye to aapki nazar-e-inayat hai jo hum nazar aate hai.,
warna yaha kiske aankhon me kisi ke khwab nazar aate hai.,
inayat e nazar ke hum hi mohtaaz nazar aate hain
kismat hai aapki sahib jo har ik nazar ko bhaate hain
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: September 12, 2011, 10:52:02 AM »
Reply with quote

sabhi khajooro.n ke beech aap hi badaam nazar aate hain icon_geek


waaah Applause Applause Applause Applause
aap thode se shaitaan nazar aate hain
humaara hi lekin qadardaan nazar aate hain
dilon ko loot ke faraar ho jaye jo
aap hume vo beimaan nazar aate hain


thanxxxx Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:16:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer