Uski maa ki aankh bhar aati hai

by @Kaash on July 19, 2013, 03:32:08 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1522 times)
@Kaash
Guest
Reply with quote
Uski maa ki aankh bhar aati hai
jab jab gf ladke se usi ke ghar me chori karwaaati hai

chori karne par bhi chori nahi maani nateejtan police le gayi
thaane me jab bana chabootra tab bechare ko maa yaad aati hai

haay amma haay bappa kahke chori nahi karne ie kasam hai khaata
lekin abki baar daaru ke chakkar me chain snetching kar baitha

maa ki aankh phir bhar aati hai,wo use thaane se chhuda ke leke aati hai
gf se raakhi bandhwaati aur nasha mukti kendra me bharti karwaati hai

wahan bhi ladke ki neeyat aur gul khilaati hai
abki wahan ki nurse use bahut bhaati hai

chhedte hi nurse shor machaati hai
aur ladke ko zordaaar thappad jamaati hai

abki phir maa bulaayi jaati hai
aur phir se uski aankh bhar aati hai

ladke ko wo sanskaaron ka hawaala deti hai
tu hi ek jawaan nahi hua ye bataati hai

ladka phir se chaal deta hai kisi kaam dhandhe ki talaash me
tabhi use ek chaklaghar dikh jaata hai madhushaala ki aad me

karke nain-matakka use ek veshyaa apne paas bulaati hai
chhaati se lagake wo use apnepan ka kuch ehsaaas dilaati hai

fisalna to chahta hi tha phir se fisal pada lallu
chala phir se chori karke dene use dher saara paisa ullu

phir pakda gaya phir dande thaane me padne lage
phir se uske munh se haay amma haay bappa shabd nikalne lage

bole thaanedaar abe teri maa ki aankh bhaar aati hai tu nahi paseejta
bola ladka sahab main aadat se majboor hun sasura ye dil hi nahi maanta




ufff! O My God!

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jaate Hi Maikhane Me Meri Aankh Hai Bhar Aati..By SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
Dil roya hai aankh bhar aayi hai(kishan) by kishan8888 in Shayri for Dard -e- Judai
Pani aankh mein Bhar ke by jazbaat in Share: Poetry of Pain
Aur Aankh Bhar Aaii .....Ram Saraswat by Ram Saraswat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aankh Bhar Aayi,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: July 19, 2013, 03:43:16 AM »
Reply with quote
Uski maa ki aankh bhar aati hai
jab jab gf ladke se usi ke ghar me chori karwaaati hai

chori karne par bhi chori nahi maani nateejtan police le gayi
thaane me jab bana chabootra tab bechare ko maa yaad aati hai

haay amma haay bappa kahke chori nahi karne ie kasam hai khaata
lekin abki baar daaru ke chakkar me chain snetching kar baitha

maa ki aankh phir bhar aati hai,wo use thaane se chhuda ke leke aati hai
gf se raakhi bandhwaati aur nasha mukti kendra me bharti karwaati hai

wahan bhi ladke ki neeyat aur gul khilaati hai
abki wahan ki nurse use bahut bhaati hai

chhedte hi nurse shor machaati hai
aur ladke ko zordaaar thappad jamaati hai

abki phir maa bulaayi jaati hai
aur phir se uski aankh bhar aati hai

ladke ko wo sanskaaron ka hawaala deti hai
tu hi ek jawaan nahi hua ye bataati hai

ladka phir se chaal deta hai kisi kaam dhandhe ki talaash me
tabhi use ek chaklaghar dikh jaata hai madhushaala ki aad me

karke nain-matakka use ek veshyaa apne paas bulaati hai
chhaati se lagake wo use apnepan ka kuch ehsaaas dilaati hai

fisalna to chahta hi tha phir se fisal pada lallu
chala phir se chori karke dene use dher saara paisa ullu

phir pakda gaya phir dande thaane me padne lage
phir se uske munh se haay amma haay bappa shabd nikalne lage

bole thaanedaar abe teri maa ki aankh bhaar aati hai tu nahi paseejta
bola ladka sahab main aadat se majboor hun sasura ye dil hi nahi maanta




ufff! O My God!

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Bahut Khoob @Kash Jee.
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #2 on: July 19, 2013, 03:47:51 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob @Kash Jee.

Shukriya!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: July 19, 2013, 03:59:45 AM »
Reply with quote
Shukriya!
Ur Welcome.
Logged
KavitaKavita
Guest
«Reply #4 on: July 19, 2013, 04:07:38 AM »
Reply with quote
great one
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: July 19, 2013, 08:57:16 AM »
Reply with quote
bahut khoob kashji Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard icon_flower
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: July 19, 2013, 12:14:28 PM »
Reply with quote
aah aah waah waah
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: July 19, 2013, 01:48:18 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
friendyz
Guest
«Reply #8 on: August 05, 2013, 10:02:28 AM »
Reply with quote
hahahaha....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:03:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer