ParwaaZ
Guest
|
Aadaab To All My dear friends...
YeH just instantly likhi kalaam hai, yahaaN hi baithe baithe bus khayaal rawaN ho rahe the so likh diye.. Ummid hai aapko pasaNd aaye..
Mere sabr ka aur intehaan naa le Aa bhi jaa aye jaan meri jaan naa le
ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko Milti hai tere hi aane se raahat mujhko
Chahtaa huN maiN tujh ko hii bus tujh ko Maar daa le naa meri yeH aadat mujhko
Tha gilaa mujhe tujhi se hi mere hum dum Naa rahi phir kisi se koi shikayat mujhko
Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko
YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 12, 2013, 03:03:41 AM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Farhan Sohail
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 12, 2013, 05:43:47 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 12, 2013, 10:44:03 AM » |
|
Kya baat hai Parwaaz bhai
bahut umda likha hai aapne..
Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko
YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko
ye ashaar to behad khoob rahe.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 20 hours and 34 minutes.
खुश रहो खुश रहने दो l
Posts: 4127 Member Since: Feb 2013
|
|
«Reply #6 on: April 12, 2013, 11:35:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #7 on: April 12, 2013, 11:50:19 AM » |
|
bohut bohut bohut umda kalaam waahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhh parwaaz sahab ek rau apka banta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: April 12, 2013, 12:09:18 PM » |
|
KYAA BAAT KYAA BAAT
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 12, 2013, 12:46:27 PM » |
|
ChaaNd taaroN ki nahi hai chahat mujhko Milti hai tere hi aane se raahat mujhko
Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko
YouN ruthe haiN milkar bhi na milne waale Aur kahte hai ParwaaZ nahi adaawat mujhko
[/color][/font][/size]
Bahut khubsurat ghazal likhi hai , Parwaaz ssaheb. Parh kar bahut maza aaya . Khas taur se ye ashaar bahut ache lage . Bhai jaldi mein likhe kalaam mein jab mashaallah yeh zor hai to mehnat se likhi ghazal ki kya baat hogi . Khuda aapke qalam mein zor aur khayalon mein wusat banaye rakhe . Amin . Bahut bahut mubarakbaad aur dherojn daad.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 12, 2013, 12:55:11 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 12, 2013, 01:08:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 12, 2013, 02:56:47 PM » |
|
Bro.... kamaal hai ji instant writing n posting m alg hi mza hai ese kalaam me ek freshness hoti hai Jo bhai hum chahenge ki aapko ese khyal aate rahen ! Hai mujhko toH jannatul firdose ki chahat Dekhe kia milta hai inaam e ebadat mujhko ! ye ashaar kuch hatkar hai... ye iss ghazal ka umdaa sher h Jo iss ghazal ka lgta hi nhi humari daad aur mubarakbaad kubul Karen khus then mast rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 12, 2013, 04:58:13 PM » |
|
bahut khoob
Ravi Jee Aadaab!
Bahut bahut shukriyaa janab... aage bhi apna saath banaye rakhiye.. Aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|