AAFTAAB NIKLAA (Nazm)

by surindarn on August 12, 2018, 11:26:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 626 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
AAFTAAB NIKLAA

Subhah dam aab-o-taab samunder kee orh se aaftaab niklaa
Dekho kis kis ke liye kitnee kitnee machalian pakarh niklaa
Kaun jaane kis kis kee qismat jagaaye-o-kis kis kee sulaaye
Gunche gunche-o-paton paton ko bakhashne zindagi niklaa

Apnee kirnon ke sholon se aasman mein ik aag sii lagaa dee
Insan chale kaarobaar ko logon mein ik hal chal machaa dee
Pashu pakhshi nikle nadion taalaabon paani peene nahaane
Jungle mein mor naache darindon mein hal chal machaa dee

Matyaar niklee ghar se matki ek sar pe ek kamar pe sajaaye
Kuwein se paani bharne aankhon neer piyaa kee yaad aaye
Baagon koyal kee kuhoo nadiya mendakon kee tarr.traahat
Kab aaye saawan kee ghataaein kab piyaa ghar laut ke aaye

Jaag uthye neem hangaamein ruh lehraa gaaye fizaaon mein
Zindagi ne dil mein ek saaz-e-gham chairhaa hawaaon mein
Khushi doondte gar gham miley to phir khushi kaisey miley
Soorat badal liye jaamein mauj garm aagaaye hawaaon mein

MohaN tu kyaa hai chaahe ke zindagi mein tujhe tasalee hoye
Jahaan-e-faani mein laakh jatan kar le yahan tasalee naa hoye
Jeene ke liye duniya mein gham-o-khushi hee to bas milein ge
Agar gham mein tohye sabr bi hoye to khushi bhi milye tohye


Subah dam = subah sawaire; Aab-o-taab =shaan;
Aaftaab = suraj; Fizaaon = hawaaon;


Surindar. N           "MohaN"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Niklaa Aeroplane Le Key.... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aaftaab Aaftaab Rahta Hai.. by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Mai Bewafaa Niklaa.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
NIKLAA...(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
aaftaab..................A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: August 13, 2018, 11:25:41 PM »
Reply with quote
AAFTAAB NIKLAA

Subhah dam aab-o-taab samunder kee orh se aaftaab niklaa
Dekho kis kis ke liye kitnee kitnee machalian pakarh niklaa
Kaun jaane kis kis kee qismat jagaaye-o-kis kis kee sulaaye
Gunche gunche-o-paton paton ko bakhashne zindagi niklaa

Apnee kirnon ke sholon se aasman mein ik aag sii lagaa dee
Insan chale kaarobaar ko logon mein ik hal chal machaa dee
Pashu pakhshi nikle nadion taalaabon paani peene nahaane
Jungle mein mor naache darindon mein hal chal machaa dee

Matyaar niklee ghar se matki ek sar pe ek kamar pe sajaaye
Kuwein se paani bharne aankhon neer piyaa kee yaad aaye
Baagon koyal kee kuhoo nadiya mendakon kee tarr.traahat
Kab aaye saawan kee ghataaein kab piyaa ghar laut ke aaye

Jaag uthye neem hangaamein ruh lehraa gaaye fizaaon mein
Zindagi ne dil mein ek saaz-e-gham chairhaa hawaaon mein
Khushi doondte gar gham miley to phir khushi kaisey miley
Soorat badal liye jaamein mauj garm aagaaye hawaaon mein

MohaN tu kyaa hai chaahe ke zindagi mein tujhe tasalee hoye
Jahaan-e-faani mein laakh jatan kar le yahan tasalee naa hoye
Jeene ke liye duniya mein gham-o-khushi hee to bas milein ge
Agar gham mein tohye sabr bi hoye to khushi bhi milye tohye


Subah dam = subah sawaire; Aab-o-taab =shaan;
Aaftaab = suraj; Fizaaon = hawaaon;


Surindar. N           "MohaN"

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: August 14, 2018, 06:42:43 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: August 16, 2018, 12:42:22 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: August 16, 2018, 10:21:42 PM »
Reply with quote
AAFTAAB NIKLAA

Subhah dam aab-o-taab samunder kee orh se aaftaab niklaa
Dekho kis kis ke liye kitnee kitnee machalian pakarh niklaa
Kaun jaane kis kis kee qismat jagaaye-o-kis kis kee sulaaye
Gunche gunche-o-paton paton ko bakhashne zindagi niklaa

Apnee kirnon ke sholon se aasman mein ik aag sii lagaa dee
Insan chale kaarobaar ko logon mein ik hal chal machaa dee
Pashu pakhshi nikle nadion taalaabon paani peene nahaane
Jungle mein mor naache darindon mein hal chal machaa dee

Matyaar niklee ghar se matki ek sar pe ek kamar pe sajaaye
Kuwein se paani bharne aankhon neer piyaa kee yaad aaye
Baagon koyal kee kuhoo nadiya mendakon kee tarr.traahat
Kab aaye saawan kee ghataaein kab piyaa ghar laut ke aaye

Jaag uthye neem hangaamein ruh lehraa gaaye fizaaon mein
Zindagi ne dil mein ek saaz-e-gham chairhaa hawaaon mein
Khushi doondte gar gham miley to phir khushi kaisey miley
Soorat badal liye jaamein mauj garm aagaaye hawaaon mein

MohaN tu kyaa hai chaahe ke zindagi mein tujhe tasalee hoye
Jahaan-e-faani mein laakh jatan kar le yahan tasalee naa hoye
Jeene ke liye duniya mein gham-o-khushi hee to bas milein ge
Agar gham mein tohye sabr bi hoye to khushi bhi milye tohye


Subah dam = subah sawaire; Aab-o-taab =shaan;
Aaftaab = suraj; Fizaaon = hawaaon;


Surindar. N           "MohaN"

kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: August 17, 2018, 11:03:56 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: August 18, 2018, 10:59:08 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: August 19, 2018, 10:43:51 PM »
Reply with quote
AAFTAAB NIKLAA

Subhah dam aab-o-taab samunder kee orh se aaftaab niklaa
Dekho kis kis ke liye kitnee kitnee machalian pakarh niklaa
Kaun jaane kis kis kee qismat jagaaye-o-kis kis kee sulaaye
Gunche gunche-o-paton paton ko bakhashne zindagi niklaa

Apnee kirnon ke sholon se aasman mein ik aag sii lagaa dee
Insan chale kaarobaar ko logon mein ik hal chal machaa dee
Pashu pakhshi nikle nadion taalaabon paani peene nahaane
Jungle mein mor naache darindon mein hal chal machaa dee

Matyaar niklee ghar se matki ek sar pe ek kamar pe sajaaye
Kuwein se paani bharne aankhon neer piyaa kee yaad aaye
Baagon koyal kee kuhoo nadiya mendakon kee tarr.traahat
Kab aaye saawan kee ghataaein kab piyaa ghar laut ke aaye

Jaag uthye neem hangaamein ruh lehraa gaaye fizaaon mein
Zindagi ne dil mein ek saaz-e-gham chairhaa hawaaon mein
Khushi doondte gar gham miley to phir khushi kaisey miley
Soorat badal liye jaamein mauj garm aagaaye hawaaon mein

MohaN tu kyaa hai chaahe ke zindagi mein tujhe tasalee hoye
Jahaan-e-faani mein laakh jatan kar le yahan tasalee naa hoye
Jeene ke liye duniya mein gham-o-khushi hee to bas milein ge
Agar gham mein tohye sabr bi hoye to khushi bhi milye tohye


Subah dam = subah sawaire; Aab-o-taab =shaan;
Aaftaab = suraj; Fizaaon = hawaaon;


Surindar. N           "MohaN"

bahut shukria all readers.


 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 11:26:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer