tera darvaja

by manchanda on June 26, 2005, 09:45:02 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4199 times)
HumTum
Guest
«Reply #30 on: June 27, 2005, 02:33:45 PM »
Reply with quote
machchar ke saath logon se bhi chutkaraa paayenge
machchar ke saath logon se bhi chutkaraa paayenge

chahey kuch bhi ho hum post pe post kartey jayegey :thumb:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera thikana !!! by Ricky in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tera Chehra by Sonu in Shayri-E-Dard
Tera jalwa jisne dekha woh tera ho gaya....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
tera gum by manchanda in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
TERA GAM by nilotpal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Talat
Guest
«Reply #31 on: June 27, 2005, 02:38:26 PM »
Reply with quote
chahey kuch bhi ho hum post pe post kartey jayegey
chahey kuch bhi ho hum post pe post kartey jayegey

aur isi tarah post ke number barhaayenge ;-)
Logged
sashe75
Guest
«Reply #32 on: June 28, 2005, 01:11:02 AM »
Reply with quote
aur isi tarah post ke number barhaayenge
aur isi tarah post ke number barhaayenge

Aur gar number barhe to hum bhi TALAT ki tareh MONITOR ban jayenge :thumb:
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #33 on: June 28, 2005, 01:14:08 AM »
Reply with quote
Aur gar number barhe to hum bhi TALAT ki tareh MONITOR ban jayenge
Aur gar number barhe to hum bhi TALAT ki tareh MONITOR ban jayenge

magar kisi ko yahan se nahi ban karenge
Logged
sashe75
Guest
«Reply #34 on: June 28, 2005, 01:24:26 AM »
Reply with quote
magar kisi ko yahan se nahi ban karenge?
magar kisi ko yahan se nahi ban karenge?

Ye to beinsaafi hai, phir NON-SHAYAR bhi yaha nazar aaienge!  glasses2
Phir Galib mamu apni REPUTATION kaise bachaienge? :!:
Aur phir hum apni umda shayari duniya ko kaise dekhlaienge? Puzzled !
Hum Shayar hai duniya wale ye phir samajh na paienge!  :?:
Jab non-shayar es site ko yahoo-chat banaienge!  :?
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #35 on: June 28, 2005, 01:29:17 AM »
Reply with quote
tum ko kya pata yahan kya khel ho raha hai
yahan to kisi ko nikalne ka plan ho raha hai
yahan par shayar ki qadar nahi ki jaati
usko laat hai maar di jaati
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #36 on: June 28, 2005, 02:05:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum ko kya pata yahan kya khel ho raha hai
yahan to kisi ko nikalne ka plan ho raha hai
yahan par shayar ki qadar nahi ki jaati
usko laat hai maar di jaati


Jisko shayari aaye shayar usko hi kahaa jaata hai!!!
Saabun usko kehtey hai jis se nahaaya jaata hai!!!
Mard usey kehtey hai jo sirf rullaana jantaa hai!!!
Kuch din ke baad bewafaai karna jaanta hai!!!
Logged
akela
Guest
«Reply #37 on: June 28, 2005, 02:28:14 PM »
Reply with quote
tere darwaje pe sanam hum baar baar aayege,
tere darwaje pe sanam hum baar baar aayege,
badi  kadki chal rahi hai apni,yaar
tumse thoda udhar le jayenge. Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #38 on: June 28, 2005, 02:30:38 PM »
Reply with quote
larki woh hai jo kuch din baad nahi
pehle se hi bewafai karti hai
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #39 on: June 28, 2005, 02:36:43 PM »
Reply with quote
jab bhi woh hongey gheri need mein , hum unhey jgayegey
jab bhi woh hongey gheri need mein , hum unhey jgayegey

Agar woh nahi jage to hum khubd bhi  so jayegey :wink:
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #40 on: June 28, 2005, 03:03:07 PM »
Reply with quote
Agar woh nahi jage to hum khubd bhi so jayegey
Agar woh nahi jage to hum khubd bhi so jayegey

phir bhi woh nahi jage to laat mar kar uthaiyengey
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #41 on: June 28, 2005, 03:08:34 PM »
Reply with quote
phir bhi woh nahi jage to laat mar kar uthaiyengey
phir bhi woh nahi jage to laat mar kar uthaiyengey

Hath par bhale unke toot jaye, par hum unko need se zarror uthayenge
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #42 on: June 28, 2005, 03:10:04 PM »
Reply with quote
Hath par bhale unke toot jaye, par hum unko need se zarror uthayenge
Hath par bhale unke toot jaye, par hum unko need se zarror uthayenge

aur un se ghar ka sara kaam karvaengey
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #43 on: June 28, 2005, 03:14:47 PM »
Reply with quote
aur un se ghar ka sara kaam karvaengey
aur un se ghar ka sara kaam karvaengey

Khaana un se paka kar khund Hotel mein khane jayenge
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #44 on: June 28, 2005, 03:16:24 PM »
Reply with quote
Khaana un se paka kar khund Hotel mein khane jayenge
Khaana un se paka kar khund Hotel mein khane jayenge

phir baad mein hotel ka bill bhi unse bharvayenge
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:20:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer