UBAALE JAATE HAIN AASHIQ YAHAAN PATEELE MEIN ................HASAN

by F.H.SIDDIQUI on March 15, 2013, 03:33:33 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3425 times)
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #15 on: March 16, 2013, 12:40:45 AM »
Reply with quote
boht khub hasan sir ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #16 on: March 16, 2013, 01:39:08 AM »
Reply with quote

Sanbhal  ke  jaana  zara  husn  ke  Qabeele  meiN  ,    icon_rr
Ubaale  jaate  hain   Aashiq  yahaaN  Pateele  meiN


Bahut khub Sahab

shad o aabaad rahiye

shihab
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #17 on: March 16, 2013, 02:09:37 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Siddiqui Sahaab Aadaab..!



Mazaa aa gayaa janab ... badi hi umdaa mazahiyaa kalaam kahi hai...
Sabhi ashaar tajurbe ki syaahi se bayaaN huye haiN toH yaqeenan hume
bhi tajurba le lena chahiye... Usual Smile


Humari dheroN dili daad O mubbarakbad qabul kijiye.. Usual Smile
Likhte rahiye .. Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile

                 
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #18 on: March 16, 2013, 03:25:50 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


wah wah wah wah,,, Hamari b daad qabool ho shairi kay iss pateelay main  Giggle









Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: March 16, 2013, 03:27:47 AM »
Reply with quote

Sanbhal  ke  jaana  zara  husn  ke  Qabeele  meiN  ,    icon_rr
Ubaale  jaate  hain   Aashiq  yahaaN  Pateele  meiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardmain to owan mein rakhti hoon

Tumhaare  Bhai , Chacha , Baap  jutt  gaye  ek  saath  ,   lurk   violent1 whip2
Padi   hai   maar   tere   pyar   ke   Waseele   meiN
iss se mohabbat aur bhi pokhti hoti hai.itna asaan nahin hai mujhe panaa. waise chot to zayada nahin lagi. abhi three times tumhara aisa hi treatment ho ga. agar phir bhi mazbooti se samna karte rahe to main tumhaari hui, Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Sahar   meiN  Chhora  jo  aaya  thha  noukri  ke  liye , headbang
Atak   ke   rah   gaya   ek  Nainwa   kateele   meiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard jaao rihaa kiya ab zaraa kaam dhaam dhoondho

Dua  bhi  de  haiN , HaseenoN  ke  haath  bhi  choomeiN  , occasion5
Hunar   ajeeb   haiN   Aamil   MiyaaN   rangeele   meiN
apna naam kab se badul liya janaab ne aur iss tarah ke kaam mein masroof kab se ho gaye. acha ji isiliye ghar dair se aate ho aur subaah saver hi nikal padte ho.... aao aaj ghar mein to khabar leti hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Jo  kar  li  pyaar  ki  Zidd  , apni  bhi  naheeN  sunta  , love5
Yahi   hai   eik   buraai  ,  ' Hasan '   hateele   meiN


ye to salmaan khaan ke dailoge jaisa hai.kisi film mein isi tarah ke dialogue maare the janaab ne...  icon_flower icon_flower icon_flower

waaqi mein fazal sahab aap khushdil insaan hain..........!
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #20 on: March 16, 2013, 09:54:23 AM »
Reply with quote
hsan ji bada hi maza aa gayaa padne men  Applause Applause Applause Applause Applause
kitna na maza aaya hoga aapko lihne men

HASEENAYEN KITNA BHI UBALEN PATEELE MEN
MAZA PHIR BHI ASHIKON KO ATAA HAI UBLNE MEN
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: March 16, 2013, 11:52:46 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI SIR......PADKAR MAJA AA GAYA......

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
PAWAN  JI ,  BAHUT  BAHUT  SHUKRIYA . KHUSH  RAHYE . HASAN
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #22 on: March 16, 2013, 03:15:52 PM »
Reply with quote
Hahaha kya bat hai Hasan  sahab

Bade gehre aur  makool khyalat kahe aapne
Bhai hum to apne experience se jante  bolte  h ye bat sahi hai
bhut shukriya sarfira ji.mere tajrube ki taaeed karne ke liye bhi shukriya.hasan
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: March 16, 2013, 04:55:20 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))kya qafia hai hasan sahab

aap bhi hasan hateele ho gaye Laughing hard Laughing hard
thanks, adil saheb . alag tarah ke qafiyon mein
likhne mein  mujhe  bahut maza  aata hai.aap ne
hausla diya , shukriya.Hasan
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: March 16, 2013, 09:33:18 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
thanks,anmol ji.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: March 16, 2013, 10:10:11 PM »
Reply with quote
bahut khooob.....wah wah kya bat hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
thanks,biswajit ji.
Logged
suman59
Guest
«Reply #26 on: March 16, 2013, 10:54:01 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
wah
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: March 17, 2013, 01:24:41 AM »
Reply with quote
thanks bisawajit ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: March 17, 2013, 01:29:09 AM »
Reply with quote
hazl meN likhna main humesha se sabse mushkil maanta huN, bahut umda saaheb, aur meri taraf se ek rau qubool farmaaiye...
aap sahi kahte hain.hazal mein likhna waqai mushkil hota hai.Decency barqarar rakhte hue mazaah paida karna bahut mushkil hota hai.phir bhi koshish karta hoon . kahan tak kamyab hoon nahi kah sakta. hausla safzai ke liye bahut shukriya aur duaaein.Hasan
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: March 17, 2013, 12:41:09 PM »
Reply with quote
bahut achhe
nandbahu ji  ,  shukriya   . khush rahye.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:41:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer