sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
अतीत के झरोखे से (१९८३)
दफ़्तर से ज्योँ ही घर लौटे बेग़म ने यूँ फ़रमाया था |
कवि सम्मलेन का आज डियर थाने से न्योता आया था ||
पहले तो हम हैरान हुए फिर सोचा तो ग़मगीन हुए |
ऊपर वाले की कुदरत ने ये कैसा खेल रचाया था ||
जब आ ही पडी तो सह लेंगे थोड़ा मन को संतोष दिया |
आख़िर इस बार किसी ने यूँ इक मुद्दत में बुलवाया था ||
केसरिया फिर धारण करके मन में रब को सुमिरन करके |
मक़तल को कूच किया हमने बेग़म ने तिलक लगाया था ||
जैसे तैसे ले दे कर के थाने में हम जब आ पहुंचे |
सयोंजक कोतवाल को लख ब्लड का प्रेसर चढ़ आया था ||
माँ सरस्वती की वंदना के पश्चात दूसरे नम्बर पर |
संचालक कवि महोदय ने तब हमको हुक्म सुनाया था ||
हम ठहरे कवि वीर रस के पर उस दिन ग़लती कर बैठे |
थाने के अन्दर थाने पर ही हमने तंज़ सुनाया था ||
उस दिन की ग़लती भुगत रहे अब सड़े जेल में पड़े-पड़े |
इक रोज़ पुलिस ने फंसा हमें रस्सी का सांप बनाया था ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Ateet ke jharokhe se (1983)
Daftar se jyoN hee ghar laute begham ne yooN farmaayaa thaa. Kavi sammelan kaa aaj diyar thaane se nyotaa aayaa thaa.
Pahle to ham hairaan hue fir sochaa to ghamgeen hue. Oopar waale kee kudrat ne ye kaisaa khel rachaayaa thaa.
Jab aa hee padee to sah lenge todaa man ko santosh diyaa. Aakhir us baar kisee ne yooN ik muddat meN bulwaayaa thaa.
Kesariyaa fir dhaaran karke man meN rab ko sumiran karke. Maqtal ko kooch kiyaa hamne begham ne tilak lagaayaa thaa.
Jaise taise le de kar ke thaane meN ham jab aa pahunche. Sayonjak kotwaal ko lakh blad kaa presar chadh aayaa thaa.
MaaN saraswatee kee vandnaa ke pashchaat doosre namber par. Sanchaalak kavi mahoday ne tab hamko hukm sunaayaa thaa.
Ham thahre kavi veer ras ke par us din ghaltee kar baithe. Thaane ke andar thane par hee hamne tanz sunaayaa thaa.
Us din kee ghaltee bhugat rahe ab sade zail meN pade -pade. Ik roz pulis ne fansaa hamen rassee kaa saanp banaayaa thaa.
Dr. Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #2 on: February 02, 2012, 07:08:59 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #3 on: February 02, 2012, 07:33:39 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
usha rajesh
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 02, 2012, 04:38:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 02, 2012, 05:59:18 PM » |
|
jordaar matla Vaaaah Sir umda peshkash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 02, 2012, 07:36:52 PM » |
|
Bahoot hi umda Saini Jee. Meri taraf se daad.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 03, 2012, 04:14:46 AM » |
|
Bahut Acchi Creation Sir.. Mubaaraken
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: February 03, 2012, 04:54:50 AM » |
|
Qalb saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #9 on: February 03, 2012, 08:12:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: February 03, 2012, 09:15:54 AM » |
|
Tauhid saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 03, 2012, 11:12:28 AM » |
|
Bahut khoobsurat mazaahiya peshkash hai saini saheb.Maza aagaya.Hasan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #12 on: February 04, 2012, 09:17:23 AM » |
|
Adil saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: February 05, 2012, 04:25:52 AM » |
|
Usha ji bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 05, 2012, 04:33:57 AM » |
|
अतीत के झरोखे से (१९८३)
दफ़्तर से ज्योँ ही घर लौटे बेग़म ने यूँ फ़रमाया था |
कवि सम्मलेन का आज डियर थाने से न्योता आया था ||
पहले तो हम हैरान हुए फिर सोचा तो ग़मगीन हुए |
ऊपर वाले की कुदरत ने ये कैसा खेल रचाया था ||
जब आ ही पडी तो सह लेंगे थोड़ा मन को संतोष दिया |
आख़िर इस बार किसी ने यूँ इक मुद्दत में बुलवाया था ||
केसरिया फिर धारण करके मन में रब को सुमिरन करके |
मक़तल को कूच किया हमने बेग़म ने तिलक लगाया था ||
जैसे तैसे ले दे कर के थाने में हम जब आ पहुंचे |
सयोंजक कोतवाल को लख ब्लड का प्रेसर चढ़ आया था ||
माँ सरस्वती की वंदना के पश्चात दूसरे नम्बर पर |
संचालक कवि महोदय ने तब हमको हुक्म सुनाया था ||
हम ठहरे कवि वीर रस के पर उस दिन ग़लती कर बैठे |
थाने के अन्दर थाने पर ही हमने तंज़ सुनाया था ||
उस दिन की ग़लती भुगत रहे अब सड़े जेल में पड़े-पड़े |
इक रोज़ पुलिस ने फंसा हमें रस्सी का सांप बनाया था ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Ateet ke jharokhe se (1983)
Daftar se jyoN hee ghar laute begham ne yooN farmaayaa thaa. Kavi sammelan kaa aaj diyar thaane se nyotaa aayaa thaa.
Pahle to ham hairaan hue fir sochaa to ghamgeen hue. Oopar waale kee kudrat ne ye kaisaa khel rachaayaa thaa.
Jab aa hee padee to sah lenge todaa man ko santosh diyaa. Aakhir us baar kisee ne yooN ik muddat meN bulwaayaa thaa.
Kesariyaa fir dhaaran karke man meN rab ko sumiran karke. Maqtal ko kooch kiyaa hamne begham ne tilak lagaayaa thaa.
Jaise taise le de kar ke thaane meN ham jab aa pahunche. Sayonjak kotwaal ko lakh blad kaa presar chadh aayaa thaa.
MaaN saraswatee kee vandnaa ke pashchaat doosre namber par. Sanchaalak kavi mahoday ne tab hamko hukm sunaayaa thaa.
Ham thahre kavi veer ras ke par us din ghaltee kar baithe. Thaane ke andar thane par hee hamne tanz sunaayaa thaa.
Us din kee ghaltee bhugat rahe ab sade zail meN pade -pade. Ik roz pulis ne fansaa hamen rassee kaa saanp banaayaa thaa.
Dr. Surendra Saini
wah wah wah Saini sahab kya kahne janaab kya kahne-- aapki iss ghazal ne kuch baht purani baat yaad dila di behad khoob mazahiya shayri ki aapne-- aapki best poetry me se ek hai ye post janaab iss nachij ki taraf se bhi thora bahut daad kubul karen khus rahen muskurate rahen god bless u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|