yeh baat samjh mai aye nahin

by ~*heartbreaker*~ on December 08, 2004, 07:49:02 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1201 times)
~*heartbreaker*~
Guest
Reply with quote
yeh bat samjh mai ayee nahin ,aur ami neh samjhaye nahin
kaisey meethe baat keroon ?jab meethe chez koi khaye nahin

apa bhi pukatee hain hulwa ,wo akhir kiyon hulwaye nahin
bhai ki manguni ho gaye kal ,kiyon kal hi dulhan mungwaye nahin
yeh baat samjh mai aye nahin

nani keh pati jab nana hain , dadi keh pati dada hain
tab teacher se maineh pucha ,baji keh pati kya baja hain ?
wo hans ker yoon kehney lagen ,ey bhai nahin yoon bhai nahin
yeh baat samjh mai ayen nahin

jab naya mahina ata hai ,bijli ka bill a jata hai
jabkeh badil bechara yeh bijli free mai lutata hai
phir humneh apney ghur yeh bijli badel se lugwaye nahin ?
yeh baat samjh main ayee nahin

ager bili shair ki khala hai ,phir humneh usey kiyon pala hjai
kya shair buhat nalayek hai aur khala koh mar nikala hai ?
ya jungle keh raja keh yahn ,kya milti dodh mlaye nahin ?
yeh baat samjh mai ayee nahin

kiyon lambey baal hin bhalo keh  kiyon is ki tind keraye nahin ?
kya wo bhi gunda bucha hai ya is keh abo aur bhai nahin ?
ya yeh is ka hairstyle hai ?ya jangle mai koi naye nahin ?
yeh baat smjh mai aye nahin aur ammi neh samjhaye nahin

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har baat ka matlab inkaar nahin hota, by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
............KOI BAAT NAHIN by Raj_tanha in Shayri-E-Dard
- Haq Jatana Achi Baat Nahin - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Koi baat nahin by popat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
YE DUNYA HAI ISE SAMJH KE BHI INSAAN KAHAN SAMJH PATA HAI... by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
~*heartbreaker*~
Guest
«Reply #1 on: December 08, 2004, 08:01:50 PM »
Reply with quote
larki:
kitni jaldi yeh bhool jaatay haiN
laRko ka ajeeb qissa hai  :x
zindagaani tabaah kar lena
yeh faqat girls hi ka hissa hai
 :oops:
larka:
kon hota hai tabaH kisi kay liye,
girls to khud be wafa hotai hain,  :lol:
unko bichaRnay ka gham nahi hota,
dusra na milnay kay gham me roteih hain... :wink: .
[/b]
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2009, 09:24:56 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob HB ji,wonderful creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:55:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer