Anshumali
Guest
|
HarSu GhuloN Sii Nazar Aati Hai Woh Hii Pal-Pal SaansoN Ko Mehakaati Hai Woh Hii ...
Padhtaa Hoon Jab Koi Qitaab Ghar MeN Lafz-Lafz Tasveer Ban Jaati Hai Woh Hii ...
Hotaa Hai Shaam Ko Udaas Mann Kabhi Aake Saamne Mujhe Hansaati Hai Woh Hii ...
Guzartaa Hoon Jab Kabhi Uski Galii Se Khidhki Se Roomaal Giraati Hai Woh Hii ...
YuN Jab Miltii Hai Khoob Pyaar Jataati Hai Ghar Jaa Ke Magar Bhool Jaati Hai Woh Hii ...
YuN Toh Yaad Bahut Karti Hai "Naresh" Ko Aake Din MeN Kamraa Sajaati Hai Woh Hii ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 05, 2010, 03:04:13 PM » |
|
Bahoot Bahoot Khoob Naresh ji.. Bahoot Umda peshkash..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 05, 2010, 04:25:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #4 on: September 05, 2010, 06:19:28 PM » |
|
bahut khub HarSu GhuloN Sii Nazar Aati Hai Woh Hii Pal-Pal SaansoN Ko Mehakaati Hai Woh Hii ...
Padhtaa Hoon Jab Koi Qitaab Ghar MeN Lafz-Lafz Tasveer Ban Jaati Hai Woh Hii ...
Hotaa Hai Shaam Ko Udaas Mann Kabhi Aake Saamne Mujhe Hansaati Hai Woh Hii ...
Guzartaa Hoon Jab Kabhi Uski Galii Se Khidhki Se Roomaal Giraati Hai Woh Hii ...
YuN Jab Miltii Hai Khoob Pyaar Jataati Hai Ghar Jaa Ke Magar Bhool Jaati Hai Woh Hii ...
YuN Toh Yaad Bahut Karti Hai "Naresh" Ko Aake Din MeN Kamraa Sajaati Hai Woh Hii ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nazar.ghouri
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 05, 2010, 09:57:28 PM » |
|
bahot khoob naresh mehra saheb..ek umda paishkash pe daad ....yeh sher bahot khob raha....padhta hon jab koi kitaab ghar main......bahot khob janab.daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 06, 2010, 03:29:37 AM » |
|
Naresh jee, behad khusboorat ehsaason ko lavzon main qaid kiya hai apne.. "Padhta hoon jab koi kitaab ghar main, lafz lafz tasveer ban jaati hai woh hii.."
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 06, 2010, 08:16:37 PM » |
|
Bahoot Bahoot Khoob Naresh ji.. Bahoot Umda peshkash..
Sophi Ji ... Aadaab ! aapka koshish ko saraahne aur khaas daad ka bahut bahut shukriya...aise hi saath nibhaate rahen aage bhi... khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 07, 2010, 03:07:41 PM » |
|
Bahut bahut shukriya ... Anaam Ji ! aapki pasandegi aur khaas daad ka... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 10, 2010, 08:47:08 PM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Aapki yeh gazal behad achchi lagi hume.... Sabhi ashaar dilfareb hai.... Behad man bhavak khayaaloN se sajayaa hai aapne is gazal ko.....
Kuch roman alfaz meiN galtiyaaN huyi hai.... GUL, KITAAB ye words orignali aise hi likheN jate hai...
Baki sabhi sher kabil e staish aur kabil e daad hai... Hume akhari ke dono sher behad umdaa lage Daad kabool kijiye.....
Likhate rahiye..... Khush rahiye...... Apna khayaal rakhiye..... Khuda Hafez...... Sameer Ji .. Aadaab ! koshish ko saraahne ... hausla afzaai ka bahut bahut shukriya... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 13, 2010, 03:03:48 AM » |
|
bahut khub
Aapki taareef aur daad ka bahut bahut shukriya... khush rahen duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 15, 2010, 04:29:24 AM » |
|
bahot khoob naresh mehra saheb..ek umda paishkash pe daad ....yeh sher bahot khob raha....padhta hon jab koi kitaab ghar main......bahot khob janab.daad
Nazar Ghouri Sahab ! aapki pasandegi aur daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi apna saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: September 16, 2010, 01:18:39 AM » |
|
Padhtaa Hoon Jab Koi Qitaab Ghar MeN Lafz-Lafz Tasveer Ban Jaati Hai Woh Hii ...
Hotaa Hai Shaam Ko Udaas Mann Kabhi Aake Saamne Mujhe Hansaati Hai Woh Hii ...Ji ... bhaut komal ehsaas pesh kiye hai aapne in me .. dil ko chhuu gaye .. bhaut khuub ...YuN Toh Yaad Bahut Karti Hai "Naresh" Ko Aake Din MeN Kamraa Sajaati Hai Woh Hii ...maqta bhi sundar hai ... very touching ... dil se daad .... Radhika Ji.....aapki taareef aur daad ka bahut bahut shukriya... aise hi saath nibhaati rahen aage bhi... khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|