MAIN SAMAJHTAA HOON. 23... "MohaN"

by surindarn on March 05, 2018, 02:52:54 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 913 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
URDU ZUBAN

Main samajhtaa hoon...
Zubaan-e-Urdu kee paidaaish
Desh Hisdustan mein hee huee thee...
Aaj jo Pakistan ke bhaaee samajhte aur kehte hain
Urdu zuban Arbi-o-faarsi-o-wageraa wageraa
Zubaano ko milaa kar hee yeh paidaa huee thee...
Unh doston par main saaf saaf hee waazyaa kar doon
Hazoor wageraa wageraa Hindi-o-devnagiri hee to thee...
Naa jaane aaj woh kyun aisaa sochhte hain
Ke inh zubaanon kaa shayad yun milaanaa
Yeh unh ke liye kuchh sharam kee hee baat thee...
Kyaa main unh se yeh pooch saktaa hoon ke
Ek waqt Pakistan Hindustan kaa bhi ek honaa
Kyaa yeh bhi unhke liye sharam kee hee baat thee...
Sab kee jaankaari ke liye faarsi mein sirf battis
Aur Arabi ke to bass ithaais hee alphabets hain
Faqat Hindi aur Urdu ke hee chayaalis alphabets hain
Kyaa abb bhi aapko koi ehtraaz hai gar main kahoon
Ke Urdu zubaan Hindi devangiri mein Faarsi aur Arabi
Ke sangham hee se yeh dosto paidaa huee thee...
Haqiqat to yeh hai Urdu zuban shuru mein yeh
Shayaron kee hee zuban huaa kartee thee...
Shuruaat mein Persian shayar Hindustan mein
Yaa to Hindi mein yaa phir faarsi mein hee likhte theh
Raftaa raftaa zubaan-e- Hindi-o-Devnagiri mein
Faarsi-o-Arabi ke milaane kee shuruaat huee thee...
Aur yeh pehale pehal Gujerat desh mein hee huee thee...

Surindar. N                  "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: March 06, 2018, 01:09:18 AM »

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: March 07, 2018, 02:54:00 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #3 on: March 09, 2018, 12:37:55 AM »
URDU ZUBAN

Main samajhtaa hoon...
Zubaan-e-Urdu kee paidaaish
Desh Hisdustan mein hee huee thee...
Aaj jo Pakistan ke bhaaee samajhte aur kehte hain
Urdu zuban Arbi-o-faarsi-o-wageraa wageraa
Zubaano ko milaa kar hee yeh paidaa huee thee...
Unh doston par main saaf saaf hee waazyaa kar doon
Hazoor wageraa wageraa Hindi-o-devnagiri hee to thee...
Naa jaane aaj woh kyun aisaa sochhte hain
Ke inh zubaanon kaa shayad yun milaanaa
Yeh unh ke liye kuchh sharam kee hee baat thee...
Kyaa main unh se yeh pooch saktaa hoon ke
Ek waqt Pakistan Hindustan kaa bhi ek honaa
Kyaa yeh bhi unhke liye sharam kee hee baat thee...
Sab kee jaankaari ke liye faarsi mein sirf battis
Aur Arabi ke to bass ithaais hee alphabets hain
Faqat Hindi aur Urdu ke hee chayaalis alphabets hain
Kyaa abb bhi aapko koi ehtraaz hai gar main kahoon
Ke Urdu zubaan Hindi devangiri mein Faarsi aur Arabi
Ke sangham hee se yeh dosto paidaa huee thee...
Haqiqat to yeh hai Urdu zuban shuru mein yeh
Shayaron kee hee zuban huaa kartee thee...
Shuruaat mein Persian shayar Hindustan mein
Yaa to Hindi mein yaa phir faarsi mein hee likhte theh
Raftaa raftaa zubaan-e- Hindi-o-Devnagiri mein
Faarsi-o-Arabi ke milaane kee shuruaat huee thee...
Aur yeh pehale pehal Gujerat desh mein hee huee thee...

Surindar. N                  "MohaN"

bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:57:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer