zehreeli gas.....soudagar

by soudagar on October 06, 2013, 09:04:24 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2469 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
chhod kar mehfil mein hawa kisne apna sar sharm se jhukaya
sach btaa do doston kaun hai jo mooli ke pranthe khakar aaya

khidkiyan khol do darwaje khol do dum ghutne lga hai mehfil mein
lagta hai aise jaise parantho.n ko lhsun ki chatni ke sang khaya

sabhi ladies se nivedan hai apna dupatta fad zra ashwani ko de dein
mehfil jaldi pahunchne ke chakkar mein yeh rumal ghar bhul aaya

gulab si saji khubsurat mehfil mein kanton sa yeh kaam kiya hai kisne
sunani thi jisne koi gazal aakar usne mehfil mein yeh dhamaka sunaya

badi khatarnak hai zehreeli gas jo faili hai mehfil ki aab-o hawa mein
isliye bujurgo.n aur bimaro.n ko pehle hai mehfil se bahr pahunchaya

mehfil mein huye is hamle se bachne walon mein se ek tha neta bhi
usne media ko apne pass bulakar sabko ek hee baat se samjhayaa

mehfil mein jo ghata wo na to koi durghtna hai na he prakrti aapda
mehfi k is  hadse ke piche neta ne videshi taqat ko zimedar thehraya


[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAA.......................SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
MAIN EK SOUDAGAR HOON...soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
KASH YUN BHI HO.....SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq
YEH ROG KAISA HAI......SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
YEH HAI WO TIRANGA....SOUDAGAR.. by soudagar in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
nashwani
Guest
«Reply #1 on: October 06, 2013, 09:13:42 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Ha ha ha ha ha ha karan bhai kis hadse ka shikar ho gaye aap..Waise apna naam padha to main to chaunk gaya ki climax ka hero end me villan na ban jaye..
Par shukra hai hero hero hi raha aur hamesha ki tarah bas rumaal laana bhool gaya..Laughing hard Laughing hard

Newayz kamaal, dhamaal, bemisaal likha hai bhai..dhero daad..happy9
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: October 06, 2013, 09:41:26 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard BangHead BangHead BangHead BangHead
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #3 on: October 06, 2013, 09:44:34 PM »
Reply with quote
Hahahahahaha......Hahahahahaha.......Hahahahahaha ....just too funny....daad Soudagar ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: October 06, 2013, 10:41:07 PM »
Reply with quote
ajab gazabbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb......dhamakaaaa post karan
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: October 06, 2013, 11:41:39 PM »
Reply with quote
haaaaaaa haaaaaaaaaaa
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #6 on: October 06, 2013, 11:59:51 PM »
Reply with quote
chhod kar mehfil mein hawa kisne apna sar sharm se jhukaya
sach btaa do doston kaun hai jo mooli ke pranthe khakar aaya

khidkiyan khol do darwaje khol do dum ghutne lga hai mehfil mein
lagta hai aise jaise parantho.n ko lhsun ki chatni ke sang khaya

sabhi ladies se nivedan hai apna dupatta fad zra ashwani ko de dein
mehfil jaldi pahunchne ke chakkar mein yeh rumal ghar bhul aaya

gulab si saji khubsurat mehfil mein kanton sa yeh kaam kiya hai kisne
sunani thi jisne koi gazal aakar usne mehfil mein yeh dhamaka sunaya

badi khatarnak hai zehreeli gas jo faili hai mehfil ki aab-o hawa mein
isliye bujurgo.n aur bimaro.n ko pehle hai mehfil se bahr pahunchaya

mehfil mein huye is hamle se bachne walon mein se ek tha neta bhi
usne media ko apne pass bulakar sabko ek hee baat se samjhayaa

mehfil mein jo ghata wo na to koi durghtna hai na he prakrti aapda
mehfi k is  hadse ke piche neta ne videshi taqat ko zimedar thehraya


[/color]



ha ha haha ha ha ha ha ha-i am getting stomach pain ,sir-one rau one rau
Logged
soudagar
Guest
«Reply #7 on: October 07, 2013, 12:53:15 AM »
Reply with quote
sorry ashwani bhai jo aapke naam ka use kiya par  mujhe aapka naam sahi laga kyunki aap mere achhe dost hai aur aap bura nahi manenge isliye
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #8 on: October 07, 2013, 03:15:43 AM »
Reply with quote
chhod kar mehfil mein hawa kisne apna sar sharm se jhukaya
sach btaa do doston kaun hai jo mooli ke pranthe khakar aaya

khidkiyan khol do darwaje khol do dum ghutne lga hai mehfil mein
lagta hai aise jaise parantho.n ko lhsun ki chatni ke sang khaya

sabhi ladies se nivedan hai apna dupatta fad zra ashwani ko de dein
mehfil jaldi pahunchne ke chakkar mein yeh rumal ghar bhul aaya

gulab si saji khubsurat mehfil mein kanton sa yeh kaam kiya hai kisne
sunani thi jisne koi gazal aakar usne mehfil mein yeh dhamaka sunaya

Bahut hi Betree.N..!!
Soudagar Jee.
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #9 on: October 07, 2013, 08:24:25 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: October 07, 2013, 11:22:30 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard BangHead BangHead BangHead BangHead

 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: October 07, 2013, 01:21:17 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Hahahahahahahaha kya kahoon soudagar ji...hans hans kar pet mein dard ho raha hai...
Logged
khujli
Guest
«Reply #12 on: October 07, 2013, 01:36:33 PM »
Reply with quote
chhod kar mehfil mein hawa kisne apna sar sharm se jhukaya
sach btaa do doston kaun hai jo mooli ke pranthe khakar aaya
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
khidkiyan khol do darwaje khol do dum ghutne lga hai mehfil mein
lagta hai aise jaise parantho.n ko lhsun ki chatni ke sang khaya

sabhi ladies se nivedan hai apna dupatta fad zra ashwani ko de dein
mehfil jaldi pahunchne ke chakkar mein yeh rumal ghar bhul aaya

gulab si saji khubsurat mehfil mein kanton sa yeh kaam kiya hai kisne
sunani thi jisne koi gazal aakar usne mehfil mein yeh dhamaka sunaya

badi khatarnak hai zehreeli gas jo faili hai mehfil ki aab-o hawa mein
isliye bujurgo.n aur bimaro.n ko pehle hai mehfil se bahr pahunchaya

mehfil mein huye is hamle se bachne walon mein se ek tha neta bhi
usne media ko apne pass bulakar sabko ek hee baat se samjhayaa

mehfil mein jo ghata wo na to koi durghtna hai na he prakrti aapda
mehfi k is  hadse ke piche neta ne videshi taqat ko zimedar thehraya


[/color]


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardboss!!!!!! main ne bhee PRAATHA-E-MOOLEE pe likha hai per ye to ek dumm dhamaake daar nikla ustaad Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #13 on: October 07, 2013, 07:59:33 PM »
Reply with quote
haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah aaaaaaaaaa
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: October 08, 2013, 11:23:18 PM »
Reply with quote
shukriya siddiqui sir
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:05:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.189 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer