zoru ka ghulam - Beete palon ke saaye- 2000

by Ram Saraswat on March 18, 2014, 01:47:40 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1486 times)
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
Reply with quote
Sabhi doston ko Holi ki hardik Badhaii.
Kahate hain ki  dil ki baat mauka milte hi  muh per aa jaati hai. Pichhale 3 - 4 mahine se gharwali USA mein apni Poti ko samhaal rahi hai, so Holi ne himmat badhai ki aap logon ke saath apna haal (Qawwali ki shakl main) baant lein. Jin jin doston ka haal hamare haal se milta ho, hamein batana na bhoolein.

Mat poocho tum  apane  ghar  mein,  kya haal  hamara  hai yaro,
Karta   na kabhi koi rahm o karam , ghut ghut ke guzara hai yaro.

Yoon to dikhne mein apni bibi bholi bhali hai,
Par sadaan jeb uski garam apani khaali hai,
Ham zaroorat ke liye us se maang lete hain,
Jo bhi kuchh dede usko laakh duaa dete hain,
Baad kharche ke wo ham se hisaab  leti hai
Bol  paate  nahin aankhon  se dara deti hai.
Haan, bol  paate  nahin aankhon  se dara deti hai

To , kaii baar to hamko dushman ne, belan se bhi maara hai yaaro
Karta na kabhi koi rahm o karam , ghut ghut ke guzara   hai   yaro.

Usko amma ki to surat tanik na bhaati hai,
Aur    baapu zara bolein to bigad jaati hai,
Un se kahati hai ki kya jano bahoo ka rakhna,
Abhi   baaqi hai hawalaat ka  maza  chakhna,
Ham ye sab sun ke bhi chuppii lagaye rahte hain,
Tabhi  to ham  ko ,zoru  ka ghulam  kahte  hain.
Haan, tabhi to ham ko zoru ka ghulam kahte hain.

To,  koi kahata hai hamko diwana , koi kahe bichaara hai yaaro,
Karta na kabhi koi rahm o karam , ghut ghut ke guzara hai yaro.

Wo agar din ko kahe raat to ham raat kahein ,
Uski marzi ke bina ham na koi baat kahein,
Ham to jeete hain sirf us ke hi jeene ke liye,
Khoon gita hai apne uske paseene ke liye.
Khuchh bhi likha ho jo kahti hai baanch te hain hum
Us    ki  ungali   ke  ishare pe naach te hain hum.
Haan, us  ki  ungali  ke  ishare pe naach te hain hum.

To, Jesi   bhi   hai, per   hamko to, uska hi sahara  hai yaaro,
Karta  na kabhi koi rahm o karam , ghut ghut ke guzara hai yaro.

Kabhi hans de zara to, baat badi hoti hai,
Bole  gurra ke apni khaat khadi hoti hai,
Har subho shaam kya tewar hamein dikhati hai
Sachchi    mano re yaro, jaan nikal jati hai
Ghar ke mahaul se dil darta hai ghabrata hai,
Thand ke mahino mein hamko pasiina aata hai,
Haan, hand ke mahino mein hamko pasiina aata hai,

Kyon  hanso  hamari  halat  pe, kya haal tumhara hai yaro,
Karta na kabhi koi rahm o karam , ghut ghut ke guzara hai yaro.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: March 18, 2014, 03:54:40 AM »

Great Work.
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: March 18, 2014, 12:15:33 PM »
Reply with quote
waah waah
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #3 on: March 18, 2014, 12:35:44 PM »
Reply with quote
haaaaaaaaaaaa haaaaaaaaaaaaaa mazedar
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #4 on: March 18, 2014, 01:21:59 PM »
Reply with quote
very nice, hasya se bharpoor
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: March 18, 2014, 02:18:15 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: March 18, 2014, 03:14:48 PM »
Reply with quote
Sach men Maza aa gaya Sir..
eikdam Qawwali ki shakl main..
bahut umdah likha hai aapne..padho to bas padhte hi jaao..

holi ki mubarakbaad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #7 on: March 18, 2014, 03:33:42 PM »
Reply with quote
Bahut khoob.Achha kiya bata diya. Dard baa tne se dard ka ehsaas kam ho Jaata hai. Waise consolation ke liye ja an lijye ki isi dard ke maare Sab yoindia par apnea Gham Halka karte hain . Khul kar nahi bata ate hain kyunki Holi ke mousam mein Belan ki jagah peetal ki pichkariyan istemal ki jaa rahi  hain. Is it SO! Laughing hard Crying
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: March 18, 2014, 08:05:38 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Ek dam masttttttttttttt hai.... dheron daaaaaaaaaaaaaad...
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #9 on: March 19, 2014, 01:09:39 AM »
Reply with quote

Great Work.
Bahut bahut shukriya aur Holi Mubarak
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #10 on: March 19, 2014, 01:10:35 AM »
Reply with quote
waah waah
Bahut bahut shukriya aur Holi Mubarak
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #11 on: March 19, 2014, 01:18:33 AM »
Reply with quote
haaaaaaaaaaaa haaaaaaaaaaaaaa mazedar
Bahut bahut shukriya aur holi mubarak
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #12 on: March 19, 2014, 01:19:15 AM »
Reply with quote
very nice, hasya se bharpoor
Bahut bahut shukriya aur holi mubarak
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #13 on: March 19, 2014, 01:20:55 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut bahut shukriya aur Holi mubarak
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008

View Profile
«Reply #14 on: March 19, 2014, 06:15:05 PM »
Reply with quote
Sach men Maza aa gaya Sir..
eikdam Qawwali ki shakl main..
bahut umdah likha hai aapne..padho to bas padhte hi jaao..

holi ki mubarakbaad

Bahut bahut shukriya aur Holi Mubarak
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:07:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer