Uff kitni yeh mehngayi hai

by sufyan on August 28, 2006, 05:22:11 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4137 times)
sufyan
Guest
Reply with quote
Kis tarah bataun kis mod se guzarta hun
 har mod pe  kamar tod deti yeh mehngayi hai
 jitni payment milti nahin humko
 us se kai zyada ka bill banwayi hai,
 Uff kitni yeh mehngayi hai
 kaise hum is sarkar ko apna hamdard mane
 isne to Iodex ke prize bhi badhai hai
 ab to zehar bhi nahin pee sakenge hum
 uspe bhi isne vat tax lagwayi hai
 Uff kitni yeh mehngayi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humne kitni koshish ki by muneeb in Shayri-E-Dard
Koi Shingaar Nahin, Phir Bhi Kitni Sundar by Devdas_online in Shayari -e- Husn
Koi shingaar nahin, phir bhi kitni pyari by captainyr in Shayri for Khumar -e- Ishq
kitni majbooryan by aftab alam in Shayri for Dard -e- Judai
kitni chahat kitni khumari hai by pawan16 in Shayri for Khumar -e- Ishq
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 29, 2006, 01:55:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "sufyan"
Kis tarah bataun kis mod se guzarta hun
 har mod pe  kamar tod deti yeh mehngayi hai
 jitni payment milti nahin humko
 us se kai zyada ka bill banwayi hai,
 Uff kitni yeh mehngayi hai
 kaise hum is sarkar ko apna hamdard mane
 isne to Iodex ke prize bhi badhai hai
 ab to zehar bhi nahin pee sakenge hum
 uspe bhi isne vat tax lagwayi hai
 Uff kitni yeh mehngayi hai



ek taraf biwi ki farmaish dusri taraf  ye mehngayi hai,
kahan jaau samajh mein nhi aata ek tarf kua doosre taraf khai hai.
kapade to dhang ke kareed nhi sakte,aur patloon bhi fatne ko aayi hai.
kis se karu bayan aapne dukhon ka iski to kahi hoti nhi sunwayi hai.

aalu pyaaj ke daam sone ki tarah hai.
hum bhi fakir hone ki tarah hai.
bazar ki maar kuch is tarah lagi hai,
muh bhi humara rone ki tarah hai.
isiliye hotel ki mehfilon se ki humne bewafaii hai,
jiney nhi degi kasam se uff! kya mehngai hai.
Logged
sweet_raabii
Guest
«Reply #2 on: August 29, 2006, 02:31:13 PM »
Reply with quote

good reply Bhondo,

martaba pechanu mere dosto
yeh bhi apne ayhed ka funkaar hai
muolk ka sarmaya kehte hai inhe
aur payi payi ka yeh mohtaaj hai..... glasses2
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #3 on: August 29, 2006, 02:45:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "sweet_raabii"

good reply Bhondo,

martaba pechanu mere dosto
yeh bhi apne ayhed ka funkaar hai
muolk ka sarmaya kehte hai inhe
aur payi payi ka yeh mohtaaj hai..... glasses2


thankz rabbi ji.

menhgai ke dwara aaj ye andaaj ho gaye,
log payi payi ko mohtaaj ho gaye.
pyaar sabhi bhool gaye hai paiso ki tanashai hai,
mujhe bachao issay se kaise menhgaai hai.
Logged
sufyan
Guest
«Reply #4 on: August 29, 2006, 03:17:33 PM »
Reply with quote
Thanx bhondu n rabbi ji
Yeh halat to humari pehle se hi hai
karzon ke kab huyi bharpai hai
uff kitni yeh mehngayi hai
jab paida hota hai ghar koi bachha
kabar mein jaane tak use yeh saza paani hai
mar mar ke jeena or gulamon si unki kahaani hai
uff kitni yeh mehngayi hai
kaise kare koi baap shaadi apne bachhon ki
use to yeh karz poori zindagi chukaani hai
uff kitni yeh  mehngaayi hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 29, 2006, 03:58:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "sufyan"
Thanx bhondu n rabbi ji

Yeh halat to humari pehle se hi hai
karzon ke kab huyi bharpai hai
uff kitni yeh mehngayi hai
jab paida hota hai ghar koi bachha
kabar mein jaane tak use yeh saza paani hai
mar mar ke jeena or gulamon si unki kahaani hai
uff kitni yeh mehngayi hai
kaise kare koi baap shaadi apne bachhon ki
use to yeh karz poori zindagi chukaani hai
uff kitni yeh  mehngaayi hai


ab to pure pariwaar ke liye ek hi sajai hai,
aur.. upar se ye bedard sardi aayi hai.
pyaar ke milte hai her ek pal muskil se
dekhe to hamare riste mein bhi aayi menhgaayi hai.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #6 on: August 30, 2006, 12:23:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "sufyan"
Kis tarah bataun kis mod se guzarta hun
 har mod pe  kamar tod deti yeh mehngayi hai
 jitni payment milti nahin humko
 us se kai zyada ka bill banwayi hai,
 Uff kitni yeh mehngayi hai
 kaise hum is sarkar ko apna hamdard mane
 isne to Iodex ke prize bhi badhai hai
 ab to zehar bhi nahin pee sakenge hum
 uspe bhi isne vat tax lagwayi hai
 Uff kitni yeh mehngayi hai


bahut khoob sufi .. n all

mehngayi se kyun abhi daar gaye,
aage jaa ke kitne kharche hai tume utane :wink: :-P
Logged
sufyan
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2006, 06:29:49 PM »
Reply with quote
thanx salma,bhondun rabbi

mein nahin dil ghabrata hai is mehngayi se
har waqt ek naya bill aajata hai
kis tarah aadmi bache in jhamelon se
mehangyi mein woh roz phansa jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 31, 2006, 03:59:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "sufyan"
thanx salma,bhondun rabbi

mein nahin dil ghabrata hai is mehngayi se
har waqt ek naya bill aajata hai
kis tarah aadmi bache in jhamelon se
mehangyi mein woh roz phansa jaata hai


kabhi menhgai humare sar phorti hai,
kabhi ye huari kamar todti hai,
isko paalte paalte hum ban gaye fakir,
ye aapne badan humari sehat jorti hai.
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #9 on: September 09, 2006, 11:12:44 AM »
Reply with quote
bahut ache sufi n all
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 09, 2006, 04:15:10 PM »
Reply with quote
samnoj bhaiya aapne is menhgaai ke bare mein aapne vichar nhi diye.
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #11 on: September 11, 2006, 12:35:59 PM »
Reply with quote
jitne vichaar the wo sab achar khane gaye hai
Logged
ambar
Guest
«Reply #12 on: September 12, 2006, 07:27:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
jitne vichaar the wo sab achar khane gaye hai

hein?? yeh yahan kya ho raha hai, zarra humein bhi to chance dein mehfil sajane ka  :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: September 12, 2006, 07:44:01 AM »
Reply with quote
mehfil  sajaongi  ya  usko  ujaadogi  tongue3
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 12, 2006, 03:54:48 PM »
Reply with quote
ye mera sar khane aayi hai,
phir se mehfil ujarne aayi hai.
bimari iski aabhi bhi asar mein hai.
iske pagalpan ke charche her sahar mein hai..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:15:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer