Aakhir Kyon Yahan Sirf Insaan Paaye Nahi Jaate "Khwaish"

by khwaish on July 09, 2010, 04:04:00 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6422 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Musafir Jo ek Baar Guzar Jaaye Kisi Raah Se,
Uske Nakhs-E-Kadam Phir Paaye Nahi jaate...

Yaadein Bas Jaati hai zehan mein,
Yaadein kabhi mitaaye Nahi jaate...

Hai Asaan Chehre Par Kabhi Jhooti Muskaan ko Saja Lena
Par Kuch Zakhm Aise Bhi Hote Hai Jo Chupaye Nahi Jaate

Aankhon  Se Jo Do Boond Ashq Yuhi Beh Jaaye To unn Ashqon Ki koi kadar Nahi
Kuch Ashqon Ki Boondein aisi bhi Hote hai jo Aankhon Se Barsaaye Nahi Jaate

Raah Chalte Kuch Umeed ke Chiraago ko Mann mein Jala Rakha hai
Kuch Chiraag aise bhi Hote hai Jo Bhujaaye Nahi Jaate...

Hai waqt Ka Takaaza Ke Ubte Hue Suraj ko Salaam Karte hai Log!!!
Par Laakh koshishe karlo,ache logon ke Karam kabhi Chupaye Nahi jaate..

"Khwaish" Iss Duniya Mein Dharm,mazhab,Jaat-Paat sab Dekhe hai!!!!
Par Aakhir Kyon Yahan Sirf "Insaan" paaye Nahi Jaate....

                        ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #1 on: July 09, 2010, 05:42:18 PM »
Reply with quote
bahoot achche bro.......................but......chalo PM me baat karenge........
syaah ka wazood hai safed se, aur safed ka syaah se,
acche aur bure dono hi milenge, chalo bhale jis raah se
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2010, 03:14:22 AM »
Reply with quote
Musafir Jo ek Baar Guzar Jaaye Kisi Raah Se,
Uske Nakhs-E-Kadam Phir Paaye Nahi jaate...

Yaadein Bas Jaati hai zehan mein,
Yaadein kabhi mitaaye Nahi jaate...

Hai Asaan Chehre Par Kabhi Jhooti Muskaan ko Saja Lena
Par Kuch Zakhm Aise Bhi Hote Hai Jo Chupaye Nahi Jaate

Aankhon  Se Jo Do Boond Ashq Yuhi Beh Jaaye To unn Ashqon Ki koi kadar Nahi
Kuch Ashqon Ki Boondein aisi bhi Hote hai jo Aankhon Se Barsaaye Nahi Jaate

Raah Chalte Kuch Umeed ke Chiraago ko Mann mein Jala Rakha hai
Kuch Chiraag aise bhi Hote hai Jo Bhujaaye Nahi Jaate...

Hai waqt Ka Takaaza Ke Ubte Hue Suraj ko Salaam Karte hai Log!!!
Par Laakh koshishe karlo,ache logon ke Karam kabhi Chupaye Nahi jaate..

"Khwaish" Iss Duniya Mein Dharm,mazhab,Jaat-Paat sab Dekhe hai!!!!
Par Aakhir Kyon Yahan Sirf "Insaan" paaye Nahi Jaate....

                        ~~~~~Khwaish~~~~~

Zindagi ke aas-paas ka aainaa dikhaate....aapke ehsaas bahut khoob lage mujhe.....Khwaish Ji ! yunhi hi aur behtar koshish ke saath humesha aate rahen...aur bazm ki raunak badhaate rahen... khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Logged
sohnamundaa
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2010, 04:50:58 AM »

bahut acha likha khwaish ji aapne...keep it up... Applause Applause Applause
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2010, 07:22:11 AM »

bahut khoob khwaish bhai...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #5 on: July 10, 2010, 10:31:50 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahut khoob Khwaish ji...!!!
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #6 on: July 12, 2010, 06:41:50 AM »
Reply with quote
Bahot khoob Khwaish ji. Ek achhi kavita ke liye meri taraf se daad hazir hai.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: July 12, 2010, 07:08:53 AM »
Reply with quote
Khwaish Bhaiiiiiiiiiii.. Aapki Har Rachna ek Naye Pahaloo Par Hoti Hai.. Lafzon Ko Jazzbaaton ka Libaas Pahana-na Aap Khoob Jaante Hain.. Bahut Bahut Khooooooooooooooooooob.. Applause Applause

Daad Kubool karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #8 on: July 12, 2010, 07:17:26 AM »
Reply with quote
bhtttttttt khubbbbbbb khwaish ji.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #9 on: July 12, 2010, 09:17:17 AM »
Reply with quote
bahoot achche bro.......................but......chalo PM me baat karenge........
syaah ka wazood hai safed se, aur safed ka syaah se,
acche aur bure dono hi milenge, chalo bhale jis raah se

Bahut Bahut Shukriya Sanjjev Bro..

Aapne Apna Wat Diya,Yeh Jaankar Bahut Khushi Hui hai..Aur Bilkul Sach Baat Kahi Hai Aapne..Har Cheez Ke Do Pehlu Hai..Bas haalat Ke mutaabik insaan Ki soch zaroor Badalti rehti hai..

Thankyou Soooooooooooooooooooo Much Sanjeev Bro icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: July 12, 2010, 09:59:00 AM »
Reply with quote
khwaish ji.
hamesha ki tarha hi yun laga jaise ye apni hi aapbeeti ho.
bahut khoobsoorti se sazaya hai khayalon ko.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Musafir Jo ek Baar Guzar Jaaye Kisi Raah Se,
Uske Nakhs-E-Kadam Phir Paaye Nahi jaate...

Yaadein Bas Jaati hai zehan mein,
Yaadein kabhi mitaaye Nahi jaate...

Hai Asaan Chehre Par Kabhi Jhooti Muskaan ko Saja Lena
Par Kuch Zakhm Aise Bhi Hote Hai Jo Chupaye Nahi Jaate

Aankhon  Se Jo Do Boond Ashq Yuhi Beh Jaaye To unn Ashqon Ki koi kadar Nahi
Kuch Ashqon Ki Boondein aisi bhi Hote hai jo Aankhon Se Barsaaye Nahi Jaate

Raah Chalte Kuch Umeed ke Chiraago ko Mann mein Jala Rakha hai
Kuch Chiraag aise bhi Hote hai Jo Bhujaaye Nahi Jaate...

Hai waqt Ka Takaaza Ke Ubte Hue Suraj ko Salaam Karte hai Log!!!
Par Laakh koshishe karlo,ache logon ke Karam kabhi Chupaye Nahi jaate..

"Khwaish" Iss Duniya Mein Dharm,mazhab,Jaat-Paat sab Dekhe hai!!!!
Par Aakhir Kyon Yahan Sirf "Insaan" paaye Nahi Jaate....

                        ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: July 12, 2010, 03:17:14 PM »
Reply with quote
Musafir Jo ek Baar Guzar Jaaye Kisi Raah Se,
Uske Nakhs-E-Kadam Phir Paaye Nahi jaate...

Yaadein Bas Jaati hai zehan mein,
Yaadein kabhi mitaaye Nahi jaate...

Hai Asaan Chehre Par Kabhi Jhooti Muskaan ko Saja Lena
Par Kuch Zakhm Aise Bhi Hote Hai Jo Chupaye Nahi Jaate

Aankhon  Se Jo Do Boond Ashq Yuhi Beh Jaaye To unn Ashqon Ki koi kadar Nahi
Kuch Ashqon Ki Boondein aisi bhi Hote hai jo Aankhon Se Barsaaye Nahi Jaate

Raah Chalte Kuch Umeed ke Chiraago ko Mann mein Jala Rakha hai
Kuch Chiraag aise bhi Hote hai Jo Bhujaaye Nahi Jaate...

Hai waqt Ka Takaaza Ke Ubte Hue Suraj ko Salaam Karte hai Log!!!
Par Laakh koshishe karlo,ache logon ke Karam kabhi Chupaye Nahi jaate..

"Khwaish" Iss Duniya Mein Dharm,mazhab,Jaat-Paat sab Dekhe hai!!!!
Par Aakhir Kyon Yahan Sirf "Insaan" paaye Nahi Jaate....

                        ~~~~~Khwaish~~~~~

Zindagi ke aas-paas ka aainaa dikhaate....aapke ehsaas bahut khoob lage mujhe.....Khwaish Ji ! yunhi hi aur behtar koshish ke saath humesha aate rahen...aur bazm ki raunak badhaate rahen... khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

Aapne Apna Keemti waqt Diya Teh Dil Se Shukriya nareshji..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: July 21, 2010, 08:48:23 AM »
Reply with quote
bahut acha likha khwaish ji aapne...keep it up... Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Sohna Mundaji.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: August 15, 2010, 02:50:15 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish bhai...

bahut bahut Shukriya Aapka.. icon_flower
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: August 30, 2010, 03:38:57 AM »
Reply with quote
Bahaut bahaut achi nazm hai yeh dost..kya anmol sa sawal pucha hai..yahan sirf insaan kyun paye nahin jaate..bahaut bahaut ache!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:37:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer