nirala
Guest
|
na khat likhunga ab na koi itla dunga mujhe lena hai gar badla apne lab hi silunga! tume yad na ho koi purani baat lekin mai unhi yado ki parchai tale ye umra ji lunga! MUJHE TUMNE GALT SAMJHA NHI ISKA AFSOS dia hai jitna kismat ne zahar khus hokar pee lunga! wafa tumme haya tumme ada tumme samai hai mai awaara hu naakara mile zilat to ji lunga! kabi lash mera footpath pe hoor tum guzro mujhe mahsoos kr lena dua uss waqt bhi dunga!! "" thanx YOINDIA "" khus rahiye sab log
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
-Pari-
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 28, 2010, 08:48:39 AM » |
|
Ap kithe chale???
waise bohot khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 28, 2010, 08:55:09 AM » |
|
dil ki kasti doob rhi thi aye the behlaane shayd koi to hoga hum sa aasaon ki chingari maddhim thi raakh se dil lagaya lau to bujhni hi thi "" thanx ""
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #4 on: December 28, 2010, 09:04:08 AM » |
|
phla salaam to diya nhai nirala ji akhiri itn jaldi aya ...
wo bhi tab jab ham or aap thodi thodi masti shuru kar rahe the..
koi gf he to batao ussse gana gawaye dete he na jao saiyyan wala..
waise lines bahut achhi he apki..
daadi ko daad lne layak~
kabhi likha tha kuchh aaj yunhi yad aa gaya~
suno kehkar mujhe bulaya karti thi ek ladki thi jo mujhe hasaya karti thi (mana aap ladki nahi ho!!! ) rumaal sath hamesha hota tha kyuki uski naak bahut aya karti thi meri baton se tang akar aksar mujhe marne bhaga karti thi
aji ham to sochte the koi to banda hai jo apne hunar ka sahi istemal kar rah ahai..
aap to har man ke ja rahe hain~khair wapas aaiyega jaroor aaap to yahin ke hain jayenge kahan~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 28, 2010, 09:18:24 AM » |
|
are niralaji
abhi to aapse pahli daad payi thi..aur aap jane ki baat kar rahe hain.... hame daad kaon dega...
mat jaiye..
waise bahut khoob bahut hi gahare tak chhu lene wala...
bahut bahut daad...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 28, 2010, 09:19:17 AM » |
|
Hayeee mere Sanam ka naam liya aapne Abhi ji. uff dil dhakdhaka gaya. sabse pahla reply mere Sanam ka hi hai. "" ruh se duur ho bhi jaun lekin aye sanam (shihaab) tumse duur raha jayega nahi "" wink wink " thanx "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
-Pari-
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 28, 2010, 09:21:05 AM » |
|
Hahahahaha joke marahe hain Nirala ji..apne bataya nai kyu going
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 28, 2010, 09:23:40 AM » |
|
Ms. Panauti jo aa gai hai.. daadi maa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
-Pari-
Guest
|
|
«Reply #9 on: December 28, 2010, 09:24:34 AM » |
|
kya baat karahe ho..chalo phir to apka jaana reasonable hai.. bye bye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 28, 2010, 09:29:08 AM » |
|
"" koi rok na le deewane ko chalna hai ab chupke chupke aansu na aa jaye Sanam ko mere Zalna hai ab chhu chhup ke "" thanx ""
|
|
|
Logged
|
|
|
|
-Pari-
Guest
|
|
«Reply #11 on: December 28, 2010, 09:30:00 AM » |
|
last time puchrahe hain hum jarele ho aap?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #12 on: December 28, 2010, 09:34:41 AM » |
|
haanji-- hum bahut zahreele hain --- zarah ugalte rahenge aage bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #13 on: December 28, 2010, 12:52:58 PM » |
|
Bahaut khoob Nirala jee.. Jane ya na jane ka faisla toh apka hi hai mager yehi keh sakte hai, jahan rahiye, Khush rahiyega..!
Rahim.!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #14 on: December 28, 2010, 01:04:20 PM » |
|
khus to hum hai hi Rahim sir. aapka sukriya jo nazren inayat ki aapne hamare likhe par. khus rahiye. hum nahi jayenge kahin wese bhi yo ko humari jarurat hai Bahut--:)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|