tareef (aisi bhi waisi bhai)

by samnoj on June 03, 2005, 01:43:15 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 7523 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 11 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
Reply with quote
ladki ki tareef shaadi se pahle

zameen ke chaand tera husn aasmani hai
her ek jalwa tera ek nayi kahanai hai
jahe naseb hai ki ho tu meri shareek-e-hayat (wife)
ho tere jalwo se rangeen meri her ek raat
hai mere ujde hue gher ko intezaar tera
tu hai bahaar aake use gulistaan bana
gher aayuga jab kaam se main thak ker behaal
nihaal dil ko karege ye tere phool se gaal
gale me hoge tere haar meri baho ke
chamak uthege sitare teri nigaho ke
khilegi dil ki kali ruh shadma hogi
khushi hogi usi gher me tu jaha hogi

usi ladki ki tareef shaadi ke baad

khuda ke waaste aake zara khol to derwaza
main kabse baher khada hu cheek raha
shaitaan ki nani hai tu ban na shareef
pankha chor aur zara uthke ker takleef
ye charpayi meri tedi kyu bichai hai
ye athanni zameen per kyu girayi hai
ilahi koun ye paani ka dega itna bill
khuda ke waaste nal ko ker band ai kahil
chapati mere ai allah hai sab ki sab kachchi
tamaam umer kya shayed rahegi tu bachchi
bus uth bhi ab aisa to koi bura haal nahi
ye mera gher hai koi aspataal nahi
daba de pair mere uth ker, uth bhi hai sust
shaadi mat ker kahte the mere chacha durust
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bhai ki kahani-bhai ki zubani by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 6 7 »
~~~TAREEF AAP KI~~~ by Ravinder in Shayari -e- Husn
tareef....... by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
tapan waisi to nahi thi by mamta bajpai in Shayri-E-Dard
Kashish Aaj Bhi Waisi He Hai.........AnAAm by ANAAM in Shayri for Dard -e- Judai
bond
Guest
«Reply #1 on: June 03, 2005, 04:02:07 PM »
Reply with quote
wah wah wah wah wah wah mirza sam
jitni bhi tareef karu tumhaari utni hai kam
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #2 on: June 03, 2005, 04:56:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
ladki ki tareef shaadi se pahle

zameen ke chaand tera husn aasmani hai
her ek jalwa tera ek nayi kahanai hai
jahe naseb hai ki ho tu meri shareek-e-hayat (wife)
ho tere jalwo se rangeen meri her ek raat
hai mere ujde hue gher ko intezaar tera
tu hai bahaar aake use gulistaan bana
gher aayuga jab kaam se main thak ker behaal
nihaal dil ko karege ye tere phool se gaal
gale me hoge tere haar meri baho ke
chamak uthege sitare teri nigaho ke
khilegi dil ki kali ruh shadma hogi
khushi hogi usi gher me tu jaha hogi

usi ladki ki tareef shaadi ke baad

khuda ke waaste aake zara khol to derwaza
main kabse baher khada hu cheek raha
shaitaan ki nani hai tu ban na shareef
pankha chor aur zara uthke ker takleef
ye charpayi meri tedi kyu bichai hai
ye athanni zameen per kyu girayi hai
ilahi koun ye paani ka dega itna bill
khuda ke waaste nal ko ker band ai kahil
chapati mere ai allah hai sab ki sab kachchi
tamaam umer kya shayed rahegi tu bachchi
bus uth bhi ab aisa to koi bura haal nahi
ye mera gher hai koi aspataal nahi
daba de pair mere uth ker, uth bhi hai sust
shaadi mat ker kahte the mere chacha durust


mai tere pyar me kya kya na bana mina,....

kabhi bana nauker kabhi hua mera mushkil jina,....
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 11 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #3 on: June 04, 2005, 07:45:05 AM »
Reply with quote
ek tere liye khatir kya kya na kiya humne
raato ko jaag jaag ker bertan saaf kiya humne
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2005, 10:54:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob,

unki tareef mein aapne koi kami nahin chhodi,
ladkiyan sharm se jahan chhup saken, woh jagah nahin chhodi
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #5 on: June 04, 2005, 11:29:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
bahut khoob,

unki tareef mein aapne koi kami nahin chhodi,
ladkiyan sharm se jahan chhup saken, woh jagah nahin chhodi


thX sahab ye mai nahi kah raha tum jis jis ko bahut khoob kah rehe ho wo keh raha hai k kah do,.....

thik hai,...

or   ladkiya kahi chip nahi sakti aaisa ho nahi sakta,..

kyuki wo to ghun ki tarah tumhari pockets bhi tumse chupa deti hai,.....
Logged
nishita
Guest
«Reply #6 on: June 05, 2005, 11:02:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
ek tere liye khatir kya kya na kiya humne
raato ko jaag jaag ker bertan saaf kiya humne



sam yaar shaadi kar bhi li sonali se tune?
bartan bhi saaf hogaye batay bhi nahi tune  :wink:
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 11 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #7 on: June 06, 2005, 11:20:42 AM »
Reply with quote
hilot! meri shaadi wo bhi sonali ke saath

aaj phir hua hai zikr meri sonali ka
aaj phir se yaad aaya chehra us kali ka
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #8 on: June 06, 2005, 02:21:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
hilot! meri shaadi wo bhi sonali ke saath

aaj phir hua hai zikr meri sonali ka
aaj phir se yaad aaya chehra us kali ka


arree hum kale hai to kya hua dil wale hai ,...

hum tere tere tere chahene wale hai,.....

(film: gumnam,..)
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 11 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #9 on: June 07, 2005, 01:28:06 PM »
Reply with quote
ye gane ka zikr kaha se aaya beech me
lagta hai tu aaj phir se nahi nahaya hai
Logged
suave
Guest
«Reply #10 on: June 07, 2005, 04:00:45 PM »
Reply with quote
iss thread mein badboo ne apna raaj jamaya hai
kaun hai ye skhaksh jisne kai  nai nahaya hai
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #11 on: June 08, 2005, 06:03:12 AM »
Reply with quote
yeh bhi koi poochne ki baat hai, ladkiyan hi nahayi nahin hongi,
shayad aaj barsaat nahin aayi hogi
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #12 on: June 08, 2005, 12:49:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "suave"
iss thread mein badboo ne apna raaj jamaya hai
kaun hai ye skhaksh jisne kai  nai nahaya hai



Suave kya tumhare papa ne aaj tumhe nahi hai nahlaya
jo tu badboo failane yaha chala aaya :lol:
Logged
suave
Guest
«Reply #13 on: June 08, 2005, 12:50:57 PM »
Reply with quote
inhe meri badboo itni jyaada pasand aati hai
usey sunghne ke waste roz roz chali aati hain
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 11 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #14 on: June 08, 2005, 12:59:12 PM »
Reply with quote
yaaro tumhaari naak ki to hum kya tareef kare
ek doosre ki badboo kaise tuimhe pahunch jaati ahi
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 18, 2024, 06:44:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer