mohsin akhter
Guest
|
bahut jor se ud rahe the galib bahut uncha ud rahe the galib bahut tej udh rahe the galib fir kya hua galib hawa ruk gai gir gaye galib
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 29, 2006, 02:15:40 PM » |
|
:lol: :lol: :lol: :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 29, 2006, 06:43:10 PM » |
|
ha ha ha .....all
phir shooru hua hai Galib miyan ka khel Dekhon abb kahan tak chalti hai ye post ke rail ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #3 on: March 29, 2006, 06:45:07 PM » |
|
hawa ruki thi to gir pade the galib moo mein paan daba ke phir chal pade the galib hawa tham tham ke chalti rahi aur aaj tak ghar nahi pahuche galib
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #4 on: March 29, 2006, 09:37:08 PM » |
|
Galib miyan ka kya haal kar diya kalyuz main tamashes-e-bawaal kar diya Aa jayenge woh utth ke apni kabr se doston gur yun hi iss thread ko poston se malamaal kar diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 29, 2006, 09:41:33 PM » |
|
sab log un par sher likh rahe hain unko hawa mein uda kar gira rahe hain jaise jaise e thread badh rahi hai galib sahab kabr mein tadap rahe hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #6 on: March 29, 2006, 09:50:17 PM » |
|
galib sahab kabr mein tadap rahe hain galib sahab kabr mein tadap rahe hain
Aur hum yahan post pe post kar rahen hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #7 on: March 29, 2006, 09:51:45 PM » |
|
hamari post se gaalib ki aatma tadapti hai kabr se bahar nikalne ko bilakhti hai sochte honge ki main kya mast shayari karta tha ye funny section mein kyon pakau shayari hoti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #8 on: March 29, 2006, 10:05:22 PM » |
|
Shayari to yahan bhi hoti hai acchi Jaise bengal ki ho koi macchi aaye jayen agar galib bhi yahan Woh bhi kehenge baat hai ye succhi ... :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 29, 2006, 10:11:46 PM » |
|
gaalib sahab bhi sab padh ke andaz badal dein majal hai jo wo yahan aayein aur kuchh likhe bagair hi chal dein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #10 on: March 30, 2006, 09:52:11 AM » |
|
bahut khoob
phir aaoonga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #11 on: March 30, 2006, 11:33:59 AM » |
|
jis baat se tum darte ho wo baat maine ki hi nahi kese batao galib ko tasalli maine di hi nahi phir kyon bahke ho tum sathi jab tumne kuch pi hi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #12 on: March 30, 2006, 06:14:33 PM » |
|
behekne ke liye peene ki kya zarurat jeene ke liye saathi ki kya zarurat sabhi to hai yahan mehfil shuru karo shama jalane ke liye galib ki kya zarurat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #13 on: March 31, 2006, 04:05:58 AM » |
|
hawa ruki thi to gir pade the galib moo mein paan daba ke phir chal pade the galib hawa tham tham ke chalti rahi aur aaj tak ghar nahi pahuche galib bahut achche mere dost keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #14 on: March 31, 2006, 01:18:32 PM » |
|
hawao ka jor chala to patte bhikar gaye raste se gujra to galib mil gaye woh humse kuch naraj se nazar aye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|