Umar 55 Ki. DIl Bachpan Ka...(Shihab)

by HUM_DUM on November 02, 2013, 07:12:54 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2417 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
Reply with quote
Hum Kuch Dost Subah Gym Se Pahle
Aksar Park Mein 10 Mint Ke Liye Jaate
Hain Wahan Kuch Aise Rangeen Hazraaat
Milte Hain Ki Kya Kahun. Hum umar Ko Chhorh
Woh Apni Beti Aur Poti Ki Age Ki Ladkiyon Se
Line Maarte Hain.Dekhkar Hairaani Bhi Hoti hai
Aur Hansi Bhi Aati Hai. Bas Ussiko Lekar Kuch
Likh Raha Hun Umeed Karta hun koi Isse Dil Pe
Na Le Bas Mazak Samajhkar Hi Parhe Shukaria



               Raat - Raat  Bhar  Jaagta Hai
               Pal-Pal Ko Yeh  Khansta Hai.

               Aa  Gayi  Nazidk. Expiry Date
               Dawaiyon Pe Deen Kat.ta Hai.

               Fuul Jaati Hain Aksar Sansein
               Do Qadam Pe  Hi Haanfta Hai

               Nahi Jaan  Haddiyon  Men To
               Aur Dekho Phir B Bhaagta Hai.

               Ho  Gayi  Nazar  Kamzor . To
               Pehan  Chashma Jhankta Hai

               Aankhein Hain  X - Ray Jaise !
               Saraapa Yeh . Jhaanch.ta Hai

               Kar Rahi Jhuriyan Haal Bayan
               Laga Ke Color. Ye Nachta Hai


                               ~Shihab~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik Umar by kamal sehmi in Devotional poetry in Punjabi
bachpan ke din (yaden bachpan ki) by Rahi2001 in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Umar by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
choti c umar by prashant622 in Shayri for Dard -e- Judai
Meri umar by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Saman Firdaus
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2013, 07:16:56 PM »
Reply with quote
Heheheeheheheheehehehe....

Veryyy nicee Creation...
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 02, 2013, 09:27:38 PM »
Reply with quote
waah waah ek rau se daad
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: November 02, 2013, 09:30:41 PM »
Reply with quote
Hum Kuch Dost Subah Gym Se Pale
Aksar Park Mein 10 Mint Ke Liye Jate
Hain Wahan Kuch Aise Rangeen Hazrat
Milte Hain Ki Kya Kahun.Hum umra Ko Chhorh
Woh Apni Beti Aur Poti Ki Age Ki Ladkiyon Se
Line Maarte Hain.Dekhakr Hairani Bhi Hoti hai
Aur Hansi Bhi Aati Hai.Bas Ussiko Lekar Kuch
Likh Raha Hun Umeed Karta hun koi Isse Dil Pe
Na Le Bas Mazak Samajhkar Hi Parhe Shukaria



               Raat - Raat  Bhar  Jaagta Hai
               Pal-Pal Ko Yeh  Khansta Hai.

               Aa  Gayi  Nazidk. Expiry Date
               Dawaiyon Pe Deen Kat.ta Hai.

               Fuul Jaati Hain Aksar Sansein
               Do Qadam Pe  Hi Haanfta Hai

               Nahi Jaan  Haddiyon  Men To
               Aur Dekho Phir B Bhaagta Hai.

               Ho  Gayi  Nazar  Kamzor . To
               Pehan  Chashma Jhankta Hai

               Aankhein Hain  X - Ray Jaise !
               Saraapa Yeh . Jhaanch.ta Hai

               Kar Rahi Jhuriyan Haal Bayan
               Laga Ke Color. Ye Nachta Hai


                               ~Shihab~




 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))BOSS!!!!!!!!!!!!!!!! MAINE DIL PE LE LEE AAPKEE BAAT .YE ALAG BAAT HAIN MAIN 55 SE 10 SAAL KAMM HOON PER DIL SE BADAA THHARKEE HOON.

  MEREE GHALTEE NAHIN HAI KAMBAKHT DIL HAI KEE MAANTA NAHIN.
  DIL AASHNA HAI.
  DIL DE KE DEKHO
  DIL DIYA DARD LIYA
  DIL WALEE DULHANIYA LE JAYE GEY.
  DIL TO PAAGAL HAI.
  DIL
  DILJALE.
  DIL TERA DIWAANA.

HAAL HEE MEIN INN SAAREE FILMO.N ME.N ISS  'DIL' KEE NAUTANKEE DEKHEE HAI PHIR MERA DIL BHEE KARTAB DIKHANA SHUROO KAR DIYA
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: November 03, 2013, 01:05:57 AM »
Reply with quote
  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: November 03, 2013, 04:00:49 AM »
Reply with quote
Hum Kuch Dost Subah Gym Se Pale
Aksar Park Mein 10 Mint Ke Liye Jate
Hain Wahan Kuch Aise Rangeen Hazrat
Milte Hain Ki Kya Kahun.Hum umra Ko Chhorh
Woh Apni Beti Aur Poti Ki Age Ki Ladkiyon Se
Line Maarte Hain.Dekhakr Hairani Bhi Hoti hai
Aur Hansi Bhi Aati Hai.Bas Ussiko Lekar Kuch
Likh Raha Hun Umeed Karta hun koi Isse Dil Pe
Na Le Bas Mazak Samajhkar Hi Parhe Shukaria
 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3


               Raat - Raat  Bhar  Jaagta Hai
               Pal-Pal Ko Yeh  Khansta Hai.
 
               Aa  Gayi  Nazidk. Expiry Date
               Dawaiyon Pe Deen Kat.ta Hai.

               Fuul Jaati Hain Aksar Sansein
               Do Qadam Pe  Hi Haanfta Hai

               Nahi Jaan  Haddiyon  Men To
               Aur Dekho Phir B Bhaagta Hai.

               Ho  Gayi  Nazar  Kamzor . To
               Pehan  Chashma Jhankta Hai

               Aankhein Hain  X - Ray Jaise !
               Saraapa Yeh . Jhaanch.ta Hai

               Kar Rahi Jhuriyan Haal Bayan
               Laga Ke Color. Ye Nachta Hai


                               ~Shihab~



 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardtauba tauba yehi sab karo aur koi kaam nahin tumhein Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 03, 2013, 11:18:04 AM »
Reply with quote
Heheheeheheheheehehehe....

Veryyy nicee Creation...

Bahut Shukaria Saman Sis Waqt Dene Aur Hausla Afzaii Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #7 on: November 03, 2013, 11:54:18 AM »
Reply with quote
Bahut Shukaria Saman Sis Waqt Dene Aur Hausla Afzaii Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Ur most welcome... Usual Smile
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 03, 2013, 12:00:05 PM »
Reply with quote
happy3


Khush Rahiye Thumbs UP
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #9 on: November 03, 2013, 01:27:19 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard. Laughing hard

Ek dum Sahi Aise Namunon aksar dekhne ko milte hain
good job friend Clapping Smiley
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: November 03, 2013, 01:29:22 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob.
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: November 03, 2013, 01:56:03 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

bahut khoob likha hai aapne shihab jee tongue3 tongue3
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #12 on: November 03, 2013, 02:47:31 PM »
Reply with quote
Hahahahahaha

Aap ki ghazal par .....  laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4

Aur jin hazraat par kahi hai ....  BangHead BangHead BangHead BangHead BangHead

Dheron daad Shihab ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 03, 2013, 04:07:50 PM »
Reply with quote
waah waah ek rau se daad

Aapki Dad Sar Aankhon Par Sahab
Aur Wise Rau Mere Liye Koi Maayne
Nahi Rakhti Par Aapne Di Hai To Ye
Mere Liye Kisi Inaam Se Kam Nahi Hai
Bahut Shukaria Sahab Himmat Afzaai
Aur Waqt Dene Ke Liye...


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 03, 2013, 09:57:03 PM »
Reply with quote



 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))BOSS!!!!!!!!!!!!!!!! MAINE DIL PE LE LEE AAPKEE BAAT .YE ALAG BAAT HAIN MAIN 55 SE 10 SAAL KAMM HOON PER DIL SE BADAA THHARKEE HOON.

  MEREE GHALTEE NAHIN HAI KAMBAKHT DIL HAI KEE MAANTA NAHIN.
  DIL AASHNA HAI.
  DIL DE KE DEKHO
  DIL DIYA DARD LIYA
  DIL WALEE DULHANIYA LE JAYE GEY.
  DIL TO PAAGAL HAI.
  DIL
  DILJALE.
  DIL TERA DIWAANA.

HAAL HEE MEIN INN SAAREE FILMO.N ME.N ISS  'DIL' KEE NAUTANKEE DEKHEE HAI PHIR MERA DIL BHEE KARTAB DIKHANA SHUROO KAR DIYA


Bahut Shukaria Sahab Is Qadar Maze Lekar Parhne
Aur Apna Qeemti Waqt Dene Ke Liye...


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 04:07:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer