Tips for ladies....................................Aqsh

by aqsh on February 21, 2013, 04:38:55 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 3091 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Guzarte hai jahan se, yaad un galiyoN ke naam rakhna
MardoN par hamesha tum, kas kar apni lagaam rakhna  Is it SO!  

Ghar meiN Ram aur gali mein Shyaam, yeh hai roop inke  
Nazar inpar har pal jama ke, tum subah shaam rakhna  Winking

DostoN meiN mashoor kar dete hai, ki kitni shakki hai
Dekho sar apne na tum koi bhi, ab aise ilzaam rakhna    icon_geek

Ghar ki murghi daal barabar, yehi rehti hai inki philosophy
Daal meiN bhi inhe haddi hi mile, aise dishes tamaam rakhna  DOH

Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna  Thumbs UP


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: February 21, 2013, 04:43:22 AM »
Reply with quote
Bahut khoob..kya andaaz hai..
 Applause Applause Applause Applause


Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna

Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: February 21, 2013, 04:53:35 AM »
Reply with quote
Bahut khoob..kya andaaz hai..
 Applause Applause Applause Applause


Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna


Thank you Mukesh ji..
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: February 21, 2013, 05:00:29 AM »
Reply with quote
Guzarte hai jahan se, yaad un galiyoN ke naam rakhna
MardoN par hamesha tum, kas kar apni lagaam rakhna  Is it SO! 

Ghar meiN Ram aur gali mein Shyaam, yeh hai roop inke 
Nazar inpar har pal jama ke, tum subah shaam rakhna  Winking

DostoN meiN mashoor kar dete hai, ki kitni shakki hai
Dekho sar apne na tum koi bhi, ab aise ilzaam rakhna    icon_geek

Ghar ki murghi dal barabar, yehi rehti hai inki philosophy
Dal meiN bhi inhe haddi hi mile, aise dishes tamaam rakhna  DOH

Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna  Thumbs UP


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
waah waah kya baat hai Aqsh ji.kya baat mardon se koi ghalti hui kya ? ,,kisi ki ki hui ghalati ki saza sab ko kyun dere ho....
hum to aise nai hai,,?
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: February 21, 2013, 05:02:23 AM »
Reply with quote
waah waah kya baat hai Aqsh ji.kya baat mardon se koi ghalti hui kya ? ,,kisi ki ki hui ghalati ki saza sab ko kyun dere ho....
hum to aise nai hai,,?
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Kyun sahal jor ka jhatka joron se laga kya ?  Is it SO! thanks for the appreciation.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: February 21, 2013, 05:04:09 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Kyun sahal jor ka jhatka joron se laga kya ?  Is it SO! thanks for the appreciation.
apko laga na isliye shayeri bani hai..
Laughing hard Laughing hard
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: February 21, 2013, 05:07:10 AM »
Reply with quote
apko laga na isliye shayeri bani hai..
Laughing hard Laughing hard
[/quote

]Nahi nahi apni galthiyon ko accept karna seekho. Bade bade shehron mein aisi choti choti baatein hoti rehti hai.  notworthy  Giggle
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #7 on: February 21, 2013, 05:09:15 AM »
Reply with quote
apko laga na isliye shayeri bani hai..
Laughing hard Laughing hard
[/quote]Nahi nahi apni galthiyon ko accept karna seekho. Bade bade shehron mein aisi choti choti baatein hoti rehti hai.  notworthy  Giggle
ghalati hoti to accept karte ..kisi ek se nai hoti ..
thali do haath se bajti hai.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: February 21, 2013, 05:11:42 AM »
Reply with quote
ghalati hoti to accept karte ..kisi ek se nai hoti ..
thali do haath se bajti hai.
Yahan thaaliyon ki baat nahi chal rahi hai. Bas tumhari baand baj rahi hai  DOH  BangHead
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #9 on: February 21, 2013, 05:13:57 AM »
Reply with quote
Yahan thaaliyon ki baat nahi chal rahi hai. Bas tumhari baand baj rahi hai  DOH  BangHead
achha apne pehle kyun nai bataya ke aapka  band baja baaraat bhi ,
batane ka shukriya,,,aagey kaam ayega..
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 21, 2013, 05:21:29 AM »
Reply with quote
waah waah badee achhee tips hai khawaateen ke liye abkee baar election ladne kaa iraadaa hai kyaa khair  badaa zabdast kalaam bahut bahut mubaarak
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: February 21, 2013, 05:23:21 AM »
Reply with quote
waah waah badee achhee tips hai khawaateen ke liye abkee baar election ladne kaa iraadaa hai kyaa khair  badaa zabdast kalaam bahut bahut mubaarak
Thank you saini sir.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: February 21, 2013, 05:47:16 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
masssttt hai Aqsh ji... achcha lagaa padh ke
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: February 21, 2013, 05:49:23 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
masssttt hai Aqsh ji... achcha lagaa padh ke

Thank you hriday ji
Logged
khujli
Guest
«Reply #14 on: February 21, 2013, 05:54:03 AM »
Reply with quote
Guzarte hai jahan se, yaad un galiyoN ke naam rakhna
MardoN par hamesha tum, kas kar apni lagaam rakhna  Is it SO! 

Ghar meiN Ram aur gali mein Shyaam, yeh hai roop inke 
Nazar inpar har pal jama ke, tum subah shaam rakhna  Winking

DostoN meiN mashoor kar dete hai, ki kitni shakki hai
Dekho sar apne na tum koi bhi, ab aise ilzaam rakhna    icon_geek

Ghar ki murghi dal barabar, yehi rehti hai inki philosophy
Dal meiN bhi inhe haddi hi mile, aise dishes tamaam rakhna  DOH

Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna  Thumbs UP


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:10:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer