sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना |
कभी साथ सलमा कभी है शबाना ||
किसी एक ही क्यूँ पीछे पड़े हम |
हुआ इश्क़ का ये तो फैशन पुराना ||
नहीं इश्क़ है ये मिठाई के जैसा |
चने लोहे के भी पड़े हैं चबाना ||
ज़बीं पर लिखा क्या न जाने हमारी |
हसीना न चाहे कोई पास आना ||
ज़बरदस्ती मेरी करा दी है शादी |
उसी दिन से भूला हूँ मैं मुस्कुराना ||
बड़ी मुश्किलों से पटी इक हसीना |
पडा रोज़ ही उसका कुत्ता घुमाना ||
पिटाई से बचना अगर इश्क़ में हो |
कभी नुस्ख़ा ‘सैनी’का भी आज़माना ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
KaheeN pe nigaaheN kaheeN pe nishaanaa. Kabhee saath salmaa kabhee hai shabaanaa.
Kisee ek hee kyooN peechhe pade ham. Huaa ishq kaa ye to faishan puraanaa.
NaheeN ishq hai ye mithaai ke jaisaa. Chane lohe ke bhee pade haiN chabaanaa.
ZabeeN par likhaa kyaa n jaane hamaaree. Haseenaa n chaahe koi paas aanaa.
Zabardastee meree karaa dee hai shaadee. Usee din se bhoolaa hooN maiN muskuraanaa.
Badee mushkiloN se patee ik haseenaa. Padaa roz hee uskaa kuttaa ghumaanaa.
Pitaai se bachnaa agar ishq meN ho. Kabhee nuskhaa ‘saini’ kaa bhee aazmaanaa.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
K Gogia
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 21, 2012, 07:11:51 AM » |
|
lqj{kk
lius Hkj vkleku] tM+ Hkj tehu] lka>Hkj gok] vka[k Hkj Ikkuh] ftanxh xqyeksgj Hkwy x, vius xf.kr] Ikfjf/ vkSj d{kk feyh tks lqj{kkA
dkUrk xksfx;k
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CIC
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 21, 2012, 07:26:02 AM » |
|
Kya baat hai.. saache ashiqo ka dard aapne bayan kar diya !
Nuska aapka kaunsa wala ? To take her doggy on walk ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #3 on: August 21, 2012, 08:52:19 AM » |
|
wah sainiji , ashiqui ka kya bayan kiya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sonukumar
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 21, 2012, 09:04:26 AM » |
|
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना |
कभी साथ सलमा कभी है शबाना ||
किसी एक ही क्यूँ पीछे पड़े हम |
हुआ इश्क़ का ये तो फैशन पुराना ||
नहीं इश्क़ है ये मिठाई के जैसा |
चने लोहे के भी पड़े हैं चबाना ||
ज़बीं पर लिखा क्या न जाने हमारी |
हसीना न चाहे कोई पास आना ||
ज़बरदस्ती मेरी करा दी है शादी |
उसी दिन से भूला हूँ मैं मुस्कुराना ||
बड़ी मुश्किलों से पटी इक हसीना |
पडा रोज़ ही उसका कुत्ता घुमाना ||
पिटाई से बचना अगर इश्क़ में हो |
कभी नुस्ख़ा ‘सैनी’का भी आज़माना ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
KaheeN pe nigaaheN kaheeN pe nishaanaa. Kabhee saath salmaa kabhee hai shabaanaa.
Kisee ek hee kyooN peechhe pade ham. Huaa ishq kaa ye to faishan puraanaa.
NaheeN ishq hai ye mithaai ke jaisaa. Chane lohe ke bhee pade haiN chabaanaa.
ZabeeN par likhaa kyaa n jaane hamaaree. Haseenaa n chaahe koi paas aanaa.
Zabardastee meree karaa dee hai shaadee. Usee din se bhoolaa hooN maiN muskuraanaa.
Badee mushkiloN se patee ik haseenaa. Padaa roz hee uskaa kuttaa ghumaanaa.
Pitaai se bachnaa agar ishq meN ho. Kabhee nuskhaa ‘saini’ kaa bhee aazmaanaa.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 21, 2012, 11:15:56 AM » |
|
Laajavaab mazahiya peshkash Sir Na hasne vaala bhi hasne lage. Wah Wah Wah Bahut umda kalaam.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sps
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 21, 2012, 04:21:35 PM » |
|
wah wah....bahot hi achcha sir!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 21, 2012, 04:30:51 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 21, 2012, 07:53:27 PM » |
|
Saini Sahaab Aadaab!
WaaH janab waaH aap toH mazahiyaa kalaamoN meiN gazab kar rahe hai... behad umdaa kalaam rahi janab behad khoob aik se badhkar aik khayaal aur has gulle se saravor ashaar rahe...
Behad umdaa kalaam rahi... has has ke pet meiN bal pad gaye janab...
humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye is khoob kalaam par ...
Likhate rahiye... aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... color=purple] KaheeN pe nigaaheN kaheeN pe nishaanaa. Kabhee saath salmaa kabhee hai shabaanaa. Hahahaha Bahut khoob janab daad .. Kisee ek hee kyooN peechhe pade ham. Huaa ishq kaa ye to faishan puraanaa. Hahahahah kia baat kahi hai jee waaH waaH aaj se is muamle meiN maiN aapka chelaa ban jaata hun NaheeN ishq hai ye mithaai ke jaisaa. Chane lohe ke bhee pade haiN chabaanaa. Hahahahah yeH bhi khoob kaha jee bahut umdaa daad daad daad.. ZabeeN par likhaa kyaa n jaane hamaaree. Haseenaa n chaahe koi paas aanaa. Hmmm yeH toH taqdeer ki baat hai par sher achcha hai daad janab .. Zabardastee meree karaa dee hai shaadee. Usee din se bhoolaa hooN maiN muskuraanaa. hahahahahahah .... janab kia sahiN meiN yeH tajurba sahiN hai.. ? maiN kuwara hi bhala huN phir ... Badee mushkiloN se patee ik haseenaa. Padaa roz hee uskaa kuttaa ghumaanaa. Hahahahahahah.... yeH bhi bahut khoob kahi janab bahut umdaa daad daad daad... Pitaai se bachnaa agar ishq meN ho. Kabhee nuskhaa ‘saini’ kaa bhee aazmaanaa. Jee Saini sahaab aap apne nuqhe batate jaiye hum aazmaate raheNge... Dr.Surendra Saini [/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
himanshuIITR
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 22, 2012, 01:42:08 AM » |
|
waa sir mazaa aa gayaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 22, 2012, 05:34:36 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: August 22, 2012, 11:25:36 AM » |
|
Gogia ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|