Tips for ladies....................................Aqsh

by aqsh on February 21, 2013, 04:38:55 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 3094 times)
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #45 on: February 22, 2013, 12:54:56 AM »
Reply with quote
wah wah, kya tips diye hain aapne,  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #46 on: February 22, 2013, 04:14:31 AM »
Reply with quote
wah wah, kya tips diye hain aapne,  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Applause
Thnx nand ji...
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #47 on: February 23, 2013, 12:17:03 AM »
Reply with quote
hahahaha.kya baat hai ghazal padhkar sabhi shareef ban gaye. Sabki sharafat nazar aa rahi hai.
Thnx khwaishji for appreciating me.

Kaafi achha laga ye kalaam, kya khoob mazamaat ki aapne aise mardoN ki, lekin ham jaise seedhe saade aur shareef mardoN ke liye bhi to kuch likhiye. Matlab ye kya baat hui- ShareefoN per kisi ka dhyaan hi nahiN jaata  BangHead BangHead BangHead. Aur agar aise hi ignore kiya gaya to ham bhi waisa hi ban jaaeNge, phir iski zimmedaar aap log hi hoNgi.  Crying Crying Crying  sad11 sad11 sad11
Logged
aqsh
Guest
«Reply #48 on: February 23, 2013, 12:31:46 PM »
Reply with quote
Kaafi achha laga ye kalaam, kya khoob mazamaat ki aapne aise mardoN ki, lekin ham jaise seedhe saade aur shareef mardoN ke liye bhi to kuch likhiye. Matlab ye kya baat hui- ShareefoN per kisi ka dhyaan hi nahiN jaata  BangHead BangHead BangHead. Aur agar aise hi ignore kiya gaya to ham bhi waisa hi ban jaaeNge, phir iski zimmedaar aap log hi hoNgi.  Crying Crying Crying  sad11 sad11 sad11
hahahaha  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Kya baat hai iftakhar ji. kyun nahi likhenge abhi toh soch rahi hoon ki aap logon par bhi likhoon. aap logon ki sharafat ko kaise ignore kiya ja sakta hai. Meri is ghazal ke baad to aap jaise shareefon ki sharafat bhi bolne lag gayi hai  Giggle Giggle Giggle Giggle

Thanks for reading and appreciating me.
Logged
SORAV
Guest
«Reply #49 on: February 23, 2013, 12:35:29 PM »
Reply with quote
A, B KA FATHER H, BUT B, A KA SON NAHI, IN DONO M KYA RELATION H
Logged
aqsh
Guest
«Reply #50 on: February 23, 2013, 12:42:41 PM »
Reply with quote
A, B KA FATHER H, BUT B, A KA SON NAHI, IN DONO M KYA RELATION H
Kyun janab meri ghazal ne itna confuse kar diya ki aap relation bhi bhoolne lag gaye  Laughing hard Laughing hard

Chalo mai hi samjha deti hoon A is the father and B is the daughter. so how can daughter be a son.  NaNaNa icon_geek tongue3
Logged
deepansh
Guest
«Reply #51 on: February 23, 2013, 09:09:39 PM »
Reply with quote
Old version :-
"Everything is fair in Love & War
"
&
New version :-
" Everything is war when Love is
Fair"... Usual Smile Winking
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #52 on: February 23, 2013, 10:06:18 PM »
Reply with quote
Aqsh Sahibaa Aadaab!



Deri se reply ke liye mazarrat chahte haiN.... Darasl aapki post ke
topic ko dekhkar lagaa ke aapne shayad ladies ke liye kuch baateN
likhi ho... par yahaaN jab jhaaNkar dekha toH majraa samjh meiN aaya..  icon_geek

Waise toH tamaam baateN shayad aap ladies log khoob janti hai ke kia
kia karna chahiye but par aapki yeH kalaam Ladies ke liye haiN na ki
girl ke liye aur na hi... bachelor boy's ke liye toH humare soNchne ki
baat nazar nahi aayi...  icon_geek


HaaN achchi mazahiyaa kalaam rahi hai... is kalaam ka unwaaaN sirf aur
sirf shakki aurtoN ke liye hi hona chahiye tha...  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
jo ki aik dum sahiN hota..  Giggle


Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile



Guzarte hai jahan se, yaad un galiyoN ke naam rakhna
MardoN par hamesha tum, kas kar apni lagaam rakhna  Is it SO!  

Ghar meiN Ram aur gali mein Shyaam, yeh hai roop inke  
Nazar inpar har pal jama ke, tum subah shaam rakhna  Winking

DostoN meiN mashoor kar dete hai, ki kitni shakki hai
Dekho sar apne na tum koi bhi, ab aise ilzaam rakhna    icon_geek

Ghar ki murghi daal barabar, yehi rehti hai inki philosophy
Daal meiN bhi inhe haddi hi mile, aise dishes tamaam rakhna  DOH

Ek sher tumpar hoga, par poori ki poori ghazal kisi aur par
Ho jaye yeh bas besure, aisa tum koi toh intezaam rakhna  Thumbs UP


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
deepansh
Guest
«Reply #53 on: February 25, 2013, 10:01:45 AM »
Reply with quote
Never make urself a cigrette
that people Pay to Buy u,
& crush u after u are done,
.
Make your self a DRUG,
Let them die to Get u !!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #54 on: February 25, 2013, 12:33:52 PM »
Reply with quote
Aqsh Sahibaa Aadaab!



