Woh Pehli Baar...

by ishaan on May 23, 2005, 07:25:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1779 times)
ishaan
Guest
Reply with quote
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Ladai jhagde karte Jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana :cry:  
Teri aankhon mein jahannum dekh ke chala, Teri zulfo ki chauv mein ghabrake chala
Tere naino mein pain, tere lab pe gali Tujhko hee main musibat bana ke chala

Udti makkhiyon mein dhundhu bas tere disha
Main na jaanu hai aakhir yeh kya karva
Tujhe dekhu to aaye lab pe tauba
Khuda na kare ho kabhi najdikiyan
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile ladai jhagde karte Jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana

Hogaya hun mai pagal chutkare ke liye
Tere bin dil bechara anand se jeeye
Maine khoye hai chain meri atma ho gaye dukhi
Tu banni jaane jaana meri badnaseebi.

Take it lightly especially sabreena ji...waise bhi aapne hame kho hi diya hai ...lekin hum aapko dusra chance dena chahte hai....kyuki yeh ishaan ki shaan hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aisa Pehli Baar Hua Hai... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jab pehli baar mile the hum.... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
dekha use jo pehli baar by shan2loves_u in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
PEHLI NAZAR KI PEHLI SHRARAT by ANSHU KANPURIA in Shayri for Khumar -e- Ishq
PEHLI PEHLI BAARISH KI....cara by cara in Shayri for Khumar -e- Ishq
tushar_4u_im
Guest
«Reply #1 on: May 24, 2005, 04:54:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "ishaan"
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Ladai jhagde karte Jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana :cry:  
Teri aankhon mein jahannum dekh ke chala, Teri zulfo ki chauv mein ghabrake chala
Tere naino mein pain, tere lab pe gali Tujhko hee main musibat bana ke chala

Udti makkhiyon mein dhundhu bas tere disha
Main na jaanu hai aakhir yeh kya karva
Tujhe dekhu to aaye lab pe tauba
Khuda na kare ho kabhi najdikiyan
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile ladai jhagde karte Jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana

wah likha hai ek dum too copy,..

jise bana di gai ho c.d ki flopy,...
Hogaya hun mai pagal chutkare ke liye
Tere bin dil bechara anand se jeeye
Maine khoye hai chain meri atma ho gaye dukhi
Tu banni jaane jaana meri badnaseebi.
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile ladai jhagde karte Jab ham chale
Hogaya yeh dil deewana, hota hai pyar kya kisne jaana :cry:
Teri aankhon mein jahannum dekh ke chala, Teri zulfo ki chauv mein ghabrake chala
Tere naino mein pain, tere lab pe gali Tujhko hee main musibat bana ke chala

Take it lightly especially sabreena ji...waise bhi aapne hame kho hi diya hai ...lekin hum aapko dusra chance dena chahte hai....kyuki yeh ishaan ki shaan hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:52:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer