|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #91 on: January 23, 2010, 12:14:41 PM » |
|
BAHUT KHOOB RISHI JI logo ki khasiyat ko dekhkar hum vada lete nahi jo dil se de wahi sahi nahi toh hum zabardasti kisi se karte nahi ............*RISHI* JI....... *******************************MUSKAN**************************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #92 on: January 23, 2010, 12:31:04 PM » |
|
Bahut Sahi Kaha Aapne Muskaan Ji Kuch Koshis Ki Hai Galti HO To Jarrur Batana
Khashiyat Her Kisi Ke Chehre Pe Likhi Nahi Hoti Her Masoom Chehre Ki Niyat Aur Shirat Thik Nahi Hoti Chupa Hota Hai Raz Unke Banawat Ke Chehre Ke Piche Kyuki Her Kisi Ki Ada Itni Massoom Nahi Hoti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #93 on: January 23, 2010, 12:43:17 PM » |
|
BAHUT KHOOB "RISHI" JI Masoomiyat toh har kisi chahere pe hoti hai banawat toh log banate hai warna khasiyat janne ke liye sirf chahere ki zaroorat nahi hoti chupi hai khasiyat magar janne wale chahre se samjhte nahi........... **************************************MUSKAN*****************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #94 on: January 23, 2010, 01:01:38 PM » |
|
Bahut Sahi Kaha Aapne Muskaan Ji And Thnx Kash Bro And Nice line
Kisi Ne Sahi Kaha Hai
Sacchai Chup Nahi Sakti Banawat Ke Wasoolo Se AUr Khushbu Aa Nahi Sakti Kagaz Ke Phoolo Se [NM]
Kuch Aisey Haadse Bhi Zindagi Mein Hotey Hain Ki Insaan Bach To Jata Hai Magar Zinda Nahi Rehta!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #95 on: January 23, 2010, 01:02:40 PM » |
|
SAHI KAHA AAP NE "KASH" JI UNLOGO KI YAADEIN HI TOH SATH RAHETI HAI HUMARE DOSTON KI YAADEIN HUME HI KHICH LATI HAI....... ******************************MUSKAN****************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #96 on: January 23, 2010, 06:19:49 PM » |
|
kal jo tha is gulistan ka baagbaan ab nahi wo hai humaare darmiyan
yad badli ban ke dil pe cha gayi teri hi tasweer hai dil me nihaan
wo bahaare, wo hawa, aur wo fiza ho gaye rukhsat, rahi ab to khiza
herr dar-w-deewaar ab to khamosh hai ghum se ghumgeen hai humara karwan
jab talak tu saath tha khush tha sama tujh sa phir koi mila na rahnuma
de rahe hai hum mil ke tujh ko sada sun humaari ghum me dubi daastan
rah se bhatke na koi hum me se ban ke rahna tu sada hi paasbaan
phir se aa jae jo is gulshan me tu chaye wo bad-e-saba phir se yahan
dil ke armaan kar rahe sijda yahi tere lahraata rahe parcham yaha
Wah wah samnoj kya hi khoob ghazal likhi hai un logon ki yaad mein. Dua hai ke wo sab phir se Yo mein laut aayen aur iski ronaq badhayen. Laut bhi aao hamaare saathiyon Dard apna tumse karna hai bayan Kya hamaari yaad bhi aati nahin Chhod ke humko gaye ho tum kahan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #97 on: January 27, 2010, 06:29:01 AM » |
|
sorry muskaan ji
hum aapka dil dukhana nahi chahte the
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #98 on: April 21, 2010, 10:15:54 AM » |
|
missing nishi, mateen n salma sufi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #99 on: April 21, 2010, 10:16:20 AM » |
|
missing waheed ki bak bak
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #100 on: April 21, 2010, 12:01:15 PM » |
|
missing Talat se mukkalaat
Salma ke sms ki baat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #101 on: December 06, 2010, 08:57:08 AM » |
|
Missing waheed ki hasi talat ka andaaz nishita ke mukkey sam ka chhupa raaz omelette ki dukaan usmein ande mutter aur pyaaz.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 9 hours and 8 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #102 on: December 06, 2010, 11:28:07 AM » |
|
sanya ...kaha ho yaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #103 on: December 07, 2010, 06:15:55 AM » |
|
Idhar hi.. jab bhi time milta hai ajaungi :]
Jis tasveer se hum ek dafa darte the sam tumhare us khoonkhar siggi ko miss karte hain. =P
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #104 on: December 08, 2010, 08:03:31 AM » |
|
Meri padoshan na jaane kab aati hai aur kab chali jaati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|