Deri se reply ke liye mazarrat chahte haiN.... Darasl aapki post ke
topic ko dekhkar lagaa ke aapne shayad ladies ke liye kuch baateN
likhi ho... par yahaaN jab jhaaNkar dekha toH majraa samjh meiN aaya..  icon_geek

Waise toH tamaam baateN shayad aap ladies log khoob janti hai ke kia
kia karna chahiye but par aapki yeH kalaam Ladies ke liye haiN na ki
girl ke liye aur na hi... bachelor boy's ke liye toH humare soNchne ki
baat nazar nahi aayi...  icon_geek


HaaN achchi mazahiyaa kalaam rahi hai... is kalaam ka unwaaaN sirf aur
sirf shakki aurtoN ke liye hi hona chahiye tha...  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
jo ki aik dum sahiN hota..  Giggle


Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile



Yeh toh wohi baat hui na Parwaaz ji ke chor ki daadhi mein tinka. DOH Apne aap ko bachane ke raaste khoj rahe hai aap. For ur kind information main yeh post sab mardon ke liye likhi hoon. icon_geek Ismein sab shamil ho gaye teenager, adult sab ke sab. Isliye aap nahi bach sakte. Aur haan aise kaam hi mat karo na ki aurton ko aap par shak karna padhe. Laughing hard Laughing hard Laughing hard

thnx for ur appreciation
Logged
aqsh
Guest
«Reply #55 on: February 25, 2013, 12:39:02 PM »
Reply with quote
Old version :-
"Everything is fair in Love & War
"
&
New version :-
" Everything is war when Love is
Fair"... Usual Smile Winking

Never make urself a cigrette
that people Pay to Buy u,
& crush u after u are done,
.
Make your self a DRUG,
Let them die to Get u !!

Waah waah waah . Kya khoob likha hai aapne. But I know cigarette and drugs both r hazardous to health. So take care. It is easy to stop cigarette addiction.but not the drug. NaNaNa NaNaNa

Enjoy fresh juice u will be healthy. Is it SO! happy3
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #56 on: March 18, 2013, 01:27:31 PM »
Reply with quote

Kya Khoob Ladkon Ki Tareef Ki Hai Aqsh Ji
Chalo Ab Kuch Ldkiyon Ki Bhi Ho jaaye.
Waise To Main Isse Kahin Aur Post Kar Chuka Hun
Par Mujhey Lagta Hai Iski Jagah Yahin Sahi
Hai
Khair Pesh e Nazar Hai....Ahun
Ahun...hmhm



Tum Ladkiyan Bhi Yaar Ajib Se Rang Dikhati
Ho.
Dimaag Hai Nahi Aur Baatein Badi Badi Karti
Ho.

Yun To Mack Up Ke Bina Kabhi Puri Nahi
Hoti Ho
Naa Jaane Phir Kis Baat Par Tum Itna Akadti
Ho.!!!

Khuda Ki Banaayi Shakal Se Bhi Khush Nahi
Hoti
Jab Dekho Bas Chehre Pe Chehre Ko Chipkati
Ho.

Dekh Dekh Ke Ik Dusre Ko Humesa Jalti Rehti
Ho
Tareef Dusron Ki Karo To Bas Aahein Bharti
Ho

Humesha Is Tamanna Mei Rehti Ho Ki Ho
Jaye Shadi
Phir Dekho To Jhuth Muth Rone Ka Naatak
Karti Ho

Hum Dete Dete Thak Jaate Hai Itne Nakhre
Karti Ho
Kabhi Na De Paaye To Phir Humari Hi Burai
Karti Ho.!


(Shihab)[\b]
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #57 on: March 19, 2013, 03:02:01 AM »
Reply with quote
bahut khoob.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #58 on: March 24, 2013, 06:01:01 PM »
Reply with quote
Kya Khoob Ladkon Ki Tareef Ki Hai Aqsh Ji
Chalo Ab Kuch Ldkiyon Ki Bhi Ho jaaye.
Waise To Main Isse Kahin Aur Post Kar Chuka Hun
Par Mujhey Lagta Hai Iski Jagah Yahin Sahi
Hai
Khair Pesh e Nazar Hai....Ahun
Ahun...hmhm



Tum Ladkiyan Bhi Yaar Ajib Se Rang Dikhati
Ho.
Dimaag Hai Nahi Aur Baatein Badi Badi Karti
Ho.

Yun To Mack Up Ke Bina Kabhi Puri Nahi
Hoti Ho
Naa Jaane Phir Kis Baat Par Tum Itna Akadti
Ho.!!!

Khuda Ki Banaayi Shakal Se Bhi Khush Nahi
Hoti
Jab Dekho Bas Chehre Pe Chehre Ko Chipkati
Ho.

Dekh Dekh Ke Ik Dusre Ko Humesa Jalti Rehti
Ho
Tareef Dusron Ki Karo To Bas Aahein Bharti
Ho

Humesha Is Tamanna Mei Rehti Ho Ki Ho
Jaye Shadi
Phir Dekho To Jhuth Muth Rone Ka Naatak
Karti Ho

Hum Dete Dete Thak Jaate Hai Itne Nakhre
Karti Ho
Kabhi Na De Paaye To Phir Humari Hi Burai
Karti Ho.!


(Shihab)[\b]
waaah shihabji mujhe pata hai ki sach bahut kadwa hota hai. maine aapki dukhti rag par haath rakh diya. haina. hahahaha. thnx for the reply.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #59 on: March 24, 2013, 06:01:57 PM »
Reply with quote
bahut khoob.
thnx ravindera ji.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 12:10:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer