**Aansoo**RH

by Rajesh Harish on October 20, 2008, 10:32:47 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1154 times)
Rajesh Harish
Guest
Reply with quote
Dukh mein bahati hai aansoo
Khusi mein chalakti hai aansoo
Bahut kuch batlati hai aansoo
Antim gadi tak saath deti hai aansoo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AANSOO by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aansoo by Frozen Tears in Shayri-E-Dard
....~~Aansoo~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard
AANSOO by soni_nice1 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
AANSOO by meetbikram in Miscellaneous Shayri
Talat
Guest
«Reply #1 on: October 20, 2008, 03:20:59 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Rajesh  icon_thumleft

Kaafi din pehle Yoindia pe aansuon ke title pe ek shayari likhi thi, phir se yahan post kar rahi hoon,

Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
Kyun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo

Dard itna hai saha, khaali ho gaya samandar ashkon ka
Jaane kahan se aankhon main bhar jaate hain ye aansoo

Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo

Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2008, 04:56:48 PM »

Bahut Khoob Celmira Ji
Kya yahi shayri thi jise kisi ne copy kiya tha
Aur aap ne thread lock kiya tha
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: October 21, 2008, 10:01:27 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh...haan yahi sharai thi wo..maine bohot dil se aur jazbaat main beh ke likhi thi, aur bohot dukh hua aur gussa aaya jab kisi ne apne naam se post kiya sad5
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: October 22, 2008, 01:12:20 AM »
Reply with quote
Bohot khoob rajesh harash ji, achha likha aap ne.

Zabardast celmira ji, bohot khoob kalam he aap ka...copy waali baat jaan kar dukh huwa.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: October 22, 2008, 01:11:55 PM »
Reply with quote
Shukriya Sayyid notworthy
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 31, 2008, 07:25:57 PM »
Reply with quote
Bohot khoob rajesh harash ji, achha likha aap ne.

Zabardast celmira ji, bohot khoob kalam he aap ka...copy waali baat jaan kar dukh huwa.

Thanks Sayyid Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:09:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.084 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer