Sheba
Guest
|
rindo.n ne jo manaa kar diya maikhaane se! ho kar be-aabroo nikli sharaab paimaane se!!
khushboo tere lams ki chhipa to li gulo.n se. muskuraahat chehre ki chhipti nahin zamaane se!
apni lapto.n ki aagosh mein use aane naa diya. khafaa-khafaa thi shamaa aaj parwaane se!
jiski justjoo mein hua be-haal wo shakhs. zikr usi ke ishq ka hota hai deewaane se!
hua taweel faasla din-b-din darmiyaa.n hamare. ke manzil phir hatt ti rahi nishaane se!
hamein samjho hamein jaano kaafi hai sheba! koi ghazal nahin,ho jaayein khush gungunaane se!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 06, 2013, 04:54:00 AM » |
|
rindo.n ne jo manaa kar diya maikhaane se! ho kar be-aabroo nikli sharaab paimaane se!!
khushboo tere lams ki chhipa to liya gulo.n se. muskuraahat chehre ki chhipti nahin zamaane se!
apni lapto.n ki aagosh mein use aane naa diya. khafaa-khafaa thi shamaa aaj parwaane se!
jiski justjoo mein hua be-haal wo shakhs. zikr usi ke ishq ka hota hai deewaane se!
hua taweel faasla din-b-din darmiyaa.n hamare. ke manzil phir hatt ne lagi nishaane se!
hamein samjho hamein jaano kaafi hai sheba! koi ghazal nahin,ho jaayein khush gungunaane se!
Bahut Umda Sheba.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: November 06, 2013, 09:05:51 AM » |
|
ek rau kaa udhaaar kar lo bas 8 ghante ke liye byaaj men dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 3 hours and 46 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #3 on: November 06, 2013, 12:14:48 PM » |
|
hamein samjho hamein jaano kaafi hai sheba! koi ghazal nahin,ho jaayein khush gungunaane se! Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 06, 2013, 12:53:31 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iqtedar
|
|
«Reply #5 on: November 06, 2013, 04:33:02 PM » |
|
bahot hi khoooooob... khushboo tere lams ki chhipa to li gulo.n se. muskuraahat chehre ki chhipti nahin zamaane se! apni lapto.n ki aagosh mein use aane naa diya. khafaa-khafaa thi shamaa aaj parwaane se! jiski justjoo mein hua be-haal wo shakhs. zikr usi ke ishq ka hota hai deewaane se!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saman Firdaus
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 06, 2013, 05:02:23 PM » |
|
Wahhh!!! kya khoob likha hai aapne...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: November 06, 2013, 05:30:22 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 06, 2013, 08:32:47 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarraa
|
|
«Reply #9 on: November 06, 2013, 08:41:16 PM » |
|
[ rindo.n ne jo manaa kar diya maikhaane se! ho kar be-aabroo nikli sharaab paimaane se!!
khushboo tere lams ki chhipa to li gulo.n se. muskuraahat chehre ki chhipti nahin zamaane se![/b][/color]
Sheba ji .... waaqayee ek beintehaa khoobsurat ghazal rahi .... aur oopar ke do sher to mujhe bilkul naayaab lage ...
dheron dheron daad aap ko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #10 on: November 06, 2013, 09:00:20 PM » |
|
khushboo tere lams ki chhipa to li gulo.n se. muskuraahat chehre ki chhipti nahin zamaane se!
apni lapto.n ki aagosh mein use aane naa diya. khafaa-khafaa thi shamaa aaj parwaane se!
bahut khoobsurat ashaar hain . dili daad pesh hai .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #12 on: November 07, 2013, 08:23:19 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 26, 2013, 06:55:39 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 3 hours and 46 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #14 on: November 26, 2013, 07:25:04 PM » |
|
Karo Himmat Shihab. Aur Le Jaao Pagal Khane Issey Hogi Nahi Thik Sheba. Sirf Ghar Pe Dawa Peelane Se.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|